trade in one pair vs trade in many?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1111 Collapse

    her insan ko ik sath kaam krna easy feeling nahi ati hai laikin kuch log hoty hain jo ik waqt main kafi sary kamo ko monitor kr rhy hoty hain in k liay ye kaam ko krna easy hota hai laikin mera khial hai k hum ko zada pairs main kaam nahi kr saqty hain laikin is main ik mai teek say krna zada behter hota hai
    I LOVE PAK FORUM
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1112 Collapse

      trade aik hi pair pe achi rrehtin hai kyu kay jis pair pe bi ap nay trade karni hai apko is kay baray me achi tarah say is ki economy ki surat hal kay baray me jaiza lena chaiy
      • #1113 Collapse

        Bhai g forex trading ke hawala sai mja jahan tak pata hy or jahan tak maine is mai study ke hy mja yahi pata hy k forex trading mai ek pair per trading asan hy ager ap usko smj ker karo gy
        • #1114 Collapse

          agar hum new hay forex trading main to humay pehlay aik pair par trading start karni chahiey jab hum aik pair ko achi trah samjh jaye then humay other pairs ki taraf jana chahiey
          • #1115 Collapse

            mery khyal main agar hum new hay to humay pehlay aik pair say trading start karni chahiey jab hum aik pair par trading karna seekh jaye then other pairs ko learn karen aur un par bhi trading karen
            • #1116 Collapse

              agar hum aik pair par trade karen gay to humay wait karna hota hay achy point ka so agar hum different pairs ko use karen gay to humay jis pair par achi entry milay gi hum usmain trading kar sakty hay
              • #1117 Collapse

                Mery bhai ma to junior hin abi trading start krni hai ma ny ma kea kahon mujy to jitna knowldge hai os ky mutabik humen shuru ma choti aor single trade lga ky trading start krni chye phr wqt ky sath trading krty rehna chye aor apni trading ko brha ky aor bhi earni kr skty hen phr aik sy zeyada pair py trading start kr skty hen hum
                • #1118 Collapse

                  one pair m trade un logon ko krni chahye jin ka experience bhaot kam hai q k us m loss bhi kam hoga q k new trader start m zyada loss afford ni kr skta baad m zyada pair m trade krni chahye
                  • #1119 Collapse

                    mery khayl sa bhai one pair ma trade krna zeda pair mapmamgy eny sa zeda best rehta ha wo iss trha sa ha k iss ma hum ko ik pair pr zeda focus mil jata ha or iss trha sa trade krna zeda best bhi rehta ha.
                    • #1120 Collapse

                      dear forex mai fadia tu tabhe hota hy jab ap many trading pair pe kam karne k master ho jate ho es liye ap ko daikh sun aru smjh k kam karo guy tu ap ko boht kch hasil ho jaye ga soo ap ko mehnat karnii ho gii aur aap apnii life ko set karo....
                      • #1121 Collapse

                        kisi aik special pair ku ager learning base pay select karain tu thik hai but aisi nae kerna chahye k sari life man aik hi pair ku select ker k oc pay trade karain baki market ku hath bhi na lagain. ic tarhan ap expert nae buh sakty.
                        • #1122 Collapse

                          brother trading mein aik hi pair par focus karna behad zaroori hai kyun key ziyada pairs ko follow karney se app confuse hojayeingay isliya appko sirf aik hi pair par focus kar key usko follow karna chhaiya.
                          • #1123 Collapse

                            kam se kam pairs pe focus karna chaye taa k aap poori tawajja se analyze kar sake aor confuse naa ho jitni ziada currencies pe focus kare ge utna hi mind confuse ho ga aor ham theek se trading nahee kar sake ge
                            • #1124 Collapse

                              han dear ap kai pair pr trading kr sakty hain ye aik real kamamhai is ko khin bhi kia ja sakt ahai ye aik good kaamhai is ko hin bhi kia jakst aha ye aik acha buness hai is ko bahut ziyada mehnt sy kia jai ga
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1125 Collapse

                                aik pair ko trade karny k kuch faidy bi han k aap us pair ko closely watch kar rahy hoty han jis se aap most accurate trade pakar lety han . aur nuqsan yeh han k aik he pair ko watch karny se se ho sakta ha voh pair pora din aap o aik trade bi na dy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X