kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    ji han ap apna target kam kr k apnay loss ko kam kr saktay agr ap k pas kam knowledge hai aur thek tarah ni ata to ap kam kr saktay hain apna target lekn agr target zayada ho to achi bat hoti hai q k mehnat to utni hi krni parti hai isilye practice kr k experiance holder banain aur target zayada rakhain to acha profit gain hoga aur agr ap me knowledge ki kami hai then ap kr saktay hain target kam.......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      g han g agr hm apna target km rakhen ge to zahir si baat ha hm loss se bach jay ge q k is tra hm risk nahi len ge to phr loss b nahi ho ga forex me ap ko trading krne sse pehlee risk management k lie posri planing kr leni chahye or ta
      • #918 Collapse

        kisi had tak hum loss se bach sakte hai kiyo k jub hum bara target set karte hai to is se hum mein greed paida ho jati hai mai keho ga k humain market k hisab se chalna chahain na k target k peeche chalna chahain market agr aap k saath chal rehi hai to aap k target se bhi aage ja sakte hai per agr market aap k khilaf hai to aap target kese hasil kare ge.
        • #919 Collapse

          g bilkul hum agar apna target kam kerlain gy to bilkul hum loss se apny appko bacha sakty hy or profit earn kersakty hy....apna target kam kerne se ek to hum loss se b bach jaty hy dusra is se humain risk ka b koi khatra nai rehta....isliya humain chahye k hum risk managment k achi se planning ker lain or apna target low rakhy....takay hum profit earn kersaky.....
          • #920 Collapse

            yes ap ka agr target boht he zeyada hy or ap ko pta lga jata hy ky my agr ye wala apna week ka ya phr month ka target pora krta ho to phr mujy loss hota hy to phr ap apny target ko kaam kro or apny ccount ko save kro or loss nahi hon do
            • #921 Collapse

              ji han bilkul theik kha aap nea agar hum kam target karein to loss se bach sktea he but us se hmara profit bhi kam hoga or agr phr bhi loss hota h to us me hume zyda nuqsan bhi nahi hoga. hume zyda earn krnea ke chakr me greed ni hona chahiye ..
              • #922 Collapse

                Jee han yeh aap bahut aasaani se karsakte hain apna target ko set kijiye daily ya weekly basis k bina pae or ussi pe focus rakhen takey loss na ho, or usse aap khud bhi relax rahoge or acha kaam or profitable kaam karsakte hain.
                • #923 Collapse

                  gee haan dear bilkul bach saktae hain ap barae loss sae par depend karta hai q k kabhi kabhi kam investment sae bhi loss hoojata hai , iss liyae bhtt important hai k apko knowledge ho
                  • #924 Collapse

                    g han agr ap apna target kam rakh ke trading karo ge to phr ap buht acha kama skte ho aur is ke
                    liye bi buht kam se kam karna chahye.
                    • #925 Collapse

                      jee hum apna target ko kam kar k loss ko kam kar skta hain kyun k jab hum ziada profit ko earn karna chata hain tu hum ziada risk leta hain aur ziada risk k means hai k ziada loss iss liya forex mein hum jab bhi trader kara tu mind mein profit k target set kar k trading kara ga tu hum forex mein achy trading kar skta hain.
                         
                      • #926 Collapse

                        mere khyaal say k agar hum 1st loss rakh kr phir he profit ko earn kar sakte hay us se phele profit nahi ho ga hum phir kam profit earn kare ya unlmited ye business hay hum unlmit earn kar sakte hay likn hard work k sath aur forex market ko follow kar k hum apne experience say profit earn kar sakte hay profit ye business hay real
                         
                        • #927 Collapse

                          target ko to kam rakhny say kuch b nai hoga volume ko kam rakhny say hum ziada loss say bach skty hain yani ager market situation unexpected ho to low volum pay trade ker lyn is say loss say bacha ja skta hai
                          • #928 Collapse

                            jee han main ap se agree hon forex tarding main agar ap apne profiot target ko kam kerte ho too ap bare loss se bach sakte hiiss lye ap ko iss main kamyb hone ke lye achi learning ekrni ho gi then hi ap iss main kamyb ho ge
                             
                            • #929 Collapse

                              jee haa hum apna target kam kar key hee loss sey bach saktey hey kio key aap ko loss ka khtara bi nahi hoga jitna key aap ko profit kam hoga utna hee aap ko loss bi kam hota rahey gaa tho aap ko chahiye key aap apney loss key chances kam hee rakkey tho acha hey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                he dude what's up i know about forex ak aisa business ha log zada kamane k chakr ma apne pehle se earn kia hoa bhi kho dyte ha bs isi lie woh loss uthathe ....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X