market trend ko mind ma rakh k trading krna kitna important ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1846 Collapse

    Trading kay doran Forex market kay trends ko zehn mai rakh kar trading krna traders kay liye bohot he ehmait ka hamil hai . trend kay khelaf trading karna traders kay liye ziada tar bohot risky aur loss ka sabab banta hai .
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1847 Collapse

      Forex mein trading krty waqt market trend zroor saamny rakhna chahiey. Tukky laga k marketing krna aik achy trader ki aadat nhi.
      • #1848 Collapse

        forex main trading krny ke ley apko bahat se indicators ko nazar main rakhna chaye koun ke market bahat fast move karti hai aur apko market ke trend ko dekhna hota hai ke kb market up gai hai aur kb down phr is ki made nazar rakh kar agy move kia jata hai
        • #1849 Collapse

          Agar ap market trend ko mains main rakhte hain to is se apko har tarah k loss se bachne ka faida hoga air ap kisi ghair zarori trade pe apni investment zaya nahin Karen ge market trend k bare main janna lazmi hai
          • #1850 Collapse

            Hamesha markeet k trend ko mind men rakh k trade krni chaey q k maqoola hae k trend is your friend, aur jo professional business k taur pe isko seekh k shuru krty hain to wo hamesha trend k motabic trade lagaty hain.
            • #1851 Collapse

              Assalamu Alaikum Rahmatullahi Wa Barakatuh ok bhaijaan main aapke paas agree Karta Hoon Ke Humko market Trend mind Mera kar trading Karni chahiye thank you so much
              • #1852 Collapse

                Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (: bilkul bhai jab tak ap trend ko nazr mein nahin rkhty or trading kr rahy hain to wo andhery mein teer lgany k barabr hai bilkul isi trah hmein profit k liye market k trend par nazr rkhni chahiye kyun k hmari earning market k trend par depend krti hai..
                • #1853 Collapse

                  bhai sari bat he market k trend ki hot hai es liye hmain market o achi trha folloe karna chahye ta k hmain trading main loss kam se kam ho or acha profit hasil kar saken forex main trading karty wakt har insan ko pahly market ko naluse lazmi karna chahye ta k hmain market se trends k bary main pta chal jay or hmain trading main kamyabi hasil ho jay
                  • #1854 Collapse

                    market main trade karny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur mind ko fresh kar k hi hum sucess hon gay aur is forex main planing kar k hi hum achi tradee karein gay aur greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur market main profit hasil kar k hi hum sucess hon gay it is ebst
                    • #1855 Collapse

                      humain trade main agr kam karna hay to mind ko set kar kay achy say kam karna ho ga jis saymarket main achi earning hasil ho saktih ay magr humain trends ko mind main rkah kar kay kam karna ho ga ta kay achi earning hasil ho sakay kun kay humain news ki help say or trends ki help say kam karny main acha profit hasil ho sakta hay
                      • #1856 Collapse

                        agar hum trend ko mind main rakh kar trading karen gy to humari trading bohat achi hoti hay aur humay chahiey keh esmain sahi say time dain kyun keh time dainy say he humari trading achi hoti hy ye aik bohat acha business hay trend main reh kar he humarit rading esmain achi hoti hay
                        • #1857 Collapse

                          humein chahiye k hum forex mein entry sy pehly mtlb forex trading mein trade sy pehly humein market k trend ko jan laina chahiye. or forex trend ko khas khyal rakhein.
                          • #1858 Collapse

                            Dear friends kehty hn k trend is ur friend .jo banda b trend k sath chalta ha wo hi kamiabi pata ha r us k reverse chalta ha wo doobta ha.forex mn b jb tk trend ka andaza na ho jaye trade mat lagayein.
                            • #1859 Collapse

                              Forex trading business mein jab bhi trading karain tu market ko dekh kar samjh kar aur trend ko follow kar k trading karain kiok trend ko follow kar k hi hum market se profit earn Kar saktay han aur market k trend ko mind mein rakh kar trading ki Jaye tu phr profit ho ga nhi tu loss hi ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1860 Collapse

                                AOA jee haan main aap se ittefaq kerta hon ke forex trading man achi earning hasil karne ke liye aapko clear trend ki zaroorat hoti hi jo ke ap ko candle stick pattern se hi mil sakta hai iss ke bagar ap iss business main kamyab nahi ho sakte.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X