lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1996 Collapse

    dono he nuksaan de hian greed or khoof se hamay bohat nuksaan hota hai is leay ap ko forex mai ek mind set kr k he trading krni chiea
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1997 Collapse

      lalach buri bala hai kisi ne theek e kaha hy so khoff insan ka khudi andr ka zameer hai. lalach insan ko uper se neechy b ly jati hai r uper b
      • #1998 Collapse

        boht acha swal hai bhi jan apka forex me ye 2 chezay ni honi chahiye jub hum lalch krayga to phr b loss hota hai or jub khouf b rkhayga to phr b loss ho jata hai is liye in 2 chezo se prhaiz kray
        • #1999 Collapse

          Mery khyal main greed ziada khatar nak hai khuf se kun ke fear main hum trading main ahtiat karty haina ur kam tarding karty hain risk kam laty hain greed main ziada trading karty hain jiss se humy loss ho sakta hai aur ziada risk bhi laty hain. iss liye greed ziada buri hai.
          • #2000 Collapse

            Bhai jan dono he boht aahem hain but aaj kal k ensanoun may khoof tu bohat he km hai or paysa kamany ki lalach oa her kam may aagay barny ki lach bohat zayada isi liye hamain thora ehtiyaat karna chahiye
            • #2001 Collapse

              well, pehly to main ye kehna chaho ga k dar k agy jeet h, anways lalach ek buri bala h, hamesha kam ko akalmandi or zahanat se karna chahye to ap ko ziyada fida hasil ho ga
              • #2002 Collapse

                forex mai emotions control krna pehla usool hai or lalach or khof dono he emotions mai atay hain tw dono kw control karna zrori hai lalch b nuksan deta hai or khof b
                • #2003 Collapse

                  Mere bhai.Dono hi kafi nuqsan de hail lalach me banda ziada soda Le ke nuqsan karta he or khof me banda trade hi.nahi karta or jo profit wo ke sakta he wo bhi nahi ke Pata.
                   
                  • #2004 Collapse

                    hi dear mara khyal sa to lalach h jo sb sa zyda noksan date h laluch na kryn to ache bat h lalach na ke serf forex trading ka business man naksan da blka ya hr business man bhe
                    • #2005 Collapse

                      I'm a greedy offers forex trading activity very high and our forex trading is a great way to learn the business of greedy takes, but if you're not willing to take the risk, so you can make big profits because we are facing big losses.
                      • #2006 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                        in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff
                        i think that a person who is i mean greedy then he or she would get loss and that would be totally depend on that person because of his non sense he or she get loss so this would be the thing...
                        • #2007 Collapse

                          forex mein jab be kosis karay es mein small volume se trading karay aur es mein kaam kartay howay greedy aur jaldbazi na karay ap ku loose he loose ho ga thankful for question
                             
                          • #2008 Collapse

                            mere dost mein apko yeh kahna chata hun ke forex trading ke andar lalch yani ke greed aur khooff yani fear donu he forex mein losses able hain is lea in ko avoid karen take ap profit ko earn kar saken.
                            • #2009 Collapse

                              lalach trading kartay waqt sabse ziada nuqsaan de hoti hae kynk agar hamen ek baar acha profit hojata hae tou hum greed m aa k or bari trade lgaty hain jis m mostly hamen loss hojataa hae so in my opinion greed is more dreadful..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2010 Collapse

                                In my point of view, lalach ziada nuqsan de hai hum trading men ziada lalach nhi karna chaye lalach k chakar men hum apna sara capital ganwa bethtye then humen greet se bachna chaye kun k lalach buri bala hai agar humen ziada profit ka lalach karen gay to humen loss ho sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X