Re: Ya review""ups""py mabni ha
Assalm o Alaikum
Ye review UPS pe mabni hai . Ye electronic device hai . Isko power backup kliye use kiya jata hai . Mtlv jub bijli ni hot8 tou isko bijli produce krne kliye istemal kiya jaata hi . UPS k mtlb universal power system . Is system mai ek battery connect kee jaati hai ups k sath aur phir isko bijli k boards aur pankhon k sath connect kuya jata hai aur jub bijli ni hoti tou ye batry se b8jli produce kr j in cheezon ko chalata hai . Ups ja kaam hota hai Direct current ko alternative current mai tabdeel krna . Aur jub bijli muyasir hoti tou ye ups apni batrry ko charge krna shuru krdeta hai takay jub again bijli jae tou ye battery se current ko produce kiya jaasky.
![Click image for larger version
Name: Screenshot_2020-09-26-09-24-17-43.jpg
Views: 1
Size: 83.3 کلوبائٹ
ID: 12333509](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12333509&d=1601094369)
Good Points:
✓ load shedding honay se aap agr koi bijli wala kam krty hain tou isme rukawat ni aayegi
✓aur ye gemrators kee trah shor ni machata with noise ye apna kam krta rehta hai
✓ye solar k sath b connect kuya jaskta hai takay bijli kee khapat ko kam kiya jasky
✓ ye light wieght aur chota hota hai isko kaheen adjust kuya jaaskta hai
✓ isko agai again on off ni krna prta jub bijli aati jaati hai
Bad Points:
✓ Iska mukaml setup kafi mehmga bn jata hai aur agr puray ghr ko chlana bht ziada expesive hai ya shaid na mumkin
✓ iski battery life kam se kam hoti jati hai aur saal bad new batteries ka intezaam krna prta hai
✓ iski repairing kafi tough hoti hau aur expensive b ye complicated hinay kee se bht km log ee isko theak krty hain.
Conclusions
Agr apke ghr ka bijli ka istemaal kamm h. Aur aap small backup k saath guzaara kr skte hain tou UPS apke liye best h. Aur agr aapka istemaal zyaada h aur heavy use keliye ap keliye generator best rhe ga.
Assalm o Alaikum
Ye review UPS pe mabni hai . Ye electronic device hai . Isko power backup kliye use kiya jata hai . Mtlv jub bijli ni hot8 tou isko bijli produce krne kliye istemal kiya jaata hi . UPS k mtlb universal power system . Is system mai ek battery connect kee jaati hai ups k sath aur phir isko bijli k boards aur pankhon k sath connect kuya jata hai aur jub bijli ni hoti tou ye batry se b8jli produce kr j in cheezon ko chalata hai . Ups ja kaam hota hai Direct current ko alternative current mai tabdeel krna . Aur jub bijli muyasir hoti tou ye ups apni batrry ko charge krna shuru krdeta hai takay jub again bijli jae tou ye battery se current ko produce kiya jaasky.
Good Points:
✓ load shedding honay se aap agr koi bijli wala kam krty hain tou isme rukawat ni aayegi
✓aur ye gemrators kee trah shor ni machata with noise ye apna kam krta rehta hai
✓ye solar k sath b connect kuya jaskta hai takay bijli kee khapat ko kam kiya jasky
✓ ye light wieght aur chota hota hai isko kaheen adjust kuya jaaskta hai
✓ isko agai again on off ni krna prta jub bijli aati jaati hai
Bad Points:
✓ Iska mukaml setup kafi mehmga bn jata hai aur agr puray ghr ko chlana bht ziada expesive hai ya shaid na mumkin
✓ iski battery life kam se kam hoti jati hai aur saal bad new batteries ka intezaam krna prta hai
✓ iski repairing kafi tough hoti hau aur expensive b ye complicated hinay kee se bht km log ee isko theak krty hain.
Conclusions
Agr apke ghr ka bijli ka istemaal kamm h. Aur aap small backup k saath guzaara kr skte hain tou UPS apke liye best h. Aur agr aapka istemaal zyaada h aur heavy use keliye ap keliye generator best rhe ga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим