lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Lalach ki waja se kafi log profit ko loss mein convert kerdete hien, forex iak liquid market hai aur ismein utar charhao buhat tezi se hota hai isliye humein aik target amount k baad trade ko close kerdena chaiye aur shukar kerna chaiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      yes i agree with you forex trading is good online business and you can avoid this bad factor that is greed so many people loose their money in forex trading due to greed fear and emotions so control them and earn money
       
      • #78 Collapse

        bhai forex me kamyab whi ho skat he jis ko forex trading ki achi how know ho or woh forex ko kafi time kr rha ho or usne bqaida leaning or practice b ki ho or rhi khoaf or lalich ki baat trader zyada lalich krta he khoaf kam hi krta he or khoaf tab hi hota he jab usko continously loss ho or phir further trade krne se fear ho k kahin phir se loss na ho jay aisi condiation me trade na hi kren toh behtr he next day try kren.
         
        • #79 Collapse

          zyada lalch krna se insan zyada khsary men jata he or zyada lalch krny se admi kamyab bhi nhe ho skta or forex ka karobar aisa karobar he jis men lalchi admi kamyab nhe ho skta
             
          • #80 Collapse

            bhai mery khyal say lalch say insaan ko zeyada nuksan hota hai ager us ko profit ho to kahta hai kay aur bhe kar lun kaam ya aur trading kar lun is lay us ko loss ho jata hai es lay mary khyal say loss hota hai
            • #81 Collapse

              lalach or khoof dono bht hi ziyada nuksan deh han, yahan par main aik bat kehna chaonga un logo sa jinho na demo account ma trading ki ha un ko pata hoga, aksar log kehtay han k demo account ma profit hota ha lakin jub wo real trading start kartay han to loss hojata ha, is ki main waja yahi ha k demo account ma un ko koi lalach or khof nahi hota is liya wahan profit hota ha.
              • #82 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff
                Nuksaan to dono may hi hay, kam aur ziada ka kia taluq? forex may nuksaan say bacho, lalach na karo, jitna bhi profit mil raha hay chup kar k rakh lo, target achieve ho jaye to trading chor do. Khauf ki agar baat hay to us k baray may mai kuch keh nahi sakta.
                • #83 Collapse

                  dear bhi mery khyal my lalach zyada nuksan dy hy or jo shaks forex trading my lalach krta hy wo kbi bi is business my success hasil nhi kr skta hy ya aik aysa business hy jis my ap lalach kry gy to nuksan pay gy.
                  • #84 Collapse

                    Bhai jaan meri nazar may to dono hi kam ziada had sy ziada nuksan day hain kiun k lalach insam ko mar deti hai or is say usay kuch bhi hasill nahi hota hai,or isi tarha khof hona bhi nuksan hai k aisi trading karni bhi nahi chahiay jo nuksan day ho jis say khof paida ho.
                    • #85 Collapse

                      dost ap ka yeh buht hee acha sawal hai,wesy to yeh 2noo chezen nuksaan de hain par in 2noo main 1chez zeyada nuksaan de sabt hojati hai wo hai lalach,,
                      • #86 Collapse

                        i think lalach tou kisi bhi business main achi nahi hai forex trading business main bhi greedy trading karne se hum ko big loss ho sakta hai aur hamen greedy trading se avoid karna chaye.
                        • #87 Collapse

                          lalach bohat he ziada khaternak hia mera nahi khial ke khof khaternak hia isi khof ki waja se ap market main bilawaja se enter nahi hoty hain app market ka wait karty hian jab bohat ziada clear ho ga trend tab he enter hoty hain
                          • #88 Collapse

                            dost main samajta hon k is dunya main ya donoo essi behmariayaan hain jo kisi banday ko lag jahaian tu us k liya kissi b field main kamyab hona buhaat mushkal ho jata ha kyun wo admi koi b kam kul kar nahi kar sakta is always loss hi karta ha
                            • #89 Collapse

                              Mery khayal mein to deno hi nuqsan deh hein, laluch jab trader karta he to wo big lot size use karta he ya over trading karta he or ultimately mostly trades me loose karta he, or khouf hota he k kahin wo apni investment loose na kar de ,es se wo apna confidence bhi loose kar jata he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                yes sir you asked very good question.. yes i am agree with you.. gee han jnb apne boht acha swal kia hy.. forex traidng my logo k nuqsaan is liye hota hy kiu k wo more money earn krne k liye big lot lga daity hian.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X