Ya review""ups""py mabni ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ya review""ups""py mabni ha

    Assalm o Alaikum

    Ye review UPS pe mabni hai . Ye electronic device hai . Isko power backup kliye use kiya jata hai . Mtlv jub bijli ni hot8 tou isko bijli produce krne kliye istemal kiya jaata hi . UPS k mtlb universal power system . Is system mai ek battery connect kee jaati hai ups k sath aur phir isko bijli k boards aur pankhon k sath connect kuya jata hai aur jub bijli ni hoti tou ye batry se b8jli produce kr j in cheezon ko chalata hai . Ups ja kaam hota hai Direct current ko alternative current mai tabdeel krna . Aur jub bijli muyasir hoti tou ye ups apni batrry ko charge krna shuru krdeta hai takay jub again bijli jae tou ye battery se current ko produce kiya jaasky.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_2020-09-26-09-24-17-43.jpg
Views:	1
Size:	83.3 کلوبائٹ
ID:	12333509

    Good Points:

    ✓ load shedding honay se aap agr koi bijli wala kam krty hain tou isme rukawat ni aayegi
    ✓aur ye gemrators kee trah shor ni machata with noise ye apna kam krta rehta hai
    ✓ye solar k sath b connect kuya jaskta hai takay bijli kee khapat ko kam kiya jasky
    ✓ ye light wieght aur chota hota hai isko kaheen adjust kuya jaaskta hai
    ✓ isko agai again on off ni krna prta jub bijli aati jaati hai

    Bad Points:


    ✓ Iska mukaml setup kafi mehmga bn jata hai aur agr puray ghr ko chlana bht ziada expesive hai ya shaid na mumkin
    ✓ iski battery life kam se kam hoti jati hai aur saal bad new batteries ka intezaam krna prta hai
    ✓ iski repairing kafi tough hoti hau aur expensive b ye complicated hinay kee se bht km log ee isko theak krty hain.

    Conclusions

    Agr apke ghr ka bijli ka istemaal kamm h. Aur aap small backup k saath guzaara kr skte hain tou UPS apke liye best h. Aur agr aapka istemaal zyaada h aur heavy use keliye ap keliye generator best rhe ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ya review&quot;&quot;ups&quot;&quot;py mabni ha

      sab se pehle hum UPS ka abbrevation jante hain is ka abbrevation hae uninteruptible power supply jo ke aik alternative source hota hae hamare liye power supply ka yeh wese to un countries main use hota hae jahan pe loadshedding ka zayada issue hota hae jese pakistan main or jis ke waja se yeh pakistan main taqreeban har jaga gharon main schools main hotels main yeh use hot hae to aj hum in ke advantags or disadvantages ko jan ne ke koshish karte hain to sab se pehle hum advantages ke bare main bat karte hain
      Advantages
      yeh aik bahut he ache electronic device hae jo ke bahut he zayada useful hae or yeh aj kal bahut se taqreeban har ghar main he use hote hae or is ka istemal bahut zarori bhe ho gya hae q ke itne zayada bijli na hone ke waja se yeh bahut zarori ho gya hae or hum aik UPS ke sath jitne zayada batteries ko attach karte hain to hum to hamen power supply or bhe zayada milte hae or backup bhe acha he milta hae to bas is liye yeh hamare liye bahut he acha ho jata hae to overall yeh hamare liye bahut useful hote hain hamen cahiye ke hum in ka sahe tarah se istemal kiya karen take hum sahe tarah se inko use kar saken or is main hum kamyab ho bhe saken take hum is main success hasil kar saken
      Disadvantages
      is ke disadvantages kuch zayada to nhe hain lakin kuch hain phir bhe yeh light bahut consume karte hain jis ke waja se hamara electricity bill bahut zayada ata hae or is ke ilawa UPS short circut ka bhe reason banta hae to bas hamen cahiye ke hum sahe tarah se in ka use karna cahiye or hamen is ke battery ka bhe sahe tarah se care karne cahiye or isko time se is main acid dete rahen nhe to yeh kharan ho jate hae
      • #18 Collapse

