Why should you trade multiple pairs?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    View Forex trade must teach new employees, this is not a game where the currency market's real name, more dangerous, this particular market at the moment and we discovered a lot approaches and strategies are really the Forex trading a new product, the owner must be able to learn the basic principles of security ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Market me har pair ka trend different hota hai or har pair ki apni fluctuation hoti hai magar me personally 5 years se sirf aik pair pe hi trading kar raha hoon or apko bhi recommend karta hoon kay aap kisi bhi aik pair pe trading karen is ka benefit ye hai kay aap us pair ki deepness se wkif ho jaty hain or us me loss karny kay chances bhi decrease ho jaty hain.
      • #123 Collapse

        Dear Forex trader jo new hane ya old hane wo iss bath ko samaj tay hane kay kon si currency kitni ziyada peek rakhti hay or ziyada ya kam ko daykhtay hoy hi wo trading kar tay hane.
        • #124 Collapse

          multiple pe trade esliye kartay hain kay agar aik pair pe regular loss horaha hay tou kisi aur ko samaj kay uspe work keya jay forex trading is world ka best online business hay this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay humay learning ki zaroorat hay bas
          • #125 Collapse

            wesy yeh sub pairs me use kerta hun lakin me ata time khbe 2 se ziada pairs pe trade nahi krta. Q kay us time ako pory dehan se market ko analyze krna hota hy oor har pair ko us time frame se dkena hota hy..
             
            • #126 Collapse

              i dont think k sabhi traders aisa krtay hain. main khud aik waqt main sirf aik he pair ko cherna pasand karta hoon aik sy zyda main pangay lenay sy behtr hai k aik karo wohi achi kar lo. lekin experience aa jaye to boht sy hain jo krty hain k zyda sy zyda main karein or zyda main profit banayein.
               
              • #127 Collapse

                dear maray kayal say to yi har ik ki apni choice hay kay wo single pair use kerta hay ya double ya multiple q kay her ik pair ki apni value hay to yi sab per depend kerta hay may to hamisha single pair he use kerta hu aur ache earning hoti hay
                • #128 Collapse

                  multiple pairs mei trading esliye karni chaiye kay aik ki samaj nahe arahi tou kisi aur mei bhi try kar lo forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas bohat achi skills hon ap achi earning kar saktay ho ap ko acha knowledge aur experience acha chaiye mehnat zaroori hay phir success milay gi bas har working chaiye
                  • #129 Collapse

                    Friends! Forex Market aik detailed business hey. is meyn aisa nahi ke aap kisi particular ya fix time ke liye sirf aik transaction ker sakty heyn. aap aik waqt meyn multiple transactions multiple Pairs meyn ker sakty heyn. is ka benefit yeh hey ke agar aap ko aik transaction meyn loss hoto wo other transactions se profit ke through cover ho jaye ga.
                    • #130 Collapse

                      Main forex trading main new hun main sirf EURUSD par he trading karta hun kyun keh main ziada other pairs kay bary main nahi janta mera khyal hay agar hum aik pari ko he achi trha study kar kay trade karen to hum us say he acha profit bna sakty hay.
                       
                      • #131 Collapse

                        multiple currancy pairs main trading karne se aik ye faida hot hay ke aap ki sari ki sari trades lose main nahi jati agar 3 lose main jain gi to 2 profit main bhi hon gi isi lia log zaida currancy pairs main trading karte hain
                        • #132 Collapse

                          forex trading is risky business and you must trade in single pair then you can easily earn good profit but if you use more than one pair then you may loose your money in forex trading so learn well and then open real account and start trading
                             
                          • #133 Collapse

                            janab me apko is ke bara me ane point of view bata ta hu ke ke trading me konse pair istemal karna chaiye mene abhi tak trading start nai ki hai lekin me jab bhi apni trading start karuga to me usd or eru ka pair istemal karu ga muje to ye hi pair hi pasand hai or agar is me trading ki jaye to apko acha profit bhi hota hai
                            • #134 Collapse

                              mere khayal men multiple pairs trade karna theek nai, aik trader ko chahiye k aik waqt men just 3 ya 4 pairs par hi trade kary q k agar aik ya 2 pairs loss men jayen gy to doosry pairs app ki support karen gy,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                ap ko single pair main hi trdae kerni cheye teke ap asni se achi earning ker sakoo agar ap ko learn kerne ke bad earning kero to ye behter hi agar ap learn nahi kerte or real account open ker lete ho to ye ach anahi hi ap ki trading ke lye kynke iss main sirf loos hi
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X