kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    i think mery khayal se apna target km rakhen ge to zahir si baat ha hm loss se bach jay ge q k is tra hm risk nahi len ge to phr loss b nahi ho ga forex me ap ko trading krne sse pehlee risk management k lie posri planing kr leni chahye....
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      ji hain agar ap koi customer ko koi chez day rai hai apko yeh pta hai yaha bohat companies ati hai .... apka product nai chalay ga ..... toh apko chahiay waha thora dain ... aur uska thora kissi aur customer ya client ko daiun takay thora profit hosakhi
      • #873 Collapse

        g ha ham apny target ko jitna kam rakhy gy utna ham loss sa bach sakty ha....or is trade ma hamy greed ki wja sa loss zaida b ho jata ha...is liy greed sa door hi rhna chae....hamara target ek had tak hona chae wo had ya ha k na zaida ho or na hi bhot kam bus normal ho...jis ma loss hony ka b itna khatra na o
           
        • #874 Collapse

          yeh bat to haqeeqat hai k agar aap apna target apni range me hi rakhen to waqai losses se bachaa jaa saktaa hai q k jab hum ziada target set kartey hain to is me lalach ka ansar b shaamil ho jaata ha
          • #875 Collapse

            G Han bilkul bach saktey hain aur hamari trade jitni low volume se hoti hey hum is main utna hi ziada achi trha se successful ho saktey hain aur is main acha profit bhi get kar sktey hain aur loss ziada se bhi bach saktey hain.
             
            • #876 Collapse

              Yes bilkul, Target chota rakh ke hum risk factor ko minimize karty hain aur kam achieve ya loss hota hai, Iss se hamary loss ke chances bhi minimize ho jatay hai. Jitna target ziada rakhain gay loss hony ke chances bhi high hon gay
              • #877 Collapse

                forex men ham jitna kam taraget set kerty hain utna hi hamain safeness bhi milti hai is ley forex men hamain zyada loss bhi nahi hota hai is ley forex men hamain kam target rakh ker trading kerna better hai.
                 
                • #878 Collapse

                  g haan hume agr hum apna profit target thora rakh k trade kren tu ye hmnary liye acha forex may hum her roz kuch na kuch seekhte hen or ye aisa business hy k agr hum is may greed se kaam len ge tu hume kamyabi nai hogi so kamyab hone ko isko seekhne ko zrori hy k greedy na hun tgora lakin acha earn kren or is kuch seekhne b
                  • #879 Collapse

                    G ha asa he ha ager ap apna target kam rakho ga tu us pa loss chances b utna he kam ho ga g jitna kam risk lo ga profit utna he zayada ho ga g
                    • #880 Collapse

                      g han mare dosto ya bat sach ha ka ma samjhta kiyon kay kisi bhi qarobar ka hisa hai risk chahy chota risk ho yan phir bara par risk hota zaroor hai aur agar kaam mein risk hai to loss bhi ho sakta hai aur yahan to loss achanak hi ho jata hai kiyon kay aap chahy apna target kam karo yan phir ehtiyat karo par loss.
                      • #881 Collapse

                        ya bonus par ya phr investment par depend karta ha k,hum apna targer profit ka kitna rakhte han is me volume ka b bada kirdar ha kam raqam me kaam volum to ph hum profit ka target b kam rakhen gan,to humhe loss nahi ho ga.
                         
                        • #882 Collapse

                          good question ,yes hm apna target km kr k khud kom loss se bcha skty hn kyo k insan ko hmysha lalchi ni hona chahye jitna hm target km rakhy gy utna he loss se bch skty sn
                          • #883 Collapse

                            ni mera ni khyal but agar target km krne ke bjay hm training pe tawaja ziada den to hm apne high target rakh k b earn kar skte hain
                            • #884 Collapse

                              Jee bilkul hum aisa kar sakty hay humay chahiey keh kam aur average target rakh kar trading karen es trha humary liey loss ka risk level bhi bohat kam ho ga so humay ziada ka lalach nahi karna chahiey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                when you are select high goal and target than give you loss so small small goals select and start work. forex ak aisa business ha log zada kamane k chakr ma apne pehle se earn kia hoa bhi kho dyte ha bs isi lie woh loss uthathe ha insan ko jtna kama ly earn kr ly thora ha us k lie q k insan ki nature ma greedy ha kum lagao investment or kum loss hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X