lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1846 Collapse

    of course lalach ziada nuqsan deh hai but the lack of knowledge is even more dangerous than lalach & only an ignorant person will feel scare while trading.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1847 Collapse

      is forex forum main agr hum treading karty hay aur hum is main ziyada lalch karty hay to humain is forex forum main say loss hota hay aur agr hum is forum main say dar kar treading karty hay to hum acha profit hasil kar sakty hay..
      • #1848 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
        in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff
        dono hi apni jaga nuqsan deh hain per lalch hmara wo sab kuc bi le jati hai jo hmare pas already ho khof itna nuqsan nahi pohncahta per hmare ander ye dono cheezen hi nahi honi cahiyen
        • #1849 Collapse

          Lalach or khooaf dono hi forex trading business mein nuksaan da hein hamain in dono ko control karna chahiye q kay in dono ko control kiye bagair ham forex trading business mein kamiyaab nh ho sagtay so control karna zaroori hay.
          • #1850 Collapse

            laluch tu buri bala hai he jo definitely nuqsaan he nuqsaan deti hai aur khof zada banda bhi nuqsaan uthata hai .khof ki waja se bande ka zehan kaam kerna chor deta hai jis ki waja se galat faisley hote hein.
            • #1851 Collapse

              hello dost ap ki bat bhe apmi jagha theek hai lakin mary andazzy k mutabik to yeh dono cheezain ap k liya boht muksan dy hain q k in dono cheezon k waja sy ap ka kam bhe theek be nahi ho skta or na he ap is kam sy profit ki umeed rakh skty ho..........
              • #1852 Collapse

                trading mein insan ko khuf bhi rehta hai or nuksan ka bhi dar hota hai, q k trading aesi chez hai jis mein dono ka dar rehta hai lekin ziada tar dar nuksan ka hota hai
                • #1853 Collapse

                  khoff se to phir bhi log sahi ho jate hain un ka khoff khatam ho jata hai lekin lalach bohat bura hai yeh ap ko andhere main dal deta hai
                  • #1854 Collapse

                    hamen forex k business main kabi b lalch nai karna chahiye balkay humen chahie k ham sabar aur tahamal k sath kam karen to phir ham zaroor ek acha trend le saken gay aur loss se bach saken gay
                    • #1855 Collapse

                      meray bhai yeh to lalach hoti hai yeh to kabhi khatam nahi hoti insaan khatam ho jata hai aor haan lakin yeh jo khoof hota hai yeh to chaar din ka hota hai aor char din baad khatam ho jata hai,is liye zayada nuqsaan lalach deti hai.
                       
                      • #1856 Collapse

                        laalach meey nahi pernaa chahyee ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa jitni dair tekk aap forex keey bareey meey trading kernaa complete jaan nahi jaateey
                         
                        • #1857 Collapse

                          i think success hone k lie to dono chezen nuksan deh hen lekin lalach ziyada nuksan de sakti he q ke lalach k lie ap har khatra mool le lete hen and phir kisijaga p us ka bht loss hota ap ko.
                          • #1858 Collapse

                            agar success hasil karni ha to greed se dor rehna ho ga kiyu k gredd ek esi cheez ha jo sub khutch loss karwa deta ha .es liye forex mai greed se kam nai karna chay
                            • #1859 Collapse

                              zaida laalach sa insaan ko nuqsaan zaida hona ka khadsha hota haiu. is lia kosishish karain ka zaida laalach na karain oar chota chota prift hi gain karta jai oar relax karain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1860 Collapse

                                dear within see greedy AND fear both are harmful in THE forex trading firm therefore time my partner and i take reasonable profits via THE trading but get The item with regard to consider extra earnings then any trade against people i MY scoot straight into loss whether we not greed next i become throughout earnings several date my spouse and i do not open THE trade due to be able to fear AND ALSO not earn revenue throughout forex trading

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X