lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1096 Collapse

    dear brother... lalach to boht buuri bala hai. or khoaf kis bat ka hoga, agar ap kuch ghalat karengey...... to khoaf k maarey apka sara kaam kharab ho jaey ga.....
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1097 Collapse

      Jhan tak mara experience ha to ya dono chhezain he trading main hamain nuksan day saktey hain is leya hamain in dono chezon ko he apney trading say dor rakhna chheya . or in say bach kar he trading karney chheya .
      • #1098 Collapse

        Assalam o alaikum. Mere khayal may to laalach zyada nuksaan de hy. Kiun k agr aap laluch karenge to trading may iski jaga nahi hy aapko loss hoskta hy. Or bat rahi dar ki to traders ko confident rehna chahye darna nahi chahye..
        • #1099 Collapse

          mery keyal sey to greed he ziada nuqsaan dey hai kuyu key agar ap greed karey gey to ap ko bohat loss honey key chances hai aur forex trading me loss honey sey ap key trading bhe bori ho jatey hai is leye ap is sey door he rahey to acha hai..
          • #1100 Collapse

            ager lalich aur khuf ka comparison kary ke kon se ziada nuqsan daite hai tu maire khayl mai trading mai Lalich ziada nuqsan daite hai . khuf ya fear ke reslut mai tu ya trade start he nai karty ya phir app jaldi trade saay nikl jaty ho tu ziada loss nai hota jabkay lalich ke koi limit nai hote
             
            • #1101 Collapse

              mare dost yer mare khyal me forex trading business market me greed ap ko zada loss dati ha mare dost is se ap ko loss hota ha her time in forex trading business market is se tu yer doro hi reho mare dost trading time me yer.
              • #1102 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Owais84 پيغام ديکھيے
                Assalam o alaikum. Mere khayal may to laalach zyada nuksaan de hy. Kiun k agr aap laluch karenge to trading may iski jaga nahi hy aapko loss hoskta hy. Or bat rahi dar ki to traders ko confident rehna chahye darna nahi chahye..
                bikul brother totally agree ke lalich trader kay liye ziada loss ka sabab banti hai . app ke dosri baat be thek hai ke confident hona be trader kaay ke liye kafi ehm hota hai . sath yeh hai ke trader ko confident hona chaiye lakin over confident nai hona chiye .
                 
                • #1103 Collapse

                  jaha tak Mara experience ha forex trading main dar ka kabi bhi trading nahi karna chaya humesha confidant ka sath trading karna chaya our earning karna chaya greed zaiyda dangerous ha khood tu khar sa kam ho hi jat ha .
                  • #1104 Collapse

                    mery khayal me forex me trading k duran lalach se insan apni profit loss kar dety hey, har trader ko chaye k lalach se acha hay k agar app k account me 1$ se b kam amount ati hay to wo acha hay bajaye es k lalach kar k profit to kia trader apni invest ki howi amount se b hath doh batety hey.
                    • #1105 Collapse

                      i think marey kahyail say jha tak ma jhanta ho kay lilach boaot hi zaida nuqsahan day hai or khouff itna nuqshan diy nai hai ....................
                      • #1106 Collapse

                        ager ap ko exprince nhe ha to khuff bht affect karta ha lakin ager ap learn kar k start karian gy to ap ko kuff nhe aye ga ap easly work kar skty hain .....ager ap over smart banany ki koshes kary gay oa lalalch karin gy to ap zyada loss karian ay
                        • #1107 Collapse

                          loss k hawalay se agar dekha jay to lalach zada khetarnak sabit hota he ,khof apni jaga mainay rakhta he lekin trading me lalch nhi karna chaye k bus zada orfit hojay werna insan thoray bht profit se bhi jata he is lie bht patience chaye hota he is kaam me aur munasib profit bhi hojay to usi me khush rehna chaye na k lalach karain
                          • #1108 Collapse

                            mere khayal se lalach zada nuqsan deh hai q k insan lalach ki waja se wo sab bhi kho deta hai jo us k apne pas hota hai is liye zada hawis karne se bad ma pachtana parta hai
                            • #1109 Collapse

                              Dono chezain hi apni apni jagaha pay buhat yada nuksan dati hain kiun kay agar in main say hum kisi bhi aik cheze ay dar jain aur apny andar kaam karny ki lagan aur himat ko kam kar dain to iss say hum bhi kafi had tak faida lay sakty hain aur apny andar kaam karny ki lagan aur himat main azafa kar kay jkafi haa tak tarki kar saktyhain iss main humara hi faida ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1110 Collapse

                                greedy is the most important cause of loss in forex trading. if we become so greedy in forex trading we may fall in loss in forex trading. emotional also play a very big role to become loss in forex trading.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X