lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    It has always seemed strange to me... the things we admire in men, kindness and generosity, openness, honesty, understanding and feeling, are the concomitants of failure in our system. And those traits we detest, sharpness, greed, acquisitiveness, meanness, egotism and self-interest, are the traits of success. And while men admire the quality of the first they love the produce of the second.............
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      Greed brings a big loss for us. In forex greed is the most harmful enemy of every trader and it always fall us in loss. so we need a lot of practice and knowledge to control our greed during trading.
      • #648 Collapse

        brother khof to aik aisa hy jis ko hun door kar skaty hen tradingkarty huy lekin greed ko nahi kia ja dakta hy is mein hum ko hi loss hota hy to trading karty time hum ko greed nahi karna chahye jo mil jae us pe hi shukar karna chahye.
        • #649 Collapse

          mere khayal main to dono hi nuqsan sy hain, kyu k agar hum zayda lalach ya zayda khof main trading karen gain to dono sortoun main apka concentrate kharab hoga or uswaqt ap ghalt trade karen gain to apko loss hosakta hy,
             
          • #650 Collapse

            Dear kisi bhe business may lalich aur khoff dono he buhat nuksan dy hoty han is liay business ke kamyabi k liay in dono say bachna chaiya forex trade may jab ham zyada profit k lalach may parr jaty han to aksar nuksan hota hay aur jab nuksan ka khof zehan may aa jaiy to phar loss k ilawa kuch nahe milta
               
            • #651 Collapse

              Jee bhai bhut acha swaal kiy ahea ap nea men yeh kehna chata ho eka forex mein agar ap logo ko successful hona hea toh ap ko dono par control rakna hota hea yeh ek bhu bara aur ek successful business hea is smein ap ko sirf aur sirf emotions par control rakna hota hea .
              • #652 Collapse

                Dear agr dekha jae to dono nuksan de h ...lalach wase he buri bala h r khauf insan ko kahe ka ne chorta ...to lehaza dono he achi cheezae nahi h... behtar yahe h k ap slowly trading krien take loss s bachae rahe r khauf ko door krne k liye ap forex ka kbowledfe hasil.krien forex newz sunae takae ap m confidence built ho r ap ek achae bila khofo khatar trader ban jaien
                • #653 Collapse

                  lalach aur khouf dono he galat hain is business k liye... khouf tu tbhi hoga tb apko uper confidence nahi ho aur na he knowledge aur experience ho is business me lakin lalach knowledge aur experience k baad b logo me hoti hain... lalach kar k kbhi b successful trader nahi ban sakte hain greed karne walo ki koi jagah nahi is business me... greed karne wala loss me he jata hain..
                  • #654 Collapse

                    lalach buhat hi buri sheez hai jis se hamain koi bhi kam men kamyabi nahi milti hai every working hamari loss men jati hai is ley hmain khof se to thora profit mil jata ai but lalach se hamain koi profit nahi hota hai .
                       
                    • #655 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                      in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff
                      trading may greed acha hota hai brother but dar dar ik esa point hai k ap ki successed trade ko loser bana deti hai our who our kuch nahi hota hi dar lot size ko kehtay hai ap ka account kam hota hai our lot size ziyda hoti hai brother so ap loser ho jatay hai buss lot size ko control kar lo brother insallah success ap ki qadam chomay gi brother
                       
                      • #656 Collapse

                        sorry dear i don`t know because your language not knowledge for me so i try to learn because this learning
                        will help me to know more about the forex and when you do this i think its will be good
                        • #657 Collapse

                          forex market men zyada loss isi waja se hota hai k her koi jaldi rich hona chahty hain is ley hamain lalach se avoid kerna chahye jis se hamain achi trading kernny men help milti hai or ham kamyab bhi ho jaty hain.
                           
                          • #658 Collapse

                            bhai lalach and khoff donu aik barabar hai forex me and hum ko in donu se he loss uthana parta hai forex trading business me jab hum apney andar khouf paida kar lete hain to hum ko iss business me loss he hasil hota hai .
                            • #659 Collapse

                              mare khyala man fear boht zydda nuksan data hai aur es main app ko boht nuksan hota hai aru app ko es main problem hote hain app trading karte wqat dar dar k lot lugao ge tu app ko es main nuksan he hoga aur app es amin peche reh jaoge so confidance se kam karo fearless
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: moona پيغام ديکھيے
                                Meray kheal main humain lauch zeada nuksan pohnchta hy.Agar hum zeada lauch karein gay to humain zeada nuksan ho ga,so humain tahamal k sath trading krne chaheay
                                Han bhai sahi baat hai hume sab se ziyada lalach nuqsaan deta hai khof se bhi hume nuqsaan hota hai lekin utna nahi jitna hume lalach se nuqsaan hota hai trading hume lalach ko control kar ke karni chayye...
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X