lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1576 Collapse

    meray khyal mein lalch ziada nuksan day hain kiyun kay lalach inssan ka kabi be peecha nahi chorte hay or doosre baat yeh hay kay dar jo hay wo to kese be waqt khatam ho sakta hay or yeh inssan kay liya achi cheez meray khyal mein iss mein darnay wali to koi baat nahi hay
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1577 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: janna
      In my point of view, extra expectation is the most impotent point for losing money in Forex industry if you jazz the control almost your demand you could be able to kind vantage from Forex market easily and regularly.
      lalch zayed naksan dete hein humein lalch nhe karni lalch karn walen kbhi kamnyb nhe ho gy kamnyb hony ke liyen mahnt ke zarore achi proft earn hum la;lch se nhe karn senkte lalch se loss he milny gy hum ko
      • #1578 Collapse

        nuksaasn dah tou dono ee hain lekin maray nazdeek lalach zada nukssaaan dati ha kiu k kohf say hum khc had tk sae kaamkartay hain lekin lalach insaan ko kahin ka nhee chorti or sirf nukasaan dati ha
        • #1579 Collapse

          ji janab dono cheezy business ky ly boht nuqsan dy hy jin sy loss hi hota hy is m zyada lalach boht nuqsan dyti hy q k hum lalch m a ker ulta ker bethy hy aur emotional ho ker zada earn kerny ky caker m money invest ker bethy hy aur jaldbazi m loss ker bethty hy.
          • #1580 Collapse

            Dear, hmen forex k buisness mein lalch nai karhna chahiye balkay humen mehnat k sath kam karna chaiye takey ham aek achi kamyabi hasel kar saken is buisness k zariye sy
            • #1581 Collapse

              forx ki trde mae lalch zyda nuqsan de ha trde mae khof etne noqsan nae dita jitna lalch dita ha es lye lalch se bachna chahye trde karte waqt
              • #1582 Collapse

                forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee jitni dair tekk aap forex keey bareey meey trading kernaa complete jaan nahi jaateey forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa aur yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey
                   
                • #1583 Collapse

                  Meray khayal main to lalach aur khof dono he nuqsan dy hain aapki trading kay liye q kay khof hoga to aap risk nahi lagay aur agar lalach karogay to gain ki bajae loss kar logay is liye dono nuqsan dy hain
                  • #1584 Collapse

                    lalch or khoof dona cheezan nakasan dah han aik trader ka lia.is lia lalch be ni krni chaia.jo naseeb ka mila shukar ka sath kabool kr lana chia.or fakar krna sa prashani bdti ha.is sa doran trading avoid krna chaia.
                    • #1585 Collapse

                      laluch nuqsaan detaa hay jab kay khoof kuch kaam karne naheen deeta .app ko jab kaam karna hoo bay khoof ho kar kareen .lekin market kaa khyall zrur rakheen .essa na ho kay app loss kar leen
                      • #1586 Collapse

                        dono hi achi cheez nahi agar hud say ziada hon to, khuf apko kuch karnay nahi dayga or laluch apko ziada say ziada layna par nuqsan kay sakti hay, es liye trading may dono say perhaiz acha hay.
                        • #1587 Collapse

                          meray khiyal k mutabik lalch zyada nuksaan day hian ku k ensaan khof min phir bhhi zara ahtiiyat say kaam karay gaa dar ki waja say magar lalch main zyada say zyada kamanay ki hoos min ensan baaaz okat ghalat tarikay say kam karta hian jiss sain loss hota hay
                          • #1588 Collapse

                            lalich and khoof dono hi loss ki vaja ban sakty hain kuinkay agr ap lalich karty hain aur big profit kay chaker main trade clsoe nai karty hain to phir market aik dum ap kay opposite chali jaye to ap ko loss ho jaye ga greedy ki vaja say and agr ap risk nai lety aur market ki condition say benefit nai lety to market kiis bhe time opposite bhe chali ajye to ap ko fear ki vaja say loss ho jaye ga
                            • #1589 Collapse

                              G han es main greed person ka kam nahi hy es main jo lalch sy kam laita hy wohi es main ziada loss krta hy or apni earning nahi kr sakta or ki howi earning bhi kho beth,ta hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1590 Collapse

                                well friends greedy and fear both are harmful in our forex trading business so time we get reasonable profit from our trading but carry it for get more profit then any trade against us we my go into loss if we not greed then we become in profit some time.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X