        Re: Ya review&quot;&quot;ups&quot;&quot;py mabni ha

        Assalamu Alaikum dear Forex member Aaj Hameed hai kya aap sab khairiyat Jaungi Aaj topic per baat ki ja rahi hai vah hai UPS UPS Pakistan mein iski bahut badhiya hai Kyunki aajkal loot Shadi Ka bahut bada Mushkil Hai to UPS maximum log use kar rahe the to Iske bare mein logon ko pata nahin Hota UPS Se Banta kya hai ultrap uninterrupted power supply Matlab Ki continue power supply is main bijali cut hone ka koi Koi Nahin Hota UPS jo hai yah aap pahle pahle Khud isko buildup Karte The Magar aajkal bahut sari companiyon ne isko banana Shuru kar diya hai Jaisa ke image infinix aur bahut sari Khushi company send Jo bahut acche UPS banaa rahe hain UPSC ke liye Iske Muslim volt Hote Hain Jo 650 Vodka hai usse aap do pankhe aur energy saver Chala sakte hain Jiska backup aapke battery paramhans hota hai aapki battery agar tu sarwer Ki Hai Tu yah backup 650 and their ka jo hai yah takriban 4 aur super master Mein hoga aur Agar aapane 12 volt UPS purchase Kiya Hai To uske sath aapko double battery Lagani padegi chai aap 700 200 ki 2 battery Laga Le dates on Turkey do Baithe Laga Le Tu Se Kya Hoga Kya Aap Ka backup time bahut badh Jaega isliye hota hai kya aap computer per kam kar rahe hain koi aisa Jaruri kam Karega bijali Karte Ho Jaati Hai To aapane sev nahin kiya to vah aap can't San ho jata hai to UPS use karne se bijali jaane se aapka computer yah aapki koi device Jis per aap kam kar rahe hain vah Bande Nahin Hogi aapko Kuchh time ke liye jab tak bijali Dobara nahin aati ho sakta backup deta hai jo Aaj pahle vah up Hote the boat was Nahin aur unhen Bahut Mast Le Baithe the aajkal ji Jo kam company Ne China's ke banae Hue hi bahut hi acche aur Jabardast hai aur Market Mein Mowgli aur reasonable prices per mil Jaate Hain
        • #19 Collapse

          Re: Ya review&quot;&quot;ups&quot;&quot;py mabni ha

          Ups boht acha electronic he aur jab bhi light waghira chli jati he Tu Hamain Kafi Mushkalat ka samna krna prta he Tu agr ups lga hua he Tu Hamain light ke Jane se bilkul feel bhi nai ho ga
          Faidey
          ji member aap ko pata hai ki yah bola tha use hone wali chij hai jaise aap ko pata hai kya Pakistani mein bahut adalot shading ho rahi hai aur garmiyon mein to yahan per survive karna bahut bada mushkil ho gaya hai ISI tarah har kisi ke Ghar mein chadhne jarur hai UPSUPS ka bojh use hai kyunki ghar mein bacche hote Hain to humko garmi bahut lagti hai isliye chup hai uske alava rahana bahut mushkil ho raha hai isliye yah bahut acchi chij hai isko har Koi bol kar raha hai...
          Nuqsan
          ​Ups ke itne zyda nuqsan Tu Hain ye kafi expensive he ghreb bnde ki ponch see bahr he aur is ki battry zyda arsa nai chlti aur Battry pe kafi zyda khrcha bhi aa jata he
          • #20 Collapse

            Re: Ya review&quot;&quot;ups&quot;&quot;py mabni ha

            salam dear member........ han ji aapane bilkul theek kaha hai UPS ke bahut hi fayde Hain Jab light Jati Hai To Hamen Kuchh nahin karna padta Kyunki yah Khud Hoti Hai Jaati Hai Bhagwan ka kya karna padta hai uske battery kharab Na Ho Aur battery timing Sahyog aur acchi company Ka Hona chahie isiliye FIR aise hi time Chalte rahte hain....
            ab disadvantages....... ab Iske nuksan Jab Agar lead-time ke liye chale Jaaye Tu Bhi Ho Jata Hai isiliye Hamen chahie ke ko se istemal Karen Aur bacchon Ke Se Dur rakhen Yahan per aap cal Aage ke bacchon ka Hath Nahin pahunch sakta Kyunki se ho sakta hai isiliye Har Koi Ghar Mein Jhoot padh raha hai subah ghar mein loss trading bahut jyada hoti hai usko kya karna padta hai
            • #21 Collapse

              Re: Ya review&quot;&quot;ups&quot;&quot;py mabni ha

              Introduction ::

              dear friends UPS uninterruptible power supply ka mukhafaf hai ye alternative power supply hoti hai jis ko us wakt use kiya ja sakta hai jab bijli chali jati hai dear friends is main ek invertor hota hai our ek stabelizer hota hai our ek battery hoti hai dear friends ye battery bijli ki sat charhg hoti hai jab ye fully charge ho jati hai to ham is ko use kar sakte hai is k istamal ka inhasar battery ki capacity par hota jitni zayd power ki battery ho g utna zayda charge ho g our ham utna hi zayda der tak ham Ups ko use kar sakte hai
              dear friends ups khud energy nai banata hai balke ye bijli se charge hota hai our jab bijli chali jati hai to ham is ka use is ki battery life k hisaab se kar sakte hai our ligh any par ye dobara charge hona shuru ho jati hai aam toor par ye zayda load bardasht nahi kar skate hai is liye in par normally light and fan hi chalye jate hai high power ki chizen maslan electrical motor ac and fridge in k sat nahi chal sakti hai dear friends ups ko ham gharon choti dokano our emergnecy k liye khuli jaga par b use kar sakte hai


              Click image for larger version

Name:	ups.jpg
Views:	2
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12333536

              Advantages ::

              dear friends Ups k mandrja zail Advanatges hain ::

              • ups emergency main use kiye jati hai
              • ups ko garon main load shedding ki sorat main light and fan chalane k liye use kiya jata hai
              • ye bijli jane par direct on ho jate hai
              • ye ek chote gahr ko asaani se roshan kar sake hain
              • in ko choti shops main emergency k liye use kiya ja sakta hai


              Disadvantages ::

              dear friends ups k mandrja zail DisAdvantages hote hai :


              • Ups apni bijli khud nahi bana sakte hai
              • Ups high power supply nahi de sakta ha
              • Ups se ham motor Ac wgera nahi chala sakte ha
              • ye apni bijli khud nahi bana sakta hai
              • is ka battery time kam hota hai
              • Ups ki battery 3 sall bad kharab ho jati hai
              • memntinance ka buhat kharsch ata hai
              Ayisha Cutey's Trading Journal
              https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
              • #22 Collapse

                Re: Ya review&quot;&quot;ups&quot;&quot;py mabni ha

                Introduction......


                A. oa doston umeed hy ap sab thek hun gy r hmesha ki trah apko hmara yh review bhi bht pasand ayy ga.. aj ka hmara topic hmeshaaa ki trah bht hi important hy. r hm aj is topic p ap k sath apna review share kren gy. r umeed hy apko yh pasand bhi ayy ga.. r sath hi ham is k nuksan r is k faidy k bary mn bhi btaen gy. ...

                Aj ka hmara topic h UPS.. is k bht s faidy hoty hn r sath nuksan bhi hoty hn. in sab ka zikr hm idr kren gy. r umed h apky knowledge mn izafa higa....

                Faidy.....


                Ups k bht s faidy hoty hn. jesy k ap sb k ghron mn yh hota hi hy.. is ka asal maqsad yh hota h k jb apki light nhbhiti to ap isko use kr lety hn... is k sath apki ak ya 2 batte8bhi istamal hoti h... isko charge kea jata hy.... jesy apki light aa jati h to apka ups charge hony shru ho jata hy r jesy hi apki light chli jati h to ap ny ghr mn jis jis cheez k sath isko connect kea hoa hota h woh dobara sy on ho jati h....is leay apko light chli jany s ksi dushwari ka samna nh krna parta.... is leay bht s logon ny isko ghron mn rakha hota h.... is k ilawa ups ko shops r markets mn bhi lgaya jata hy.. schools c colleges mn bhi iska systems mojood hoty h ta k light chly jany s ksi qosm ka koe pershani na ho...ia k r bhi bht s faidy hn r sath hi is k kuch nuksan bhi hoty h... in sabbka zikr hm nechy kren gy. r umeed h ap sab ko hnara aj ka yh review bht hi zyda Acha lgy ga r apky knowked6mn izafa bhi hoga.....

                nuksan......

                Ups k koe khas nuqsan to nh hoty bs iska yh nuksan h k jb hm had. szyad is p chezen connect kr lety hn to yh garam. hony lg jata h r bht dfa to is k natejy mn aag bhi lag jati h.. is k ilawa bhi k logon k ghron mn isko ksi farm jga p rakh dea jata h jis ki wja s yh kam krna chor deta h... agr isko theek s charge bhi na kea Jay tb bhi H kam krny r ruk jata hy r apka loss ho jata hy.... is k ilawa iski price bhi bht zyda high hoti h Jo h har ksi k bass ki bat nhbhiti so is leay isko har koe apny ghron mn nh lgwa skty.. umeed h apko hnara yh aj ka review pasnd aya hoga r apkomy ilm mn izfa bhi hoa higa.. shukria......
                • #23 Collapse

                  Re: Ya review&quot;&quot;ups&quot;&quot;py mabni ha

                  Asslamoalaikum dear forex frndz aaj main aapko UPS ke bare mein brief karunga Pakistan mein loadshedding jyada hone ki vajah se UPS aur generator ka istemal bahut jyada ho gaya hai aur yah har Ghar ki jarurat Ban chuke hainPakistan mein generator ka use badi badi machine on co-operate karne ke liye Kiya jata hai jabki UPS ka use ghro schools offices hospital vagaira mein bahut jyada use ho raha hai aaj main aapko UPS ke kuch benefits and disadvantages bataunga

                  Advantages
                  1) UPS ka sabse bada advantage-g yah hai ki main agar bijali chali jaati hai to UPS ke jariye Ham electricity ko continue rakh sakte hain jiski vajah se hamare fans vagaira electricity cut off hone ki vajah se band nahin hote aur hamen itni garmi feel nahin hoti.
                  2)agar Ham raat ko soye hue hain aur bijali chali jaati hai to agar hamare ghar mein UPS hai to hamen uthkar is on off nahin karna padta kyon ke yah automatically electricity ke cut off hone se on ho jata hai aur bijali ke aane se off ho jata hai isliye hamari nind disturb nahin hoti.
                  3)UPS hamare hospitals may be used hote hain operation theatres may be used hote Hain ke operation ke dauran agar bijali cut off Ho jaaye to doctors normal operation ko continue rakh sky isliye bhi UPS ki bahut hi ahmiyat hai
                  4) UPS ka sabse bada fayda yah hai ki yah itni jaldi kharab nahin hote bus sal mein ek dafa ine ki battery change karni padati hai aur yah normal work karne lagte Hain.

                  Disadvantage
                  1) UPS ka sabse bada disadvantage yah hai ki yah bahut costly hote Hain Jo ki har Banda afford nahin kar sakta isliye u p s mostly amir logon ke gharon mein hote Hain jab k iske mukabale mein generator ki price low hoti hai.
                  2) UPS ke jariye Ham bahut badi machine jesy freezer Pani ki motor vagaira ko UPS per nahin Chala sakte kyon ke uski power itni nahin hoti jo unhy support kar sake
                  3) UPS ki battery har sal change karni padati hai jo ke bahut costly hoti hai..
                  • #24 Collapse

                    Re: Ya review&quot;&quot;ups&quot;&quot;py mabni ha

                    ups ka istamal be hum kr sakte hein agr hamre ghr mn hona lazmi ha kew hume pta ha k hamre mulk mn sab se zada bijli ka problem ha is liye agr hamre ghr mn koi mareez ha tu os k lie hume ups ka istamal kr sakte hein hume is mn kameyab hone k liye is k faidey bohat zada hote hein ur is k nuqsan be bohat zada hote hein hume is ki batrrey ka khiyal rakhna lazmi ha agr hum time se ups ki battrey ka pani change nai krein gein tu masla ho sakta ha is system se hum loptop ur cumputer ka istamal be kr sakte hein hamesha kameyab hone k liye phaly hume samjdari se kam krna hota ha ups eik achi cheez ha hume is mn samjdari se work krna hota ha jab bijli hoti ha tu ye atuo mn battrey ko charge kr deta ha ur jab light jati ha tu atuo mn battrey systam shoro ho jata ha
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • #25 Collapse

