kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    apna target kam rakh ke ap loss se bach sakte ho kyun ke ye baat clear hai ke jaitna kam utna hi risk hota hai business mein to jitna kam kam ho ga to risk bhi us ke mutabik kam hi ho ga jise se hum loss se bach sakte hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      yes forex bahut he risky business ha is business me ager hum greed kartay han to per is me hamen or be loss hota ha laken ager me hum kam volume per trade lagty han or per kam time ka leya trading kartay han per is me hum aasani say earning be kar saktay han or is me ham apna life business be kar saktay han
      • #738 Collapse

        G bro zeda loss se acha hia k banda kam profit ko he accept kar ly is sk liye aap take profit aur trailing stop ko lga sakty hian kyoun k kai dafa price positive hoti hai aur hum sochty hian k aur positve ho gi lkain aesa nhi hota hai balke loss main chali jati hia.
        • #739 Collapse

          g han bilkul hum apne target ko agr jitna hume dia hai utna he rakhen to hum loss se bach sakty hain or ache trader ban sakty hain or zda earn krne k chakr may hum apna time b waste karte hain or loss ka bhi samna karna parta hai es liye jo target ho bs uthna he kam krna chahye.
          • #740 Collapse

            yes sir you are right,,,, kissi bhi business me profit n loss to hota he ha mgr ap new business start laen or kam investment kren to ap ko profit k sth thora loss hojaye to itna dikh nahi hota mgr jaha apka capital ziada laga ho apk business me or waha loss hoto capital pr ziada fmarq prhta ha to loss to business ka hisa ha ...mgr hum kam target rakh kr loss ay baa asani bach sakhty hain..
            • #741 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
              kia hmm kam target set kr k kud ko loss sa bacha sakta han
              g han der ayai bat bilkul azmayi hue hai , mai jab b apnay target ko kam rakhta hun to mujahy loss nai hota hai q k , is say ap ki greed nai hoti hai , or ap forex pay trading kartay wakat loss honay say bachay rehtay hain
               
              • #742 Collapse

                forex trade may hum agar volume kam rakh day gay tu hum loss say bach sakte hay other wise nahi kio k forex hard work hay as ko apne app k samne soch samjh kar work krna parta hay aur as ko chek karte rehna chaye market ko aur market k tuch may rahe tu behtar hay lose se phir bhi bacha ja skata hay
                 
                • #743 Collapse

                  Yes agar hum apne profit ke targe ko kam kar ke patience se work kare to hamare loss ki percentage bohat kam ho jati ha or profit ki more. kyo ki jitne bi best trader ha wo patience ki consent dete ha during starting trading in forex business...................
                  • #744 Collapse

                    G mere khayal mai agar hum apna target kam rakhyen to nuqsaan se bacha ja sakta hai.kiu k bara Target rakh kar bara profit hasil karne k liye humyen bara risk lena parta hai aur isi tarha agar target kam rakh kar k hum kam risk lety hain
                     
                    • #745 Collapse

                      Jee bilkul ager yeh kaam greed k bagher kiya jae to bohat earnkiya ja sakta hai aksar loss tabhee hota hai jab target zyyada ho .so target kam rakha jae to achieve bhee ho jata hai aur i nsaan loss say bach jata hai.
                       
                      • #746 Collapse

                        main esa nahi samjhta kiyon kay kisi bhi qarobar ka hisa hai risk chahy chota risk ho yan phir bara par risk hota zaroor hai aur agar kaam mein risk hai to loss bhi ho sakta hai aur yahan to loss achanak hi ho jata hai kiyon kay aap chahy apna target kam karo yan phir ehtiyat karo par loss kay chence hoty hi hein bas aap ko apny kaam mein improvment lani hai aur ehtiyat say kaam karna ho ga .
                        • #747 Collapse

                          hum apnay target ko kam rakh kay loss say bhi bach sakty hain aur humeen humesha kam target aur earnings say ziada ki taraf move karna chaheye. kyun kay agar app ziada ki lalch main par jayeen gay to market app ko utha kay bahir phaink day gi aur app ki investment loss ho jaye ge.
                           
                          • #748 Collapse

                            ji bilkul aap apna target kaam kar kee risk koo minimize kar saktee hian aur aap koo yeh kosish karni chaiyee kee lot size hamesha kaam rahein yeh main waja hoti hai zyada loss kee aur yeh phir margin call se bhi bachata hai
                            • #749 Collapse

                              to prevent loss in forex trading business you must have a well planed to working . without working plan means master plan you can not become success in forex trading business .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                g ha ap kam target ko rakh kar ak bara loss sa bach sakta ho kyo ka high profit high risk is leya kam sa kam profit ka target sa ap ak acha loss sa bach sakta ho or is ma success hasil kar sakta ho kyo ka forex ma zayda tar trader greeding ik waja sa loss karta ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X