Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    zaher hai her business main hemat ki zarort hoti hai kiun k kabhe profit to kabhe loss ager hemat nae hogi to sub kuch bera kese hoga es liay hemat kar k tearding zaror krni chahey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      G han forex me hmen himat bhi chahey hoti ha kyun k is busienss me kafi loss hota ha jis ki wajah se hmen himat se kam laina parta ha is liye forex me hmen himat ki bhi bht zyada zarorat hoti ha bgai himat k hm is me kabhi loss ko bardash nahi kar paty hain
       
      • #183 Collapse

        G bilkul Himat bhi chaiya, himmat Yani Knowledge hasil karny k liya or Posting karny k liya, q k aksar log posting nai karty un ko chaiya k wo himmat karain k posting ko start karain phir wo bohat hi achi taran trading main success hasil kar sakty hain ...
        I Neend Good friends............ :confused:
        • #184 Collapse

          g han brother forex main bohot hi ziada himmat ki zaroorat hoti hey aur agar hum is main achi himmat ke sath work kartey hain to phir hum is main apne confidence ko achi trha se strong kar saktey hain aur is main kamiab hotey hain.
           
          • #185 Collapse

            g han ye baat bilkul thek ha ke aap ko iss kaam ko krney ke liye himmat ki bhi bht zaroorat ha kiun ke iss kaam main aap ko sirf experience se ya aap ke good luck se aap ka kaam nahi bun sakta aap ko iss ke liye iss kaam pr achi khaasi mehnat krni ho gi aur iss ke saath saath aap ko iss kaam ko porey yakeen se krna ho ga ke aap ko iss main loss nahi ho ga to hi aap iss main profit earn kr saktey hen
            • #186 Collapse

              g ha ma ap ki bat se 100% agree karta ho k forex trading ma kabyab hone k lea hamat chaye kasker os wqut jab trading ma ap ka loss ho jaye to hamat ki zarorat hoti hai
              • #187 Collapse

                g ye buhat hi acha business ha is liay ma isko buhat hi zyada like akrat hn or ye buhat hi kamal ak business ha or is k sath ma buhat hi acha feel akr rha hn or ye buhat hi zyada pay b karta ha or ma isko buhat acha business samjta hn
                • #188 Collapse

                  Han gi, forex trading aik risky business hai,or is men ap ko loss or profit donu hoty hein,or kabi kabi aisa hota hai,k hum ko lgatar loss hi ho raha hota hai,us waqt hum ko himat ki zroorat hoti hai,
                  • #189 Collapse

                    forex mein kaam karnay k liye himmat ke koi zurrat nahi balkay ap ku es mein mind ke zurrat hai ye koi fight club nahi haan himmat agar chiaye tu loose ku bardast karnay aur profit ku earn karnay k baaed mustkil mazi honi chaiye
                     
                    • #190 Collapse

                      psychology is a crucial factor in forex trading, so we had to take lessons to improve psychological control. We can learn a lot through the experience. Because only experience in real trading that can make us better in controlling psychology. Forex is a complex business, we must have a synergistic unity between strategy, money management, and psychology.
                       
                      • #191 Collapse

                        ha forex me aapko risk lena padta hai to aapko bahut hi jyada himmat bhi jutana padata hai agar aap darte hai loss se to aapko earn nahi milta hai i sliye aapko bahut hi himmat se kam karna hoga warna aapko los shog aur aapko bahut hi jyada tarde karna hoga taki aapko profit kese kanra hai wo pata vcale
                        • #192 Collapse

                          G han bilkul forex ko karny k liye hmen himat bhi chahey hoti ha is business ko hm kabhi bhi himat k bgair nahi kar sakty hain agr hmen is business me loss ko accept karny ki himat ho gi tu hm is business me success ho kar kafi achi earning kar sakty hain..
                          • #193 Collapse

                            g bhai g forex may himat hosala ki bukhat hi zaruri hota hai kayun kay bhai g g forex trading bukhat hi risky hai is may koi shak nahi hi bhai g himat tu bukhat hi zarri hoty hai
                            • #194 Collapse

                              Haan ap ne sahi kaha hai iss par hum sab ko hiat bhi chaye kun ke himat ka begaire ap is business main success hasil nahi kar sakty hain. jab ap tarde kary gain tu ap ka paisa iss main lagy ga jis ko lagna itna easy nahi hai. bht tention hoti hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                gud question my dear friend
                                agr p ke pass forex ka acha knowledge hy tu himat khud bakhud a jati or siraf wohi kehty y jin ke pass forex ka knowledge nahi hota or wo forex mai kaam karna chahtey hain tu bs tukka chal raha hota hy un ka es liye wo kehty hain ke himat honi chahye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X