kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    yes hum apna target kaam rekh k lose se bach sktay hain greed k chakar me logon ko zaida lose ho jata ha ku k is business me risk lena perta ha risk k bina ap kuch b ny kr sktay kam invest kroo or kaam lose but some time kam target pe b lose ho jata ha lose tu achanak ho jata ha market ka pata ny hota kb ik dam down ho jaye but kisi b kaam me greed ny hona chiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      haan bro bilkul hum gar esa karte hain tu h8um forex trade markit mean loss se bach skte hai ku ke humra jub target otna hoga jenta k humre lye best hai ose hum ache se karskte tu hum yahan loss se bach skte hain jo ke bhat hi zada acha se yahan pe....
      • #423 Collapse

        Agar aap apna loss kaam karna chahtee hain too phir aap koo pehlee capital saving kee concept koo bohat achi tarhan study karni chaiyee jis mein hum hamesha apnee capital koo bachahtee hain aur lot size etna letee hain jis mein trade mein nuksan naa hoo
        • #424 Collapse

          dear is work ka to ya usool ha k ap jitna zyada invest karogay apko utna he zyada profit hoga ya phr loss agar ap investment kartay wakt sub cheezo ko madde nazar rakhtay huway apni invesvent kartay ho to phr to shayad apko profit ho lakin agar ap ayn byan shayn kar k investment karty ho to zahir ha is se apko loss bhe ho sakta ha so jitni zyada loo volume hogi utna he theek rahy ga.
          • #425 Collapse

            G han forex trading me agar ap apny profit ka target kam kar de for example ap ka daily target $20 hai to ap easily is profit ko earn kar sakty ho or risk bohat he kam hoga. Kam target par hum relax ho kar trading karty hai q k us me humara risk bhi kam ho jata hai or target ko complete karny k chances bohat ziada hoty hai.
            • #426 Collapse

              han g bilkul or asal me forex trading ka best way bhi yehi hai kay apko hamesha targets of stop loss and target of take profit laga kar hi apny order ko time dena chahiay or jab tak apka order target pe close na ho gay next order na lagaen or na hi apny lagay hoay order ko target kay ilawa modify Karen. Bar bar target ko bhi modify na Karen.
               
              • #427 Collapse

                jee han agar ap apne profit target ko kam ker loo to phir bi ap ka loss kam ho sakta hi iss ke elwa ap stop loss or hedging ke zaree bi apne loss ko kam ker ke achi earning ker sakte ho ap ko kam risk se trading kerni cheye teke ap ka account safe rehe
                   
                • #428 Collapse

                  Why not, jahan hum ne thirty ya fourty pips ka target rakha hua hota he, agar hum sirf ten ya fifteen pips ka take profit rakhty hein to wo jaldi hit ho jata he or os k hit honay ki chances bhi increase ho jaty hein. Esi liye apna target chota rakhein.
                   
                  • #429 Collapse

                    ye aik acha tareeqa hai loss se bachne ka laikin agr ap beshak kam target rakhte hain laikin ap galat trade laga rahy hain tu ap ki trades months keliye active rahain gi aur ap ka mind bilkul frustated hu jaye ga aur ap bas chahain gay kay ye trades close hun aur ap ko profit hu aur ap loss kar bethen gay
                    • #430 Collapse

                      agr apna target kam rakho gy to is men aap ko loss nhn hoge,likn jitna aap ke target ha un ko pora karna behtr ha.agr aapna target say zayda jaty ho ap ke lie or bhe behtr ha, likn kabhe kbhat target pora nhn kar pa rahy ho to , koe bat nhn next din us ka balance brabar krdo. agr koe banda apna target pora nhn krta us men koe loss nhn ha.
                      • #431 Collapse

                        jee han main ap se agree hon ke forex trading main agar aop kamyab hona chete hain to ap ko apna target kam rekh ker loss se bach sakti hi ap agar stop loss ko use ker sakte ho to bi apna loss kam ho sakta hi
                         
                        • #432 Collapse

                          asal me target ka ap ke nuqsaan se itnaa ziada ta alluq nahi ha bal k target se to aap ziada behter karney ki koshish kartey ho aur aqeeqat me nuqsaan to aaap k tujarbe aur knowledge ki kami se hotaa hai
                          • #433 Collapse

                            greed is very dangerous for us. aur han bilkul hum forex trading me apna target kum rakh kar trading karege tu hume loss nahi hoga..target ko kum he rkhna chahye q k agay hm zada target rakhege profit ka tu utna loss b ho skta hain... aur acha trader b apne kum target banata hain.. kum target se zarori nahi kum he profit ho is se hume bohat acha b profit ho sakta hain.
                            • #434 Collapse

                              yeh to theek hain k app aghar apna target kam rakhtain hain to apko loss b qum ho gha, insan hamesha step by step aghe barhana chahain. lalach main a kar ziada profit k khate pehle dafa he ziada investment nahi karne chain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                ji haan meray khayal mein hum apney target ko kam rekh ker apni forex trading business ko achi tarah se ker saktey hain iss mein humein chota profit jald mil jata hai jab k long term bara profit de sakti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X