Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    g ah apko is forum main hemat say bhe chaiy is forum main markeet up down hoti rati hay aur apko profit bhe ho sakta hay aur apko is main loss bhe ho sakta hay aur agr apko is main loss ho jay to apko hemat say kam lena chaiy yeh na ho k apko is main thora loss ho aur ap yeh forum chor day yeh ghalt baat hay aur agr ap is main loss jab ho hemat say aur sabar say kam lay gay to apko next time profit hasil ho ga aur ap is main kamyab ho jay gay...............
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      g ha bhai jan kuch to ap k pas knowledge ka hona zrore hae +liken hemat bhe chahy q k yaha kam karny k ley kafe dir demagh larana parta hae or is k ley himatchahy
      • #78 Collapse

        bhai g app ny theak kaha, dono batain hi thek hain bhai ap kay pas agr knlg zada hta hai bhai aop tan jaldi succes ho sakty ho bhai lekin bhai ap kay pas agr kam knlg hota hai bhai to apko himt rakh kay trade karna parti hai bhai eis traahan apko dar beth jata hau bhai trade main ap sahi trade nahie kar sako gaye bhai g.a
        • #79 Collapse

          business me bardasht or himat boht ehmiyat rakhty han agar loose ho to b himat he kaam ati tb insan ka pta chlta ha k insan me kitni badasht ha kia kuch wo bardasht kar skta ha ya ek dum dy himat chor dyta k ma ab ya ni kron ga es me to loose hota ha ya o sme ek nya jzba peda hota ha or mehnat krne ka or struggle karne ka es lie insan me sb kuch bardasht krne ki himat honi chaye bura waqat kbi b aa sakta ha es lie har halat ko face krne ki himat honi chaye.
          • #80 Collapse

            g sir insta forex trading my hmy boht hi himat ki zarorat hoti hay kyun k koi bi kam himat kae bger nhi hota or forexx my jab hm trad karty hay to hmy loos hota hay to hmy use wkat himat ki zrorat hoti hay taky hm is forex ky kam sy bad zhen na ho jaay
            • #81 Collapse

              bilkul sahi jab trader live trading kare to uske pass himat mean confidence ka hona bahoot zaroori hai aur yeh confidence hame demo account me practise karne se hasil hota hai.
              • #82 Collapse

                knowledge or himmat dono he important hain,, jis k pas himmat ha woh he bri trade lga skta ha,, or jis k pas knowledge ha woh apny knowledge ki maddad say bri trade lga skta ha,,
                • #83 Collapse

                  forex mai kamyabi kai liay khoob himmat hni chahiye cause yh kaam sabr o tahamaul kaaa or is mai chotay dil walon ka kaam nahi hai cause ap ko is mai bht bada losss b ho skta hai or bht sa faida b is liay himmat is mai asie b chahiye kai mehnat ko khoob karay
                  • #84 Collapse

                    dear as we all know that this business is very tough and it is necessary for a trader to do trade with courage because without courage success is not possible and by doing trade in this business you can make good money if you have patience and courage..
                    • #85 Collapse

                      han g himmat or stamina b hona chaye ta k jab loss ho to us ko bear karny ki himmat b honi chaye ye na ho k dishurt ho jayen or working chor den. agar knowledge k sath sath himmat b ho stamina b ho to koi mushkil ni ap ko zarur faida ho ga business me..
                      • #86 Collapse

                        aap ko sab say ziyada need knowledge aur experience ki hoti hay in the forex agr ap kay pass yeh hay tu aap aik achay trader ho aur aap investment tu is forum say bhi bonus earn kar saktay hay agr ap kay pass knowledge nahi hoga tu aap profit made nahi kar sakay gay aur aap is bonus ko bhi loss kar day gay .
                        • #87 Collapse

                          yes knowledge ke sath huymat be zarore hoti he forex tarding mein humein huyent nhe herni cheny bilkuy hument se tarde legy cheny loss hony bwagod be tarde kart rhen cheny tanb he hum kund ko ek kamnyb tarder bana senkte he.
                          • #88 Collapse

                            Forex mai investment kanrii hotii hy aur agar ap himat nhn karain gain tu es mia kam nhn kar sakain gain es liye ap ko es mai boht faida ho skta hy aur ap ko es mai loss he ho ga es liye ap ko cahhiye k ap es mai acha earn akrain aur learning k sath he possible hy,
                            • #89 Collapse

                              gee haan bilkul har kaam main jahan himmat ki zaroorat hoti hai usi arha forex main bhi kafi himmat ki zaroorat hoti hai for example agr loss hojae to bear karny ki himmat aur greed pr kabo pany ki himaat chahye hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                ji han forex men insan ko himat ka muzahira karna chaye ager koi himat nai kare ga to is kaam me kamyab kese ho ga himat karne se hi kuch knowleg hasil ho saakta he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X