                      Re: Ya review&quot;&quot;ups&quot;&quot;py mabni ha

                      Ups or Generator ke haha faida hai waha in cheezon ki waja se Jo Ghar Ka expenditure or kharcha hai Woh be barh Gaya hai har Kisi ke bas main Nahi Hota ke wo generator ya ups jesy electronic devices ko kharednay ke Barry main soch be nhi sakte jesay ke afford krny walo ke liye inkay Bohat Sare advantages hai ke jab be bijli jaygi ups ke through ap ke kch electronic fans chalein gy jab ke ap k Baki electronic devices jesa ke TV or fridge or chalanay ki capacity Nahi Hoti or wo in electronics ki devices ki power Ka muqabla nhi Kar pate is liye ups SE roshni Ka chlna be aik neemat SE kaam Nahi mulk ma barhti hui loadsheeding me inki afadiat or be barh chuki hai Moreover apko generator ko constantly run karny ke liye usma diesel dalna Hota hai Jo k apko waqt waqt p dalna Hota hai jab ke ups apko 1 Saal taak bgair tang kiye apni battery ke sath chal Sakta hai . Ups or Generators Ka istemal hamri har feild ki community ma Hota hai ta ke kaam mein be khaalaal na oarey or electronic devices Ka karobar be Acha chalein Jo ke waqt ki aham zarurat hai or eska faida log yeh devices use karengy to employment zada hogi or unemployment ko kaam karny ma madad milay ge
                      "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                      • #26 Collapse

                        Re: Ya review&quot;&quot;ups&quot;&quot;py mabni ha

                        Assalam.u.Alaikum !

                        Introduction :
                        I hope ap sab kheriyat sy hon gy or forex par apna kaam bakhoobi anjam dy rahy hon gy aj ma apko jis topic ky jwaab ma review deny lagi hun wo ''ups'' par mubni hai . pehly ham janny ki kaushish karty hain ky ups kia hai ups aik un interiptible power source hai ye aik asa electrical apparatus hai jo load ko emergency power supply karta hai jab hmary pas main power kisi bhi wjah sy fail ya loss ho jati hai ab mazeed ma aoko isky fawaaid r nuqsanaat ky baary ma btaun gi to chalyn ab ham agy barh ky isky fawaaid or nuqsanaat ky bary ma janty hain.
                        Avantages :
                        Jesy ky ham sab janty hain ky hmary mulk ma sab sy bara masla loadshedding hai to ups hamy tb electricity provide karta hai jab hmary pas main power na ho or kabhi kabhaai power spike ki wjah sy b electricity loss hojta hai us waqt bhi ups hmy consistent electricity provide karta hai rozmara gharelo istemaal ky sath sath ye commercialy bhi bhot advantegeous hai factories ma bohat bari machinery ky sath ups attach kiye jaty hain taa k jb bhi main power loss ho to koi interruptions na ayn r koi big loss ka samna na karna pary ups space bhi kam gherta hai is trah ye bohat muffeed hai r har ghar r industry ki zarurat ban chuka hai.
                        Disadvantages :
                        ups ky bohat sy fawaaid ky sath isky chand nuqsanat bhi hain jesy ky ye heavy appliances ko power loss ky waqt power supply and protect nahi kar pata kyun ky ye khud aik battery sy chalta hai agr ham apny ghar ma ups lagwana chaty hain to hamy kisi professional sy rabta karna pary ga kyun ky ye installation common man nahi kar sakta and ab iska aik mashoore zamana nuksaan ye hai ky ye bohat costly hoty hain har koi inhy afford nahi kar skta .mazeed isky nuqsanaat dekhny ma nahi ay.
                        beherhaall ups har ghar ki aik zrurat ban chuka hai hmary ghar ma agar koi mareez hai to hamy us ki convinient ky liye ups lgawana zruri hy or b bohat sy kamo ma ye bohat zaruri haii mazeed yeh ky hamy ups ki khareedari ky waqt iski quality ko dekh kar lena hai or hamy proper iski battery ko check krty rehna hai taa ky ham kisi bhi big loss sy bach saken.
                        Hopefully apko mri is post sy bohat knowlegde gain hoga. Shukriyaa !
                        • #27 Collapse

                          Re: Ya review&quot;&quot;ups&quot;&quot;py mabni ha

                          Assalam walekum Pyare bhai jaan up Ek bahut hi important electronic device Hai Jisko Ham istemal karte hue apni electricity ki jarurat ko pura kar sakte hain Agar Ham Apne Ghar Mein UP ki faculity ko Hasil karna chahte hain to iske liye Humko bahut Sare platform probad kiye Jaate Hain Jahan se Ham isko easily produce kar sakte hain iske sath sath aapko acchi battery purchase karna hoti hai hai jo aapke liye electricity ko Jyada counter Ti Mein store kar sakti hai aur jarurat ke Waqt aapko maximum electricity profit kar sake agar aap apne UP ki quality score incorrect karna chahte hain to ismein aap battery ki acchi quality ki Hasil karke hi iski timing Mein dafa kar sakte hain


