Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
    Kuch log kahty hain kay aap kay pass jitna knowledge ho ga aap utnay kaamyaab hon gay forex main. Kuch logon ka kehna hay kay forex trading main himat waly aur dil waly log hi kaamyaab hotay hain.

    Kia knowledge kay saath himat bhi zaroori hay forex trading main ?
    Ji bhai knowledge to boht zaruri hy kisi bi kam k leay kisi bi business k leay or knowledge k sath sath Himat ka hona bi boht zaruri hy ku k himat hogi to ham kam kr sakyngy or risk ly sakyngy otherwise knowledg kitna bi ho himat na ho to bekar hn .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      forex me in 2no chezo ki zarort hoti hy or waqt k sath sath jb ap achi learning k sahary trading krty hein tu ap ki himmat bhi bhrti hy . ameed krta hon ap meri bat samjh ghy hon ghy
       
      • #243 Collapse

        Definitely, ap ko forex me kam karny k lia himat chayie na sirf forex me balky koi bhi kam karny k lia insan me himet honi chayie himat ho ge to he insan kuch kar paye ga.
        • #244 Collapse

          Forex trading to he hi himat ka game es min market to har waqat hi movement min rehti he aur hum agar es business min se kafi bari earning karna chahte hin us k lei humin sabar se kaam karna pare ga jeise jeise hum market ki movement ka andza kar leite hin to hum ziyda risk le kar trading kar sakte hin.
          • #245 Collapse

            yes dear achi knowledge kay sat sat himat bi zaroori ha forex trading main acha knowledge hu lakin himat na hu ap kuch nai kar sakhty agar ya dono ceezay apky pass han tu ap successfull hu gay
            • #246 Collapse

              jee bilkul ik asa bussiness hai jahan per boht himata chaiye jaisy keh forex mai insan ko himat chaiye kaam karnay mai himat chaiye lalach se larny ki himat chaiye imandari se kaam karny ki insan ko forex mai boht zyada himat se kaam karna parhta hai warna oss ko loss bhi ho jata hai.
              • #247 Collapse

                trading main himat say murad physically power nai hay bilkay himat say murad ye hay kay ap apny fear ko avoid kar kay market main enter hon and then is main valueable points ko jidge kar kay confidence kay sath buy ya sell ki position open kar dain
                • #248 Collapse

                  I believe that before any body can acquire success in forex then he or she must work hard to acquire knowledge because that is one of the most important factor that determine your success. the best way that you can acquire knowledge is through learning
                   
                  • #249 Collapse

                    O bother dil and jiger raukhnain say business nahian hota farz ker layain k business main knowledge he nahain hai to um business say profit kaisay earn ker saktay hain.
                    • #250 Collapse

                      Yes dear. quien ky forex trading men apko loss bhi hota hai ,jis ko berdasht kerny k liey apko himat ki zroorat hoti hai, kuch log apny loss ko berdasht nhi ker paty hein or tading ko chor dety hien,eas nhe hona chahiey, q k loss or profit ye trading ka part hoty hein
                      • #251 Collapse

                        yes dear humat ho g to he app trade kar sakehn ga forex ma is lia himat ka hona zarrori hay kuy ka himat nah to app acha earn nah kar sakehn ga is lia himat or confidence dono bhoot zarrori hay
                        • #252 Collapse

                          ha g jnab,,,si amin himat hi to cahye hoti hay jnab,,,or is main khcuh bhi nahi cahey hota hay jnab,,,tarding main af=ger sabr na na kaerain to loss bhio ho jata hay jnab
                          • #253 Collapse

                            Jee Janab Forex me agar aap kay andar himat hai tw tab he aap forex me kamiyab ho sakty hain q kay har kaam me loos ho profit hota hai so agar himat ho gi tw loos ko sahe gay and profit ko enjoy kro gay :)
                            • #254 Collapse

                              ji haan bhai jaan bilkul sahi kaha hai aap nay k forex main himat bi chahye hoti hai kyun ka is main mehnat bi karna parti hai or is main losses bi ho jaty hai lakin humay chahye ka jab losses ho to sabar say kaam lena chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                ofcos hemat tu bht zarori hai ap apni knowledge ko tb e use kr sakty hai jb ap may apni investment ko risk pr lgny ki hemat hn gi boz start may new user risk lyny sy bht darty hai tb un ko hemat dyna bht zarori hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X