market trend ko mind ma rakh k trading krna kitna important ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1891 Collapse

    g bilkul trade open karny sy pehly market k trend ka pta lgana lazmi hai.. ap pta hona chahye keh market kis taraf move kar rhe hai..trade open karny sy pehly ap ko market ka technical aur fundamental analysis achi tarah kar k trade open karni chahye..aisa karny sy ap acha profit earn kar sakty hain..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1892 Collapse

      agar hum trend ko mind main rakh kar trading karen gay to he humari trading bohat achi ho sakti hay humay chahiey keh esmain theak say time dain kyun keh jab hum aik trend main reh kar trading karen gay to he humari trading achi aur kamyab ho sakti hay humay es business main theak say focus karna chahiey
      • #1893 Collapse

        market ka trend mind mei rakh kar trading krnay mei behad kaamyabi hay kehtay hain trend i your friend humay hamesha trend ko dekhna chaiye jab hum trend ko dekh kar chalen gay tou humay har soorat trade mei faida he hoga
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • #1894 Collapse

          market main mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi aur greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gayy aur learn karein gay tab hi hum real main bi achi trade karein gay tab hi hum sucess hon gay aur earning ho skay gi it is best job for all
          • #1895 Collapse

            Forex main trading krny ke ley zarori hai ke pehle market ka picha trand dekh jay tahke market ke bare main achy se jankari ho sky aur kamyab trade lagei ja sky. Market ko jany ke ley chart ko smjhna zarori hota hai jo kisi bhi achy trader ya expert se sekha ja skta hai. Market ke move ki news ko bhi nazar main rakhna chaye
            • #1896 Collapse

              agar hum market kay trend ko mind main rakh kar trading karen gay to he hum market main bohat achi earning kar sakty hay ye aik bohat acha business hay es bsuines main mehnat karnay main he faida hota hay ye aik bohat acha business hay es business main saih say time daina chahiey
              • #1897 Collapse

                Forex trading main friend market trand he to hai jis ko daikhty hoy ap trading krtay hain ye bhat zayda ehmiat rakhta hai
                • #1898 Collapse

                  hamain mind ko fresh kar k hi hum achi trade karein gay aur market main rules ko follow kar k hi hum run karein gay aur planing karein gay jab hamain is k bary main acha knowldge ho ga tab hi hum sucess hon gay aur makret main earning ho saky gi
                  • #1899 Collapse

                    agar hum mind ko fresh rakh kar trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main humay money management karty huway he trading kareni chahiey tab he humari trading achi aur safe ho sakti hay esmain humay lalach nahi karna chahiey kyun keh lalach ki waja say humay market main loss ka risk hota hay
                    • #1900 Collapse

                      Aslam o alikoum dear agr Market kay trend ko mind main rakh kay trading krain gay too uss trade main loss ka khatra kam hota hai
                      • #1901 Collapse

                        jee han humay trade lagany se pehly market k trand ko sahi se samjhna bht zarori hota hay tou phir hi humay trad lagany ki sahi samjh hote hay k market ab buy may hay ya sell may ye bht zarori hay
                        • #1902 Collapse

                          Assalam-o-Alikum friends ma new user hon or ma senior members say pochna chahta hon k insta forex par business kar k market trend ko mind ma rakh k trading krna kitna important ha please koi senior member is ke baare mein Bataye ga jaldi say
                          • #1903 Collapse

                            trends ko follow karna ho ga kun kay is main jab b kam karty hain to low risk main trade ko use karna ga jis ki help say market main kam karna ho ga kun kay mind ko fresh ka rkay kam karty hain to kuch gain kar sakty hain magr low risk main trade ko start karna ho ga jis ki base say hi humain tradeko sikhna ka moka mil sakta hay
                            • #1904 Collapse

                              Forex market mai trading karty time trend ko mind main rakh kar trading krna har trader kay liye bohot important hota hai. forex trading mai trend ko judge karnay ke liye b kafi skill aur experience ke zaroort hoti hai . ager traders trend kay sath trading karin tu in ko loss b kam say kam hota hai .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1905 Collapse

                                Jo bhi trader market main ata hai wo hamesha kuch hasil karny ki khawish le kar hi ata hai aur kuch tb hi hasil ho ga jb ap market trend ko nazar main rakh kar trading karen gy andha dukhn trading krny se kuch hasil tu kia apna bhi chala jata hai market ki movement se kbi right left nai hona chaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X