lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Asallam o Alekum , g brother mein tou yehi kahu ga kay lalach zada nuksaan dey cheez hai kiun kay yeh insaan ka jahan kam sey kam profit peh guzara ho jata hai vo kheta hai isey aur profit honey do, aur zada tar vo usey kam profit mein close karta hai trade
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      fx mai agar achievements hasil karni ' to help avarice ze dor rehna ho ga kiyu ok gredd ek esi cheez ' jo sub-contract khutch burning karwa deta '. es liye fx mai avarice ze kam nai karna chay.
      • #123 Collapse

        jab bhi ham trading kerty hain to hamain lalach nahi kerni chahye lalach buhat hi buri cheez hai jis se hamain loss hi hota hai or koi fyada nahi hota hai is ley fear se hamain some time profit bhi ho jata hai.
           
        • #124 Collapse

          dear dono hi cheezan zarort say zada nuksan dain hy ager apphad say zada lalach karain gae tu app ko loss ka samna karna pary ga aur ager app had say zada khoff say kaam karain gae tu app kabhi b agae nai bar skty tu dono cheezan hi forex main nuksan dain hain
             
          • #125 Collapse

            Lalach aur Khauf dono hi aesy jazbat hein jo ek trader k liey bahot nuksan dy hein Forex trading mein lakin mery khial mien ziada nuqsan dy Lalach hy. kiyo k jab ap trading k doran lalachi ho jaty hien to ap theek decision nai ly patay jis ki waja sy ziada nuqsan hota hy. is liey trading karty waqat lalach per control bahot zaroori hy.
            • #126 Collapse

              lalach to dekhen kksi chz me bhi nhe karni chahaiye alalach to hoto hai kharab chz hai keu ke lalach hamein phrrr losske tra le jti hai jis se hmare earning nhe ho pati to behtar ahai ke hmm lalch naa karen..
              • #127 Collapse

                hello my dear i think in the forex trading business most of the time we are getting big loss from greed but afraid did not very harmful for us in the forex trading but greed and emotion will give us big loss in the trading.
                 
                • #128 Collapse

                  i think here these both are very bad for us because when we are trade then we make the greed so then we are make the big mistake and then we are get the big loss and then we lose our all capital
                  • #129 Collapse

                    jab ham trading kerty hain to hamain profit zada kamany ka lalach bhi ota hai or loss hony ka khof bhi is ley khioof se to ham bach jaty hain thora profit kamaker but lalach se hamain zyada loss hota hai or ham fail hoty hain.
                       
                    • #130 Collapse

                      dear dono hi tabah kun hain aur agr dono mein say aik issue bhi hai aap kay sath to aap kamyab nhi ho sakty but yeh hai kay khauf say zayda lalacj traders ko nuqsan karwati hai,jab apna daily target pura honay k bad bhi aur koshishen kartay han log aur over trading karty han tau nuqsan uthtay han
                       
                      • #131 Collapse

                        i think k lalch ziyda nuksan diti ha trader kun k ager trader lalch kerta ha tu wo apny profit ko bi lose mein covert ker dta ha aur ziyda se ziyda profit leny ki koshish kerta ha aur es ki ya lalch end nehi hoti aur wo any ap ko lose mein ker leta ha aur pher bhi ya lalch os ki khatam nehi hoti kun k wo lose ko ab recover kerna chahta ha
                        • #132 Collapse

                          Doo chezeen hi is trade mein bht zyada nuqsaan deti hyn lkn mery khyal se laalach zyada nuqsan deti hai jis mein apki investing bhi doob jati jb'k fear mein aisa nhi hota.
                          • #133 Collapse

                            muj ko es ka ietna knlowedge nahi ha par lalach zydad nuksan dati ha ku k jo be lalach karta hu wo kabi be profit hasal kar skta ku k lalach bure bala ha.
                             
                            • #134 Collapse

                              Forex ma trading karty hoy ap ko confidance sy trading karni hoti hy agr ap confuse ya greedy ho jaty ho tu apko loss ho sakta hy or profit ni hasil kar sakty. lekin ye dono chezen aik dosry sy zyada dagerous hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                hello my dear i think in the forex trading business we can get big loss from greed not from afraid so be careful from greed it is a very harmful for forex trading business i lie this great online business because it is paying us.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X