Assalamu Alaikum dear Mera ya review UPS ke topic par hai up Aisi electronic machine hai jo ke bijali Ki loadshedding Hone Ki Surat main aapko electricity provide karti hai yah electric Se Hi charge hoti hai aur jab light Nahin Hoti to yah aapko electricity e provide Karti Hai Jaisa ke aap Jante Hain Ki Pakistan mein bahut jyada loadshedding hoti hai aur aajkal garmiyon ka season Chal Raha Hai Jiski vajah se light Jaane Ki Surat mein bahut jyada Garmi mahsus hoti hai isiliye UPS aur generator Har Ghar ki jarurat Ban chuke hain advantages aur disadvantages aaj main aapke sath share karungi
Advantages
* UPS ka ya fayda hota hai Kijiye electricity ke sath ek hi dafa setting karke isko lagbhag liya jata hai aur ja automatic electricity se charge Hota rahata Hai
* electricity job na ho to UPS automatic on ho jata hai aur electricity Ki Tarah hi aapko bijali provide karna Shuru kar deta hai
* generator Ki Tarah UPS ko Bar Bar chalana Nahin Padta yah automatic on ho jata hai
* ismein battery system hota hai jo ke apne andar electricity ko charge Karke save kar leta hai aur loadshedding Ki Surat main aapko electricity provide karta hai
Disadvantages
* Har chij Ki Tarah UPS KB Kuchh Desh advantages hai UP ka sabse bada disadvantage Ye Hai Ke bahut jyada expensive hota hai aur Har Koi Isko afford nahin kar sakta
* UPS Ke Sath Jo battery Hoti Hai vah Sal Ya Do Sal bad dad Ho Jaati Hai Jo ke FIR aapko new leni padati hai mujhe Kafi expensive hoti hai Iske mukabale Mein generator Ka Aisa Koi Khas kharcha Nahin Hota Ek Dafa generator Le Le aur uske bad aapko battery yah is Kisham ki koi jarurat Nahin Hoti
* UPS pay ap high power Ki chijen Jaise ke room cooler hand pump iron fridge Nahin Chala Sakte lekin Iske Mukabala main generator per aap Har chij easily use kar sakte hain
* agar aap UPS per Koi bhai power ki chij Lagate Hain To yah dad ho sakta hai aur iski repairing bhi bahut expensive hoti hai
* Jaisa ke aapko Maloom Hai Ke Pakistan mein bahut jyada loadshedding Hoti Hai To is Surat Mein Jab usko electricity Nahin Milegi To yah charge Nahin Hoga aur load shedding ki Suraj main yah aapko electricity provide nahin kar sakta

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим