kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2401 Collapse

    G bilkul ker kskty hy maire tu khayal sai humin kerne be easa he chahye hy k hum forex mai apna target ko apna knowledge ko dakh ker us sai be thora kan rakh ker trading kiya karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2402 Collapse

      Kisi had tek ap theek kehty ho agar hm ziada lalech na karain aur apna profit ka target kam rahain to ziada loss sy is bech sakty hain jitni ziada hm lalech karain gy forex trading main utna hamara loss ho ga
      • #2403 Collapse

        Sir apki baat to theek hai id may sab kuch theek hai is may ap lig mehnat kare or markert ki dejh kar hi trading kare or koi b kaam bilawsja na kare jis say ap ko loss ho q k ye kaam bohat nazuk hai is may thori ghalti b apko loss day dakti hai
        • #2404 Collapse

          hum is main loss karty hain agr humain loss say bachna hay to humain praccticec kar kay kam karna ho ga aik target seet kar kay market main kam karny kam karna easy rhata hay
          • #2405 Collapse

            g han forex trading mien agar ap greed kam karenge aur is mien kam targets rakh ke uske hisab se is mien trading karenge to ap is business mien phir zaroor kamiyab hoskate hain.
            • #2406 Collapse

              G han hm agr apna targit km rakhen gy to wo jaldi gain ho jaey ga aur hm nuqsan sy bach jaen gy.lalich ni krni chaeay balky apna targit km rakhna chaeay ta k nuqsan km hoo.
               
              • #2407 Collapse

                G bilkul hm agr greed se bach kar apna target kam kar lain tou loss see bacha ja skta hai aik routine k sath bnda manage krta rahe
                • #2408 Collapse

                  g hai zarore ap is tarahas ay kars akaty hai likin is tarahas ay apko karnay kay liay aik boat hi zayadah apnay apko control me rekh kay trade ko karna ho ga phir hi is tarahas ay p[ossi le ho sakat hai ju ap greed ko bikul hi leavekar de agy
                  • #2409 Collapse

                    g han forex trading ke business mien ham agar apne targets ko set karke is mien trading karenge to ham is mien phir greed se bach sakte hian apko chahiye ke ap is mein greed ko avoid karen.
                    • #2410 Collapse

                      g han is main hamain apna target ko utni hi rakhna ho ga jitna is main hamain experience hai is main learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss na ho skay aur market main trade kar earning kar skay aur profit ho
                      • #2411 Collapse

                        is forex main trade karny k liye experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss na ho skay aur jitna experience ho ga utna hi hum is main earn kar skay gay aur apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi
                        • #2412 Collapse

                          agar hum target kam rakh kar trading karen gay tb hum market main safe trading kar sakty hay es trha humara lalach bhi kam say kam hota hay aur humay sabar say trading bhi karni hoti hay
                          • #2413 Collapse

                            hamain apna target utna hi rakhana ho ga jitna is main hamain experience hasil hai aur learn kar k hi earning karni ho gi ta k profit hasil ho saky aur loss kam ho saky knowldge ho ga tab hi earning ho skay gi it is best
                            • #2414 Collapse

                              yes agar ham apnay traget ko zra sa kam rakhin to loss se baccha ja sakta hai hamin chaiay kay farz karo kay ham ne 1000 dollar ki investment ki hay to hamain apni monthly earning 170 dollar per medood klar daini chaiy tak is se hamara hunger or greed level be kam rahay ga or aik waqat ay ga hamara account zada safe ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2415 Collapse

                                g bhai g bilkul apki bat thake hy k hum forex trading busniss mai apna target ko kam rakh ker hum looss ko kam ker sakty hy lakin phr be humin is ko seekhna chahye hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X