lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1291 Collapse

    kloj wdqod opqwkdwkqd pqokwpdk oowqkdopkd oqwkdop ofqopk okdqwopkd qwokdpq qwopd odkpoqwkdpo kwopqdp kdopqwkd pqd qopqwdopq fow kopwdwopqdk kdwqpoq dwowkqdopqwk dopqwd kowdkop wjfopqk dowqd oofoqwpd wopq dpqwkdop qwdk oqwkd
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1292 Collapse

      lalach aur khof dono hi ki wajas e ap ko loss ka samna karna part ahai kiu kay agar ap lalachi hain tu ap kabhi bhi apnay profits se satisfy nahi hunge aur hamesha ada kay liye jayn gay aur ap ko loss huga aur agar ap fearfull hain tu wrong time par apni trades close karain gay us ka bhi nuqsan hai
      • #1293 Collapse

        mere khyaal se to lalach zada nuqsaan day hai or agr ham forex mai lalch karenge to kabhi bhi kamiyabi hasil nahi kar sakenge hamen forex mai lalach se door hi rahn chahye...
         
        • #1294 Collapse

          mere khyals e dosto lalach or khof dono cheeze trade me hamey barbaad kardengi is liay hamey chhaye ke in dono cheezo se door rahey or lalach ziada khatarnaak he kunke hamey greedy mind hone me 1 pal nahe lagta or loss hoga is tarah se hamey
          • #1295 Collapse

            salam all i think lalach bhi nuqsan deh sabit ho sakti hai jab ap ka continuesly profit chal rha ho aur ap chahen k ap ko aur profit mile is surat men nuqsan hosakta hai aur agar ap trading men new hain aur trading karte wwaqt nervous hain phr khoff bhi nuqsan deh hosakta hai.
            • #1296 Collapse

              mere bhai forex trading business ma khouf se ziyada nuqsandeh cheez greeding hai ,kiyou market kisi ke demagh k sath nhi chalti hai ye market kabhi bhi kisi bhi side chal sakti hai is liye agar ap ko kam profit bhi mill raha hai to pik kr len ,lalch kren gay to loss bhi ho sakta hai.
              • #1297 Collapse

                Greed is very dangerous every trader Forex is very easy business and profitable many have rules forex make profit very well when you learn very well but at first practice demo account then trade real account so avoid greed trade properly
                • #1298 Collapse

                  ammmmm khuff ka to me kuch nahi khe sakti hun per hai loss zaror nuqsan dey hai ap jabi kaam karey bas ye soch ke karey k hum apni mhenat se kama rahey hai lalach na naey dy.
                     
                  • #1299 Collapse

                    bai agr hume pata ha ke ap ne jo trade lagai ha wo 70% ya 80% tek ha to phir humy khuf nahi khana chaye es ke bawajod hamari trade loss me jati ha to phir be darne ki bat nahi balke nuqsan se be apni isla karne ki koshish kare or lalch na kare jb profit mil jaye ek trade se..
                    • #1300 Collapse

                      Khoof aur lalach dono insan kobht nuqsan dety hyn issi kiye dono sy bacha ja sakta hy khoof se is trah se k aap apni skills behtar bana karr aur lalach se is tarah k aap patince rakho aur jitna profit mil ra hy us pe guzaa kiya jaye
                      • #1301 Collapse

                        bhai jan nuqsan thora ho ya zada nuqsan nuqsan hota ha and lalach and khoff that is greed and fear dono he nuqsan de hain lalach sa app extra trades karo ge jo kah oddly based honge and fear mn app proper trades bhi open nhi kr paoo ge both hand not good.
                        • #1302 Collapse

                          Sab se ziada nuqsaan deh cheez forex trading main greed ha.. jis k andar greed ajae to wo hamesha nuqsan main hi rehta ha.. Hum jitna ho sakay utna dor rhnay ki zaroorat ha laach se...
                          • #1303 Collapse

                            agar dekha jaye to dono hi cheezien nuksan de hein lekin lalach se ziyada khof nuksan de hai kyun k aksar forex trading kartay huye dekha jata hai ap ne khud bhi kafi bar aisa hi dekha hoga k hum ek trade open kartay hien aur kch der bad hum 10 pip profit mein hotay hien lekin hain ek khof sal feel hota hai k kaheen market achanak se opposit direction mein na chali jaye aur hum usi time trade close kar deay hein lalach nahi kartay aur phir kch der bad dekhtay hien to market usi direction mein kafi agay ajati hai phir ham dil mein malal kartay hein k yar agar trade close na karta to 30 pips ka profit ho jata lekin ye bhi bat theek hai k forex mein ziyada lalach nahi karna chahiye.
                            • #1304 Collapse

                              Meray kheal main humain lauch zeada nuksan pohnchta hy.Agar hum zeada lauch karein gay to humain zeada nuksan ho ga,so humain tahamal k sath trading krne chaheay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1305 Collapse

                                Bhai jaan meri nazar me khof se ziyada noqsaan de laalch hai jab hum kisi kaam me lalach karte hain to hume us me nakaam hone ka hi chance hota hai kiyo ke lalach hamare rizq me se barkat ko bilkul khatam kar deta hai......
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X