Why should you trade multiple pairs?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    kabhi bhi haiam same lots kay oper multiple positions open nahin kerni chahiyea hamain hamseha smart trading chahiyea zada pata nehi hai maine to srif post karke hi bonus earn kar raha hu par age tread bhi karna chata hu, i wish i will be a good treader in future.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Wo is lia kay agr apko ek pair sa loss ho raha hay to next ya 2sry pair apko lagta hay kay wo up ya down hoga to us par bid laga kay ap sahi jagha aur sahi time par us may sa profit gain kary lakin behtr yahi hoga kay ap aik hi pair par kam kary aur experience dekhy kay kesy work karti hay market aur agr us par khub sekh jai to phr ap double pair par kam kar sakty hay aur double profit kar saktay hay
      • #78 Collapse

        multiple pair me mugy sab sy ziyada jo me like karta hun woh eurjpy,eurusd,usdchf aur gold ki b karta hun mugy eurjpy me trade karna bohut acha lagta hy gold k ley mugy kafi work karna parta hy pehly chart bna k market ko look karta hun pher trade lagata hun jo mugy kam sy kam loss deti hy.
        • #79 Collapse

          me to sirf eur/usd me he trade karta hon ku k meri abhi tak sirf isi pair pay he experience hain aur wo kehtay hain na koi b aesa kaam nahi karna chahye jiss me hame experience na ho.
          • #80 Collapse

            dear multiple pairs se hum asani se profit earn kar sakte hain kyu kay multiple paris me market ki moevment bohat hi aan hoti hay aur hum asani se es ko judge kar sakte hain aur es me hum high volume par asani se kam waqt me zayada profit bhi earn kar sakte hain.
             
            • #81 Collapse

              mey multi pairs mey trading nahi karta mey khaas thor pey EU mey trading karta huu laikin agar mujey sahii moqa miley thab jo bi pairs hoga mey usi meyy trade laga deta huu or karna bi aisa chahiye key aap ko jis pairs pey aabbboor hasil ho wahi pair touch kya karey or sahi moqa miley tho doosrey pairs mey bi kya karey..
              • #82 Collapse

                brother multi pairs mein trading karney se apko yeh faida hota hai k app key profit karney k chances bar jatey hain aur agar kahi app par aik pair ka trend upside down b hoajyee tab b app key aur pairs k trend barqarar rehthey hain isliya log multi pairs mwin trading karthey hain.
                • #83 Collapse

                  jee ha to hum multpal pair is lay karty ha ky profit zayda ho our market same na ho agar aik loss me ha to dosra profit me ho our balance bh ho gy to mere best pair to eurjpy eur chf gold ha
                  • #84 Collapse

                    Because if we will not trade in multiple pair then we can not make good profit in focusing just one pair, in one pair you can not trade every time and can not make profit, if we will trade in many pair s then we can trade every time by doing analysis of all pairs so trade in many pair and make profit every day.
                    • #85 Collapse

                      me ziada tar sirf one pair par trading krta hun oor mery favorite pairs eurusd and gbpusd hain. meny buhat kam at a time multiple pairs par trading ke hoge q k us me per confusion rehti hy.
                       
                      • #86 Collapse

                        brother pair sub achay hotay hai our sub say ahca pair eurusd our gbpusd hai our is may mujay maza is liyeh ata hai k is may mujay spreed kafi kam milta hai our profit jaldi hi start hota hai our may hard trade profit may hi close kar leta ho brother
                        • #87 Collapse

                          Actually hamen isliye multiple pair par trade karni pati hey because agar aik pair hmarey against bhi chala jata he to phir dusre pair sey hamara loss recover ho sakta hey.
                             
                          • #88 Collapse

                            Jab trader apna experience ko zaida kar leta hai tu trader k pas ager ability hain k woh zaida pairs k analysis ko bana sakay tu woh zaida pairs pay trading kar sakta hai lekin behtar hai k trader sirf un pairs pay trading karay or woh lot use kary jo us ka trading capital bardasht kar sakay.Zaida lot ko na use karay or woh apney analysis ki base pay kuch specific pairs pay trading karay ga tu woh kamyab ho ga or asani se apni trading skills and experience ko sath sath mai increase karay ga or jab woh zaida pair pay trading karay ga tu woh apny knowledge and experience ko b increase kar raha hota hai.Lekin jis pair ki trader ko knowledge ya experience nahi ager woh us pay live account se trading karay ga tu kamyab nahi hoga.
                            Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                            • #89 Collapse

                              janab mere apna idea ye he ke humee 1 pair me 1 waqt me trade karni chaye or ager hum multipl pair use akre ge tu shad hum as se atna learn na kar pae or ager wo sub loss me chali jae gi tu hamra loss b zeyda ho ga as lye humee apni knowledge ke mutabek work karna chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                dear mere khayal se agar hum forex trading demo account me multiple pairs par practice karte hain to humain live account me bhi multiple pairs par trading karni chahiye kyu kay multiple pairs ki market ka trend hum asani se judge kar sakte hain aur profit earn kar sakte hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X