Why should you trade multiple pairs?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Hain different pair main hi trade karna chyeay kun ka es sa risk kam hota ha aur ya risk ko minimize karany ka behtaren zrya ha. Aur es sa risk diversify ho jata ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      trading main best cureency pairs euro/usd aur gbp/usd ke hain jis pa commonly traders trade karte hain lekin woh sarh sath woh different pairs pe bhi trading karte hain uski waja yeh hai ke woh is buniss main aik to expert hote hain aur dosre unhain market ki movemnt ka aur risk factor ka andaza hota hai ke agar woh aik sath multiple trade open karte hain to unhain iss main faida hoga kiun woh aik planing ke stah trading karte hain lekin jo new traders hain mera opinion yeh hai ke woh single pair pe trade karen kiun ke shuru main loss ke chances ziada hote hain is liye pehle woh aik pair pe apna experince gain karlen then dosre pairs pe ayen
      • #168 Collapse

        Aslam-o-alaikum Dear friends to all o you, kyoun ke ager aik pair negative ja raha hou to ap dusray say profit tou gain ker saktay hain na ager aap ka profit bohut he kam hai tou aapko koi kam kerany sy pehlay sochna peray ga.
         
        • #169 Collapse

          gee mara khyal sa ha,y as mah bohot achi kam karvana chta ho jsi ko ap b oht achi join karvana chta ho jsi ko ap bobhot achi karva sakta ha aysa akm akr sakta ha aysa leya ham.
          • #170 Collapse

            as regards my observations every pair have its own properties but with experience we can find out that some pairs have the same trend and some have the opposite therefore some trade with same and some with opposite trend in multiple pairs
            • #171 Collapse

              mere experience k mutabik tu ek ek kr k pair pe trade krni chahye but jo log multiple pairs pe trade krte hein woh may b zaida earning k liye krte hoon ge but many of the times es main loss chances bhr jate hein because zaida pairs main phasne se behtr hai k thandi kr k bnda khae es se insan market k ups and down ko analysis bhi krta hai aur trend ka bhi pta chal jata hai
              • #172 Collapse

                Basically we requirement to alter our probability in Forex which is executable if we business in different unify.if we give trade in disparate couple than we hold a angelic amount to gain most of the period.if we die than one brace can support us to disparage probability so we should line with other.
                • #173 Collapse

                  je han ap jin pairs ko use karty ho. aun kay use ziyada hota hai. sab say ziyada use honay pair usd/euro hai. ais pair profit acha mil jata hai.
                  • #174 Collapse

                    mere khayal main agar ap ko tardign main single pair ko use kerte ho too ap ko achi earning mile gi orr ap ka account bi safe rehe ga agar ap iss main zyda pairs ko use kerte ho iss main ap ko loss ho sakjta hi
                     
                    • #175 Collapse

                      Forex ki duniya main many pairs hain aur humen jis pair main achi trha se confirm ho jata hey keh is pair se hum profit nikal saktey hain to phir hum us pair main trade lagatey hain aur hamen kabhi bhi aik hi pair par depend nahin karna chahiye.
                         
                      • #176 Collapse

                        I trade 4 different pairs of currencies and i get little loss and earn many profit from forex trading. Mai GBP/USD, EUR/USD, GBP/JPY or EUR/JPY par trading karta ho q k mujhy in pairs ka knowledge hai or trader ko unhi pairs par trading karni chahiye jis ka trader ko experience ho or us ko confidence ho k wo us se profit earn kar sakta hai.
                        • #177 Collapse

                          Ji bhai ap ne bilkul sahi kaha hai kay kay hamain chahiye kay ham in multiple pairs kay sath trade karna chahiye kyun kay hamain is cheez kay baare main pehle information leni chahiye aur phir multiple pairs karne chahiye
                           
                          • #178 Collapse

                            zaroori nahe hay kay ap multiple pairs mei trade karo ap ki apni wish hay jitnay marzi pairs ko select karo forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
                            • #179 Collapse

                              g nhi multiple pairs main trading nahi hai theak i think mere kahayal main aap only sirf 3-5 tak currency pair select kro or in pr tarding kro bajey k kafi pair pr trading kro iss se aap ko faida ho ga kiyun k aap in ki movements ko theak se watch kro sako gy or in ka bahaviour ka bhi pata chal jaye ga
                              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                dear asal masla ye hai kay agar aik pair mai loss ho raha ho to kisi aor mai profit ho raha hota hai janb ais liay difrent pairs mai trading karni chaye
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X