trade in one pair vs trade in many?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    عزیز میں تم سے سگنل فروخت کے لئے دستیاب ہے جس میں اس جوڑی پر تجارت یا آپ کو آپ کو ایک کامیاب تاجر کے لئے یہ سب سے بہتر بننے کے لئے چاہتے ہیں تو آپ کو اچھی طرح سے غیر ملکی کرنسی مارکیٹ کا تجزیہ کرنا چاہئے اس کے لئے کسی بھی جوڑے میں ٹریڈنگ کر سکتے ہیں فوریکس مارکیٹ میں خرید سوچنا کہ آپ
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      one pair main trading best hai kiu k is tarah ham complete concentration k saath aik pair k baare main analysis ko samajh sakte hain aor trade ko market trend k mutabiq laga sakte hain
      • #828 Collapse

        trade aik pair par karo and forex aik great business hay aur is mein shortcut way say grow up karna acha nahi hay ap ko chayie kay ap pehly forex ko khud seekhty takay ap ka knowledge mein izafa hoga kiyon kay ap forex ko nahi seekho gay tu phir ap forex say achi earning nahi kar sako gay isi liye is ko seekhna lazmi hay .
        • #829 Collapse

          forex main jis pair ka trend clear ho tu ham us main trading kar saktay hain.ham 2 ya 3 pair main at a time kaam krin tu thaik hai.ziadah main na karin.
          • #830 Collapse

            bahi jaan mery khiyaal sy yeh aap k balance pay depend kerta hy ager aap ka balance acha hy too ap aik sy zeada trade open ker skty hain nahi to aaik hi trade best hy
            • #831 Collapse

              je haan agar ap forex mein achi kashi money earn karna chatay hain tu kosis karay one pair se trading karay aur es mein kaam kartay waqt jaldbazi na karay thankful for question
                 
              • #832 Collapse

                my dear bother online ma best real work hy my dear bother best income kama hy to forex forum par trading karo ga to best hy an sa best demo account hy bother
                • #833 Collapse

                  bhai ma tu kafi pair ma trading krta hun.jiski market condition theak lagti ha ussi ma trade laga deta hun lakin zyada tar ma gold ki trade krta hun. lakin ma sath sath euro usd gbp ki trading b krta hun
                  • #834 Collapse

                    Agar hum new hay forex trading main to sab say pehlay humay aik pair par trading karni chahiey jab hum us pair ko achi trha samjh jaye tab other pairs par trading karen aur esi trha pher humay jis pair main bhi achi trade milay wahan trade kar kay profit earn kar lena chahiey.
                    • #835 Collapse

                      well mein tu yehi kahon gein ke hame ek hi pair mein trade karni chahiye is se hame us ka andaza rehtaw hai , agar ham badal badal ke karen gein tu mushkil ho gaw smjhnaw :)
                      • #836 Collapse

                        trade bhai jan mere many pairs per bhi ki ja sakti hai or aik pair per bhi kari ja sakti hai yeh aap ke oper hota hai ke aap kese is me kam karna pasand karen ge is lye i think ke forex me jese aap ko behtar lagta ho wese he aap ko kam karna chahiye .
                        • #837 Collapse

                          well brother yeh trader pe depend karta he, men just major currencies per trader karta hon because unki market zeyada move karti he aur easily market ki trend bhi samjh aati he, and me ap ko yehi advise donga ke trade us pair me karen jiski market trend ap ko samjh ae.
                          • #838 Collapse

                            ya mara zati experince ha k agar hum aik hi pair ma kam karte hain too hum kabi b forex ma loss nai karte hain lakin agar hum aik sa zeda pair ma kam karte hain too hum boot zeda loss karte hain.
                            • #839 Collapse

                              mere khayal men humen ek he currency pair pe complete grip hasil karni chaye yani k ek he currency pair pe trading karni chaye then hum achi trading kar sakte hen ek currency pair men trading karne se hum country ki economic ka ache tareekey se analysis kar sakte hen or economic ko understand kar sakte hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                bhai jaan jab ham ek hi pair per trading kerte hai to hamain is me ziya da expricne ho jata hai or market ka andaza bhi hota rehta hai but jab ham ziya da pairs ko use kerte hai to hamain is men proper kam nahi hota hai..................

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X