lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2041 Collapse

    lalach nahi krni chaiye, specialy starting me jab apko blkl experience na ho warna apko bhoot ziada nuksan face krna parega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2042 Collapse

      experience is expensive, ignorance and knowing us about this forex risk can actually make us lose money, things that initially we consider simple, just buy and sell just turned out to be very complicated and difficult to do, it took a long time to become an expert, can not instant ,, although only between buy and sell
       
      • #2043 Collapse

        Is business me hmeshah lalach zyada nuqsan daiti ha isi liye hmen chahye k hm is business ko hemshah tb hi kareen jb hm is business me apni lalach ko khtm kar k kam kareen kyun k lalclh se hmen is business me kafi loss ho sakta haa
        • #2044 Collapse

          deako dost maray khayal ma tou laalch zada nuksan dati ha kiuka insan lalach ma ha jata ha ur souchta ha ka is sa bs jadi jaldi earning kr lu magar is kam ka liye hamay step by step chalana ha tb hi ha kamyaab ho sakty hain aur earning kr sakty hain.......
          • #2045 Collapse

            Gi frnd mare kahayal se hame laluch hi zyada nuksaan hk deti he or agr hum forex me laluch kare ge to hame loss hi ho ga
            • #2046 Collapse

              lalach se or khof se dono he se loss hota hai magar agar aap dekhen to is business me ham ko dono se he bach kar kam karna chahiye kiun ke jitna patience or sakoon ke sath aap is me kam karte hain utna he yahan se aap ko earnings kamane me asani peda hoti hai .
              • #2047 Collapse

                I think greed is more deadly than fear in Forex trading. We always get feared during trading and it really put us into trouble by giving stress and tension. Actually, the most importantly the nature of this business plays very important part into it because it is a very volatile and highly fluctuating business, therefore it is natural to get feared or panic in it.
                 
                • #2048 Collapse

                  Assalam u aliakum bhai jan Lalch our khaof dono suces ke doshman hai kiyu ke 2no se insan kanfis ho jata hai lalch se sub kuch jaldi hasil karne ki chakkar me ghalat kam kar jata hai jub key khauff ki waja se insan himmat he nani karta in order to dono me trading karna na munkin ho jata hai thanks...
                  • #2049 Collapse

                    Bhai ak trader ka leya ya dono boht he nuksan dye hy q ka en dono ki waja sa ap relax hou kar trade nae kar paou ge ges sa lose confirm hy.
                    • #2050 Collapse

                      Dear jaha tak mera khayal hai Forex mai lalach zyada nuqsaan deta hia q kay jab humen thori earning hony start ho jati hai to hamari koshish yehi hoti hai thora or earn kd liya jaye or phir isi lalach mai aa kay hum jaldi mai koi galti kd bethty hain or humen nuqsaan ho jata hai. Is liye bekhoof ho kay or lalach ko dimag se bahir nikal kay hi trading ki jani chahiye
                      • #2051 Collapse

                        I think forex main lalach ziada nuksaan de hai. Agar aap ko khauf hai to aap apni tardes bhi kam hi lagao gay aur soch samajh ker lagao gay jahan se aap ko profit milta ho ga. Magar lalach main insan andha ho jata hai. aur wrong trades kerta hai.
                        • #2052 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                          in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff
                          Mere khayal main forex buisness main wese to dono cheezen hi ap k lye nuksan de sabit ho skti hain lekin lalich ziada nuksan de hoti hai,,is lye k jb hamain km profit hota hai to hamare dil main ye baat aati hai k is se ziada profit hona chahiye or usi lalich k chakr main hm loss kr jate hain to ak smjhdaar trader ko chahiye k wo lalich se bache or sath sath khof se bhi..
                          • #2053 Collapse

                            lalch boohat nuqsan da he khun k jb lalach ho gi io ap markting volume barha den gy orrr volume barhana sy nafa nuqsan k chance bi ziada bi hoty hain
                            • #2054 Collapse

                              trading mein kesa khauf agar itna khauf hai tow trading e na karo khauf se kuch ni hota just khuda ka khauff hona chahye lalach ni karni chahye yei tabahi ki waja banti hai aksar aur trading mein b kafi log lalach krne ki bewaqoofi kar jaate hain jis se bara loss kr dete hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2055 Collapse

                                meray khayal se too khoof zyada nuqsaaan day hay per laaalaach bhi buhat buri bala hay is se bhi bachna chayeh hay aur laalaach karna to chahye hay per kabhi kabhi jab time ap k haq mai jara hoo warna ....................................
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X