kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    han ji mere khyal hai ke jab hum trading karte hain aur koi trade lagte hain tu wish yahi hoti hai ke ke is aik trade se hum apna aj ka target pura kar len but aisa ni hota hai aur hum ko apna target pura karne ke liye bht sari trading karni parti hai aur aisa karna theek bhi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      bhai agar aap ka kam paiso ka target hai to aap ko loss ka koi dar nahi lekin agar aap heavy mang rakh ke trading karahein hain to phir khatara hai.
       
      FOREX PAK FORUM FOREVER
      • #123 Collapse

        Nhai is trahan se kuch khe nahi saktay hyn target rakhna chaye agar hum target rakhay to kaam acha hota hai magar is me target rakhay magar us wqt tak jab aap ko apnay aap par believe ho k han me ye target complete kar sakta hun.
        • #124 Collapse

          yes, off course slowly & steadily we can earn large no of profit, just avoid the greed with tolerance and patiently we can set out target and after achieving just avoid the greed.
          • #125 Collapse

            ap trading mein target kam rakhengay to ap ko loss tab bhi ho ga par kam ziyada nahi, ap ko achi se statergy follow karni hogy jis se ap ko loss na ho aur ap profit kama saken forex trading itni asan nahi jitna log samajhtay hain is se hum kamatay hain aur gawatay bhi hain sab deppend karta hai ap par aur market par
            • #126 Collapse

              g bahi jan agr ap ka target acha hy to phr ap apny target ko complete bi kr sakty ho or ap ko acha profit bi ho sakta hy but agr ap ko achi trading krna ati ho gi to phr hi ap apna target posra kr sakty ho wrna to ap ko loss hi ho ga is ley apna target otna hi rkho jitna pora ho jay
              • #127 Collapse

                ji bilkul aap apna target kaam kar kee risk koo minimize kar saktee hian aur aap koo yeh kosish karni chaiyee kee lot size hamesha kaam rahein yeh main waja hoti hai zyada loss kee aur yeh phir margin call se bhi bachata hai
                 
                • #128 Collapse

                  dekhye hum target kam kar k apna loss is tareke se bacha sakte han k hum time period dailyroutine se set karlen tou humen tou loss nahin hoga agar hum kam pe kaam karte jae chahe woh galat ho tou is tarah account bhe banned hosakta ha
                  • #129 Collapse

                    yes i think hum profit target ko kam kar k loss se bach skte hain and i think We can only distinguish those indicators that will be suitable for us if we will going to test it with our skills during trading so forex is very famous and hard work
                    • #130 Collapse

                      jee bilkol ager ap kam profit ko be accept kery gy aur apn target kam he rake gy aur zayda greedy nahe kere gy forex tarding main tu ap ko zayda acha profit mela ga aur loss kam ho ga
                      • #131 Collapse

                        aghar target ko samne rakhe kam karain to pressure hota hai hum itna work karna aghar neh kar sakain to mufat ki tesion ho gi is liye without target work karna munasib ho ga
                        • #132 Collapse

                          ji ap thek keh rahe hai agr ap ka target kum hai tu phr losses se buch sakhte ho kum trading mein loss kum hota hai, overtrading ek valid reason hai zyada losses ka, forex mein ap ko technical analysis se hi market mein enter hona chahye wo best rehta hai, aur agr ap kum lot size rakhte hai tu phr kum target achieve hota hai aur losses kum hote hai
                          • #133 Collapse

                            Aap ka sawal bht he acha aur payara ha.brother es business main wahe kamyab ha jo greedy nhe woh kamyab ha jis ko 1 rupaya bhe profit a raha ha usay lay aur lalach main akar zayada sell aur buy na lay bus.woh shakhs siccess ha
                             
                            • #134 Collapse

                              Yes you can live safe if you will work on good plan and you must select small targets for your trading.. if you have small targets then you can earn and even you can live safe.. so therefore plan can give you success in this business and its very important..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                G haan some times ham emotional ho kar sirf profit kai barai mai sochtai hai jis ki waja sai ham ghalat orders laga detai hai, which can cause loss. That is why while trading we should avoid greed and use our brains.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X