kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1231 Collapse

    g han mry bhai agr hum apna target kam rakhen gy to humy loss k chances b kum hun gy ziyada sy ziyada kmany k irady sy hum apna wo target b pora nahi kr skengy jo umy is forex ne diya hai jitna target diya jay bas utna he kam kren thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1232 Collapse

      g sir g ap ny bill kull drust kha ha ham apna target kam ko rakhy to ham ho ziada profit bna sakty ha kam ziada karny ki waja sy hamara knowlege ma bi bohat ezafa hota ha
      • #1233 Collapse

        I agree with your proposal friend that by working with a great target we can avoid loss in forex trading business. to become success in forex trading business we need to work with a good target. target working is essential to reach our specific goal post.
        • #1234 Collapse

          bhai yeh zarori nahi hae k agar aap ne target set kiya ho tau aap ko loss nahi ho sakta. main cheez learning hae agar learning kar k knowlege gain kar k apna target set karo phr us target set karne ka faida hota hae nahi tau knowledge k bagair target set karne ka koi faida nahi hota.
          • #1235 Collapse

            My dear deykhen ap ko apna targat bhi apni raqam khisab sy karna ho ga agar to ap ki investmint ziyada hy to ap apna targat bhi zeyda bna skty ho our agar ap ki raqam kam hy to ap ko apna targat bhi kam rakhna ho ga 500$ ka A/C hy to ap 20$ ka targat rakhen our agar 100$ ka hy to ap 5$ ka targar rakhen ok
             
            • #1236 Collapse

              g han g agr hm apna target km rakhen ge to zahir si baat ha hm loss se bach jay ge q k is tra hm risk nahi len ge to phr loss b nahi ho ga forex me ap ko trading krne sse pehlee risk management k lie posri planing kr leni chahye or taget low rakhna chahye
              • #1237 Collapse

                ji han mery dear agr hm waqai main target ko kam kr lian to waqai hmry pass chanse hota hai k my loss kam ho aur profit bhi ho skta hai is liye target ko kam hi rakhy ta k loss k chances kam se kam hon is main
                 
                • #1238 Collapse

                  My dear ye ak bth hi ahm bay ha k kya hm apna target kam rakh k loss sy bach saktay hain to aap ny ye kahawat to suni ho gi k sahaj pakay so metha ho is liye mary khyah m kisi b kam ko agr hoslay sy kiya jaye or jaldbazi sy kam na liya jaye to loss sy zror bacha ja sakta ha agr hm raton rat rich bnany k khwab dakhny lagain to aksar oqat moon k bal ki khani parti ha ok
                   
                  • #1239 Collapse

                    je han agarr ham ab na target ko kam rakhen ga to ham loss se tto bech gayen ga magar ap kam earn bhi karan ga is ka acha tareka yeh ha ka ap apni knowledge ko increase kkar or apna target ko zaida rakh ka loss ka khatra bhi kam ho jaye ga
                    • #1240 Collapse

                      jee han main ap se agree hon forex trading main agar ap kamyb hona chete ho to ap ko iss business main proepr learn ekrna ho ga then hi ap iss main kamybi se acha profit le sakoo ge orr kamyb bi ho jao ge
                       
                      • #1241 Collapse

                        i isky nuksanat to mery khayal m ni hai just yah bihat risky hai apke investment k loss ho jany ka khtra hota hai lykin ager apky analysis achy hon or apko forex k utaliq ache learning ho to ap behter forex trader ho skty hai or risk b ham ho jay ga is k sath sath apka experience b trading ko asan bnata hai
                        • #1242 Collapse

                          g haan ap jitna loss bardasht kiar sakte hain aap ko utna hi target rakhna chaye take aap kam se kaam loss karsaken warna aap ko loss ziada is soorat ma hoga jub aap bht ziada hi target set kar ke work karenge to.
                          • #1243 Collapse

                            Target ka kam ya zyada hona aham nahin hay. Aham hay Target ka clear hona. Apka target clear hona chahiye k Itna Main kar sakta hoon. Target achieve kartay waqt loss k chance kam hotay hain Q k uss kam clearnce zyada hoti hay.
                            • #1244 Collapse

                              why not it is clear cut ,if we will try to earn suppose 10 $ from the 1000 $ then it will not be the risky ,and if we will try to earn the profit of 10 $ from the capital 50 $ then it is sure that there is bigger risk in it
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1245 Collapse

                                nae is mein yeh nae hta target kam rkh k aap loss se baxh jao.agr aap ko loss se bxhna hai tou aap axhe se axhe strategy use kkren jis se aap klo forex mein faida ho aur ziada se ziada earning kr sken

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X