Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: naveeraja پيغام ديکھيے
    yes sure brother hamien forex mein kabi bi hamat nahi harni chahiay aur sure forex mein knowledge ke sath sath himat ki bi bohat zarorat hoti hai.kyon ke himat ho gi to hum loss honay ke bawjood karay gay nahi
    dear brother you are also right forex me himit k sat knowadge ki be zarort ha kyu k agr knoedge ni ho ga to forex kase kr skten han is liye knolodge ka hina b bohat zarori ha..............
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      yer bilkul forex trading business eik bohot hi himat walay longo ka kam ha yer is me koi shak ni ha bhai hum ko chay himat bi ho trading business karny ki bhai kabi loss tu kabi profit yer
      • #228 Collapse

        salam, bro bilkul himat bhi zaruri hai knowledge k sath sath , kyun k kamroz assab ka banada ye kaam nahi kr sakta , is k liay mazbot bhi hona parhta hai, is liay hmain dar ko khatm kr k learning per tawajo deyni chaye or trade bhi dar k bagair krain
        • #229 Collapse

          mere khyal mai ager ap k pas himmat hia hosla hia to ap waqi tor per ek bahtareen trader hia qk forex mai himmat and hosla hona be kamyabi hia qk ager lost ho jaye to bahot se log apni hammat har jate hia lekin himat wala esee per se start karte hia
          • #230 Collapse

            hemat sy ziyada zarori cheez forex ka knowledge hy q k ap without forex knowledge k ap loss he kro gy jb ap k pas knowledge he nhe hy to hemat ka kia kro gy
            • #231 Collapse

              fores main hikat ki waja sy hito ap kamyab hoty ho agr apdar jao gy to ap ka trade karna ka koi faida nai ho ga iss liy ap ko hard work karna chahy or darna nai chahy
              • #232 Collapse

                Majhe to lagta hai shayad lagta hai k haan zaror chahye himmat bhi or wese bhi business kr himmat wale ka kam hi hai, kyun kay is ma profit k sath sath loss bhi zaror hota hai or ak bade loss k bad dobara othna koi asan bat nahi hai, kuch log pehle hi loss pr forex ko chor dete hen
                • #233 Collapse

                  g bilkul forex man himmat bi honi chahey or yeh bi bohat hi zaroori han phir hi ham is man kuch krsaky gay kyun ka gr ham ko loss hogya or ham ny himmat chor di to ham kuch bi nai krsaky gay.
                  • #234 Collapse

                    In my opinion that we are interested in the Forex market and earning in this market then we can patience and no emotional then we can earn the mp ey regular base.
                    • #235 Collapse

                      Koe bi trade lagany k lea beter hikmat amli zaruri. ye zaroor dekna chahye ka kis waqt kea trend chal raha. agr ap trend mein trade lagate hein to to ap profit milta hai orr agr ap trend k kilaf jaty hein to ap ko loss hota.
                      • #236 Collapse

                        yes every thing is need in Forex that is hikmaat and every thing most smallest things make Forex work special my friend and you will get more earning with him my friend and that is to great that we will work for every one
                        • #237 Collapse

                          forex mein confidence bi chaiye aur and is business mein learning bohat important hia aur demo par practice bi bohta important hai is liye aap ko yehi suggest karta hoon ky robot use na kiya kary manual trading kiya kary yeh better hai aur learning aap is forum sy bi kar saktay hain.
                          • #238 Collapse

                            dear her wo kam jo ap pehli bar karty ho wo mushkil hota hey us k leye himat or hosla cahiye hota hey to humein chaiyeh k hum himat na harein chahey hum loss he q na ho humein apni ghalti man k seakna chaiyeh or himat sey dil laga k kam karna chaiyeh tabhi hum forex trading mein agey ja saktey hein.
                            • #239 Collapse

                              forex mein himat bhi zarori hoti hay merey khayal say.jab hum aapni money ko invest kartay hain aur trading mein hum ko losses hoty hain tuo forex ki market mein dubar invest karnay kay ley humein himat karni parti hay aur dubar say trading kar kay aapna loss pora karna parta hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                                Kuch log kahty hain kay aap kay pass jitna knowledge ho ga aap utnay kaamyaab hon gay forex main. Kuch logon ka kehna hay kay forex trading main himat waly aur dil waly log hi kaamyaab hotay hain.

                                Kia knowledge kay saath himat bhi zaroori hay forex trading main ?
                                Ji bhai knowledge to boht zaruri hy kisi bi kam k leay kisi bi business k leay or knowledge k sath sath Himat ka hona bi boht zaruri hy ku k himat hogi to ham kam kr sakyngy or risk ly sakyngy otherwise knowledg kitna bi ho himat na ho to bekar hn .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X