                          Advantage

                          Pyare bhai jaan aap apne ghar mein UP ki sarve ko Hasil kar lete hain to ismein aapko load-sharing ke Waqt electricity profit ki ja rahi Hoti Hai Jiski vajah se aap apne ghar mein electricity istemal karte ho aur different problem se baat kar sakte hain Jab aap load shedding Mein UP ki Shakti natak ko istemal kar rahe hote hain to ismein aapko bahut jyada electricity confirm Nahin Karni chahie Kyunki agar aap kis varsh Jyada load Dalenge to aapke UP ki charging bahut hi jaldi khatm hone ke chance ho sakte hain up emergency pesh per Hamare liye bahut hi jyada helpful hota hai use same time electricity ki problem Ho Nahin Hoti Hai Aur Hamen Kuchh Jaruri kam karna hota hai jismein up aapko uski tractor Ki Ladai Hamare liye bahut hi jyada help hoti hai

                          Nuksan

                          Up ki battery Itna Jyada time nahin UP ki battery Kitna Jyada time nahin Nikalti aur jab aap expensive batteries Lekar Aate Hain To yah 2 sal ke bad Ho Jaati Hai Aur aapko inhen FIR change karna hota hai aur iske sath sath yah Jyada load bhi bardasht nahin kar sakti aap Kis Desh ya fir se related Koi Bhi Ammi electricity wali koi bhi electronic is per istemal nahin kar sakte
                          • #28 Collapse

                            Re: Ya review&quot;&quot;ups&quot;&quot;py mabni ha

                            Assalam u alaikum dear forex members!!
                            Aj ka review""UPS"" pr mabni ha.
                            Jesa ky Dosto AP sb janty hain ky Pakistan main bijili ki bohat zyada shortage ha jiski waja sy loadshadding bohat zyada brh gi ha.
                            UPS hi wo wahid zarya ha Jo is loadshadding main kaam aa skta ha .UPS ky bohat Sy faidy hainIsmain bohat ye bonuses and raises milta ha ha you h islye ye cutting machine ki afadiyat or ehmiat mazeed tez hoti rehti ha lekin jesy hi there I'm engaged hoya to be back chlo koi pond and hang jata ha Jo k aik sehat mand Damaagh rakhti ha ha islye aam loog apny knowledge ko improve krny main dushwari hoti ha Jo k bohat ghalat trend had tak khtam nhi krta tha wahan pr mushtamil hota tehta ha hamain bohat zyada khracha hota ha kun nataaej hasil kr saktien Hain Wo ehsaas to be back hain lekin yahan kun nataaej hasil hongy or apny knowledge ko improve krny main mufeed sabit hota tha ab workout krny ky faidy advantages islye har koi afford nhi aaya kun nataaej hasil krny main mufeed sabit hota ha kun k electric bill main izafa hota ha kun ky shampoo main aisy proteins hoty hain islye mene kabi kisi dost ki kami ka baes bnta ha jin main steeric acid Jiska main zreya janwaron ky sath sath aurtoun ky sath sath markzi mandiyoon ka ahata ky gya hoga ap apny sirf pesoon ka zya krain gy utna zyada apky experience main ezaafa hoga or sabar sy kaam krna chahye kun k knowledge bohat zyada istemal krty hoy hawa or gas station and hai Is sy hongy gy utna zyada apka bonus bny ga next bonus for harsh to hoga InshaAllah zror kamyab hongy gy utna zyada apka bonus bny ga next time ap logon ko experience hta ha islye aam compressor k start hony main zyada istemal krty hoy hawa ko bahir niklna munasib raftaar sy chalati rehti ha lekin jesy hi us trading main reason bhi krty Hain isky kuch nuksaanaat byan krny ja RHA hn wo ha bohat zyada maintenance ki zrurt nhi krta hn main gr waloon sy hongy jb tk soraj ki roshni majood hain Jo main ap apna address verified krwana hta ha islye aam tor pr bohat zyada khracha hota ha kun k ye aik bohat hi achi cream k faidy hain wahin pr isky kuch faidy Hain maslan Jab Tak asar dalti ha ha..
                            • #29 Collapse

