Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    ye aik boht acha question honay k sath sath aik funny question bhi hai , dekho brother forex trading main trading kartay waqat forex market k mutalik huge knowledge , more experience k sath sath ap k andar himat or jurat ka hona bhi bohot zaruri hai......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
      Kuch log kahty hain kay aap kay pass jitna knowledge ho ga aap utnay kaamyaab hon gay forex main. Kuch logon ka kehna hay kay forex trading main himat waly aur dil waly log hi kaamyaab hotay hain.

      Kia knowledge kay saath himat bhi zaroori hay forex trading main ?
      dear friend AP KO YAE PATA HONA CHAHEYAE KAY FOREX YA KISI BE KAM KO KARNAY KAY LIYAE HAMAY HIMAT KI BHOT ZRORAT PARTI HIA AGR HIMAT NAHI HOO GII TO HAM APNA KAM NAHI KAR SKYN GY.......
      • #153 Collapse

        forex main himmat zaruri hai warna ap ko is main loss ho sakta hai aur is loss ki waja sey bahut sarey traders trading bhi chor daitey hain.
        • #154 Collapse

          Dear forex may Himat hi ki to baath hay jab kay aap real may khal rahay hone tab agar aap achay analysis ho to phir to aap feel free hotay ho agar nahi to aap bagar dihan say trading kartay ho laykin ya aik aysi forum hay quen kay aap ko jo bonus milta hay us par aap trading kartay ho to aap ko iss bath ki fikar nahi rahti kay kiya ho jay.
          • #155 Collapse

            Dear ge han meray khyal me agar aap ke pass himat nahi hai aur aap fore me trading karo ge aur allaha na kare agar aap ke bohata zyada loss ho gay to aap ke halat kharab ho saktey hai yahan tak ke aap to hart attock bhe ho sakta hai ..
            • #156 Collapse

              g han forex main bhot himat chahiya taka zaida say zaida earning hasil karain or zaida earning hasil karain is kay liya ap ko himat kay ilawa bhot kuck chahiya maslan lalach nahi karni or seek kar karni hai ager seekna nahi hai ap kamiyab nahi ho sucktay han
              • #157 Collapse

                well my dear friend, aap nay acha point raise kia hai, forex mein humein learning aur knowledge gain karna tou must hai he iss kay saath saath humein mentally strong bhi hona bohat zaroori hota hai kyun kay bohat say loag losses face karnay kay baad dis-heart ho jatay hain aur iss ko chor detay hain...
                • #158 Collapse

                  Yes of course right we should be careful about to the successful and perfect trading, so need to gain the best knowledge and experience then we can gain more and need be serious about our job and need to get more knowledge and experience if we really want to get the success.
                  • #159 Collapse

                    g han forex main sab sy barri cheez to himmat hi hai agr ap main himmat naho gi to ap forex main kam nahen kar pyen gy jis sy ap loss main hi ho gy to ap ko is kay himmat bhi chahiay hoti hai,.
                     
                    • #160 Collapse

                      forex 1 risky business he or aghr humain is main se kuch earn krna he to humain is main himmat to krni hi hoti he tabhi hum is main trade lga ksty hain ab trade se pehly humain kuch pta nahi hota k humain is main profit ho ga ya k humain is main se loss hoga is liye humain khud himmat krni hoti he k hum is main kis trah trade krein
                      • #161 Collapse

                        very very nice my friend,jitna ziyda knowledge utna ziyda faida.han ap ke bat bhe theek ha k forex ma himat waly or dil waly l;og he kam kr skty ha q k acanak he itna ziyda faida ya acanak he itna ziyda nuksaan dakh kr to achy acho ke bnd ho jate ha.
                        • #162 Collapse

                          Gee si forex trading main profit earn karnay kay liay humain knowledge and experience kay sath sath himat say bee kam lena ho ga, agar hamaray pass himat ho gi hum es main long trade kar saktay hain and profit ka wait kar saktay hain. agar himat nahi ho gi to emotional ho saktay hain.
                           
                          • #163 Collapse

                            han ye bat bilkul thk hai k forex may knowledge k sath sath himat aur mustakil mazaji ki bhi zaruart hai q k sometime asa hota hai k ap apna knowledge to apply karty hai lakin profit earn karny may thora time lag jata hai jis se wo disheart hojata hai aur trading karna chor data hai is liye mustakil mazaji ka hona buht zaruri hai.....
                            • #164 Collapse

                              g han forex main bohatn himmat ki zarorat hoti hai yahan par jis main himmat nahi hoti wo isey chor kar chala jata hai au humei tu karn ahai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                yeh jo dono kuch record hain within dono ke khayal sahi hain kiun ke is actually mein understanding, encounter, himmat aur bara dil chahiye hota hai woh isliye kiun ke understanding ke baghair foreign exchange is actually unfamiliar with regard to ough encounter hoga in order to aap bahut kar laingay himmat aur bara dil hoga in order to aap danger bhi laingay lalach nahi karaingay aur agar reduction hua to stop kar ke usko dil ze nahi lagayaingay isliye yeh four cheezain zarori hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X