market trend ko mind ma rakh k trading krna kitna important ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1861 Collapse

    Trend is your friend, market trend ki mind men rakh ker trading krna bahot important hain ye baat 100% corect hai k trend is your friend iska matlab ye hai k hamen market trend ko lazmi analyse ker na chahiye.
    Agar ham market trend k sath challen ge to ham profit men rahen ge agar ham market k opposit challen ge to hamara zarur loss hoga , so isliye hamen market trend lazmi dekhni chahiye ye forex men main bone ki tarah hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1862 Collapse

      Sar ji Market ke triend Ko Agar mind me rakh kar trading Karenge to Aap Mere Khayal Se trading Miloge nahi karenge aur aap ko pata Hoga Ki market ki movement Kis Tarah kar rahi hai aur achi Tarah Se aap trading kar Sakenge
      • #1863 Collapse

        bhai jan market trend ko samny rakh kar trading karny waly traders ko he kamyabi hoti hay. market ko dekhy baghair trading ka to koe fayda ni hota. balky nuqsan he hota hay. market watch, market indexes, market trend ko follow karna he aqalmandi hay
        • #1864 Collapse

          dear jub tak hamain yeh nai pata chal jata k markeet ka trend kia hay tub tak hamain yeh decioun nai laina chaye k order kahan laina hay is main hamara lose ho jaiga markeet main trend ki bahut ziada aehmiat hay is k baghair trades krna impossible hay.
          • #1865 Collapse

            market trend ko mind main rkh kr trade krna bohat he zroori hai q k jab ham apna account main trade krny ka sochty hai or agar hamain market k trend ka pta hoga tabhi ham market main achy sy trade kr skain gy
            • #1866 Collapse

              Trand hamesha se ya oper neche hota Jata hy ya side pe jis ko ham anylisis Karna parta hy wahan pe hamen news ko dekh ke trading Karni chaie q ke news ko. Dekh ke trading karna bhi aek good traders ki nishani hy
               
              • #1867 Collapse

                Q ky ham agr market trend ko made nzar rakh kr kry gy to hamy kabhi loss nahi hoga q ky agr ham market ky mytabiq chalty hain to hamy bhut faida hota haii q my jab market up hoti haii hamy us time trade krni chaye q us time market bhut opr hoti haii or hamy profit bhi acha hasil hota haii
                • #1868 Collapse

                  agar hum market kay trend ko mind main rakh kaar ttrading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay so humay chahiey keh esmain sahi say focus karen kyun keh sahi say focus karnay say he huamri trading achi aur kamyab hoti hay aur safe hoti ahy
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #1869 Collapse

                    Market trend ko mind mein rakhna boht zaruri hy kyo k jab tak apko market ka pata hi na ho k ye kya kar rahe hy ya kitna up down jati hy aur es ka trend kiya hy ap sahe trading kabhi nahi kar sakty es liye pehly market k trend ko sahe samjhen
                    • #1870 Collapse

                      agar hum market ka trend mind main rakh kar trade karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hya so humay chahiey keh esmain sahi say mehant karen aur trend main reh kar trading karen ta keh esmain ach earn kar saky market aik trend ko he follow karti hay
                      • #1871 Collapse

                        Iski base hi market k oper hy ager apko bazar me jo chl raha hy oska pta nehi tu ap kbi faida nai hasil ker sakty hy bal k apko sara loss hoga sirf apki maloomat km honi ki waja sy
                        • #1872 Collapse

                          janab hamen apny trend line ko dekhna zrori hay agar ham ek kameyab trade lgana chahty hain to nhi to hamen forex trading say loss mel sakta hay hamen chaheye k hamen trend ko dekhty huwe trade lgaani chaheye aur market ko b is trah say hamara loss ka chance kam ho jaega
                          • #1873 Collapse

                            Forex trading kay doran market kaay trend ko demagh mai rakh kar trading krna har trader kay liye sab say important hi. jo traders trend ko nai daikhty hain ya iss kay against trading karty hain woh Forex mai ziada risk laay rahy hoty hain .
                               
                            • #1874 Collapse

                              Forex trading business mein jab bhi trading karain aur koi trade open karain tu trend ko mind mein rakh kar trading karni cahaiye aur agr ap trend ko follow kar k trading karain gay tu ap achi trading kar k acha profit earn kar saktay han is liye trend ko dekh kar trading karni cahaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1875 Collapse

                                Trend pe follow kartay hoay trading karna agarche munafa bakjsh hai lekin ye bat apnay mind main zrur rakhain keh trend hamesha aik sa nahi rehta aur ye badalta rehta hai. Lehaza aap trend ki reversal per bhi kari nazar rakhain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X