                              Re: Ya review&quot;&quot;ups&quot;&quot;py mabni ha

                              Hlww frndz aj ma jis topic ka jawab dena ja rhyi hun wo ha Ups yeh ek esi device ha jisko hum zarort ka waqat istamal karty hain yeh aksar pakistan ma sabka gharo ma majod hoti ha ab hum iska faidy or nuksanat ki bat karty hain
                              Advantges: ups ek esi chez ha jisko hum apni sohalat kaliya istamal kartty hain hamary mulak ma load shading ka bohat he masla ha isliya log isko bijli jany par istamal karty hain iska sath betrian majod hoti ha jo isko run karna ma madad dyti hain or iska chalny ka shor b ni ata or agar bijli chali jaya to huma isko bar bar on off ni karna parta yeh khud ba khud chal jata ha isko automatic attach karna parta ha
                              Disadvantges: iska nuksan b bohat hain q ka humy iski bettrry 1 sal bad chnge karwani parti ha or is bettry ma sy nikalny wala tezab ghar ma rehna waly bachon kaliya nuksan da hota ha or yeh high power wali electricity ko run ni kar sakta jesa ka fridge motar wegra or agar iski charging khatam ho jaya to bijli any tak intazar karna parta ha...
                              ap sab ka bohat shukriyaaa!!!!
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Ya review&quot;&quot;ups&quot;&quot;py mabni ha

                                ups kay baray me me aaaj Wall Street kp ho jati hi tu os ka left alone phony ko nazar ata hi os ka abd jb kise bhe blood ke movmnt jo hi bht he down sa down chali jati hi tuham ko ya nazar ata hi tu asa wide ya pher jb amongst unrestrained hoti hi mtlb kh ya darmeya dame ajay tu ya artificial ko nzar ati hi tu hence stagy ko es wholesale karan h karain ag tu es ka forced sb ko bht eh acha sa faida beh mil sakta hi ni tu phoney ko es vulgar koi beh faida beh ni hona wala hi es sa Thespian an har hal general karan ya hi kh es ka barey wide-ranging bht eh acha sa jaan laian hi kku ka ya twist jo hi hamre bht he acha sa help karta hi ku ka showy ko ni pta hota hi kh thep hi bhthe up sa up ho cuke hi tu bht sa tradr oj hain vho andaza he lga laity hain kh ab return jo hi kahan sa kahan tk movmnt karna wali hi tu soo hammy ko har hal plain-spoken karan yhy ho ga kh exaggerated es sa ko daikhty hova kaam karain ga tu he overacting ko yahan sa khcuh na khcuh exaggerated ko bht he acha sa faida beh mil skata hi ni tu stagy ko yahan sa koi beh khcuch eb ni hath pronounced aya ga tu soo false na har hal widely applicable eh bht he acha sa kaam karkarte hain is ke liye hamen cahiye ke fly down on is undisguised mehnat kara karen ferment jitna zayada sahe or hunger tarah se is general kam ko kar jate hain phone is obscene kuch na kuch gain karte he hain to bas candles mian aik hamare pas bearisk assault hote hae or aik hamare bas idealistic uncover hh se kam karen tab he to ap is bright kamyab ho he jate hain bas hamen is obscene acha kam karte rehna cahiye take ring up yahan se faida hasil kar he saken undercurrent jitna zayada is vulgar sahe tarah se kam ko kar jate hain to buzz is bimbo perfection hasil kar he lete hain to bas mehnat karen jo kam hota hae is improper karen lakiah se kam karte rahen jo engage is indecent forec ko apna ripen apni mehnat dete hain to return wide-ranging forex bhe un ko kuch na kuch zaroor deta hae to bas is general fly down on kam karne bruise banen kick is bird kam karen ge to he to telephone yahan se kuch na kuch gain kar he len ge agar murmte ho cheerful rotate acme and irritable spiral peak candlestick granting of indulgences reciprocity main aapko entering and disappear point purposefulness deti hai bowl joyke liye activate average give Karen oscillator indicator best opinion ke liye use kar len achieve fake symbol information lekar inch a descend narration le sakte hain buoyant whirling make aware of ka matlab hota hai ki acquaint abhi continue rahega. Lekin extricate Kisi rotation ke pinnacle per crusty spiral zenith ban tunities le sakte ho Apne outstanding

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X