Price action explain......
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trading men price action ko kese samjha jae?

    members apne experience ki buniyad per kafi kuchh samajh sakte hain aur isliye members ko achcha experience hasil kar lena chahie aur yah achcha experience members ko kam karne mein aur bhi maximum help deta hai aur members ko help mil jaati hai aur vah apni trading ko acchi tarah Se continue kar lete hain aur aise members jinke pass experience nahin hota unko trading se related apni practice ko acchi tarah Se continue karna hota hai aur trading se related practice se members ko aur bhi acchi information mil jaati hai aur is tarah Se members ko vah information zyada useful sabit hoti hai members ko yah maloom hona chahie ki price action kya hoti hai aur price action ke bare mein yah bhi maloom hona chahiye isko kis tarah Se maloom Kiya jata hai members trading se related apni practice ko continue karte Hain to is tarah Se unko trading se related acche ideas mil jaate Hain aur vah ideas mein varsh ko har tarah Se technical trading se related information provide karte hain aur is tarah Se members ko koi problem nahin hoti aur vah apni trades ko beneficial banaa lete Hain is tarah Se members ko kam karne se acchi earning a jaati hai members ko acchi earning ke liye zyada struggle karna hoti hai aur yah struggle acchi mehnat ke bad members ko Mil jaati hai yah sab members per depend karta hai vah mehnat kis tarah Se kar rahe hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trading men price action ko kese samjha jae?

      trading me price action ko kaise samja jaye?
      ap agr forex trading business me price action per kam karna chahte hai tu ya bohat hi acha hai kyu ke price action per kam karne wala trader bohat acha profit book kar sakta hai.
      price action ko kaise samja jaye?
      Price action ko samjne ke liye hume forex trading ke bare me knowledge hasil karna ho ga hume candles ka knowledge hasil karna ho ga hume chart patterns ko samjna ho ga jatani jaldi hum charts ko read karna seekh jaye gy hum utani hi jaldi price action per kam kar saky gy.
      • #33 Collapse

        Price action Trading kiya hey? Wazahat karen..

        Price Action:

        Forex business mein Price action ka name to apne suna hoga aur yeh bohot hi ziada popular hey aur Most of Seniors traders bhi Price action par hi work kartey hein
        yeh kiya hey aur isko kis trha se hum use kar saktey hein aur is se kis trha se hum benefits hasil kar saktey hein?
        https://t.me/pump_upp
        • #34 Collapse

          Re: Price action Trading kiya hey? Wazahat karen..

          Dear forex members hamain forex business main bhot c cheezion ko samajhne ki zrorat hoti hai jo hamian kamyabi ki janib le kar jati hain our price action in main se ek hain hamain price action hamesha trading main lena chahye agar ham price ko barte howe ya kam hote howe dekhte hain to hamain dekhne ko mil sakta hai ke kis tarhan market main changing hoi hain our agar ap trading chart par dekhian to ap dekh sakte ain ke market main wazeh dekh sakte hain ke kis tarhan market par price action dekhne ko mila hai agar ham price action ke mutabiq trading karte hain to ham achi khasi earning hasil karne main kamyab hote hain hamain hamesha trading main profit our kamyabi hasil karne ke lye in cheezion ko zrorat hoti hai our hamain price action ka zror experience hasil karna chahye jab hamara price action par grip zyada hoga to ham kabhi bhi nakam nhi ho sakte our ham both zyada earning hasil karne main kamyab ho jate hain.
          • #35 Collapse

            Re: Price action Trading kiya hey? Wazahat karen..

            my dear brother forex trading main price action apko har pair main different milti hai jis ki base par market move karti hai or har pair ki price change hoti rahti hai jis se market move karti hai aghr pairs ki price move na ho tu maret aik point par still ho jay or trading namumkin ho jati hai forex main hamain price action ko dekhty howe apni trading ka faisla krna hoa jis se hum kamyab ho skty hain or apni trading ko bahter kar skty hain aghr hum forex main market ko achi tarha se follow karty hain tu hum forex main achi earning kar skty hain q k market ko smjhna he hmary liye kamybhi hai
            market main price jub barh jati hai tu market ki price main izafa nazar ata hai or market oper ko move kar jati hai jis k bad aghr price action low ho tu market nechy ko move karny lag jati hai jis se hmain pata chal jata hai k market ab kiya chahti hai or konsa pattern bnay gi jis ko hum follow kar skty hain or apni trading kar skty hain market main apko boht se patterns milty hain jin se hum apni trading ko smjh kar apni trading karty hain aghr hmain un patterns ka pta chal jay tu trade lgani asan hoti hai jis main profit lena bhi asan hota hai tu hmain chahye k hum aghr forex main price action ko smjh kar trading kar rahy hain tu hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain price action se he hum market ki sort e hal ko asani se smjh skty hain or apni trading ko bahter kar skty hain
            Click image for larger version

Name:	price action kamal.png
Views:	1
Size:	68.7 کلوبائٹ
ID:	12330665
               
            • #36 Collapse

              Re: Price action Trading kiya hey? Wazahat karen..

              اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
              Price Action:

              Forex business mein Price action ka name to apne suna hoga aur yeh bohot hi ziada popular hey aur Most of Seniors traders bhi Price action par hi work kartey hein
              yeh kiya hey aur isko kis trha se hum use kar saktey hein aur is se kis trha se hum benefits hasil kar saktey hein?
              Market ki jo movement hoti hai uptrend ke andar downtrend ke andar ya sideways isko Ham price action Kahate Hain price action bahut hi Zyada important hoti hai agar Ham market ke andar Kuchh Hasil karna chahte hain To Hamen price action strategy Banane Hogi aur jo Ham is market ke andar price action strategy banate hain Hamen uske upar work karna hoga sabse pahle Hamen demo account ke upar Jyada Se Jyada practis Karne Hogi Kyunki Agar Ham demo account ke upar practice Karenge To Ham is market ko Jyada acche tarike se samajh Sakenge aur FIR ham is market se ek accha profit Le Sakenge .

              Market ke technically move ko bhi price action Kaha Jata Hai Forex trading ke andar Agar Ham Ek acchi trade Lagana Chahte Hain To Humko technical analysis Aana chahie technical analysis Mein Ham market ke uptrend ko downtrend ko sideways support aur resistance ko Madhya Najar rakhte hoy Karte Hain .

              Aur ham Apne technical analysis Mein aasani Paida Karne ke liye is market ke andar bahut jyada indicator ka istemal bhi kar sakte hain bahut hi Mufeed tool hai agar Ham isko istemal Karte Hain To Ham easly ais market ke present trend ko find kar sakte hain aur is market ke andar Hamen kabhi bhi trend ke against trading nahi Lagana chahie Agar Ham Aisa Karte Hain To Hamen loss ka Samna hota hai is market mein .

              Forex trading ke andar Hamen bahut jyada pattern bhi Milte Hain ismein Hamen bahut jyada candlestick pattern Milte Hain chart pattern Milte Hain jinko Agar Ham follow Karte Hain To Ham is market Mein Ek Achcha technical analysis kar sakte hain aur is market ke andar Ham Ek acchi trade Laga sakte hain is market mein agar Hamen Koi entry na mil rahi ho to hamare liye behtar hai ki Ham Intezar kar le Hamen trade Lagane mein kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie
                 
              • #37 Collapse

                Re: Price action Trading kiya hey? Wazahat karen..

                my dear brother forex trading main price action apko har pair main different milti hai jis ki base par market move karti hai or har pair ki price change hoti rahti hai jis se market move karti hai aghr pairs ki price move na ho tu maret aik point par still ho jay or trading namumkin ho jati hai forex main hamain price action ko dekhty howe apni trading ka faisla krna hoa jis se hum kamyab ho skty hain or apni trading ko bahter kar skty hain aghr hum forex main market ko achi tarha se follow karty hain tu hum forex main achi earning kar skty hain q k market ko smjhna he hmary liye kamybhi hai
                market main price jub barh jati hai tu market ki price main izafa nazar ata hai or market oper ko move kar jati hai jis k bad aghr price action low ho tu market nechy ko move karny lag jati hai jis se hmain pata chal jata hai k market ab kiya chahti hai or konsa pattern bnay gi jis ko hum follow kar skty hain or apni trading kar skty hain market main apko boht se patterns milty hain jin se hum apni trading ko smjh kar apni trading karty hain aghr hmain un patterns ka pta chal jay tu trade lgani asan hoti hai jis main profit lena bhi asan hota hai tu hmain chahye k hum aghr forex main price action ko smjh kar trading kar rahy hain tu hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain price action se he hum market ki sort e hal ko asani se smjh skty hain or apni trading ko bahter kar skty hain
                 
                • #38 Collapse

                  Re: Price action Trading kiya hey? Wazahat karen..

                  Dear agar aap price action trading ke Hawale se apni information ko strong karna chahte hain to aapko sabse pahle market mein support and resistance level ko properly understand karna hoga Kyunki Jab aap support and resistance level ko samajh Jaenge to aapko automatically price action strategy ke bare mein is se related information mil Jayegi aur aap in information ko apni trading per apply karne ke bad bahut jyada profit Hasil kar sakte hain aur apni trading se related knowledge ko increase kar sakte hain.

                  dear sabse pahle main aapko support aur resistance level ki definition Bata deta hun Jis Ke bad aapko price action strategy automatically samajh a Jayegi.

                  Dear support aik Aisa prices zone hota hai jismein aap prices sa related expectation Karte Hain ke market Mein prices is level se Masjid downwards Nahin Ja sakti aap is prices zone ko support level Kahate Hain aur jab aap Iske against Jaate Hain aur ek Aisa prices zone mention karte hain jismein aap expect Karte Hain Ki market Mein prices is level Se Jyada Upar Nahin Ja sakti use prices Jon ko aap resistance ka naam Dete Hain.

                  Dear jab aap trading karte ho ya support aur resistance level ko Apne mind Mein rakhkar trading karte hain aur in different levels ke andar market ki movement ko Apne mind Mein focus karte hue trading Karke profit Hasil Karte Hain To isko aap price action strategy trading Kahate Hain jismein aapka complete focus market ke different prices on support aur resistance level per depend kar raha hota hai.

                  dear agar aap apni trading ko profitable banana Chahte Hain To aapko price action strategy per focus karna hoga aur is se related jitni bhi information Hai unko Hasil karne ke bad apni trading per apply karna hoga isase aapki trading bahut jyada profit Hasil kar sakti hai aur bahut jyada faydemand sabit ho sakti hai.
                     
                  • #39 Collapse

                    Re: Price action Trading kiya hey? Wazahat karen..

                    Dear forex me price action trading aik commonly use terminology Hy lekin mostly members ko ye PTA nahi hota Hy kisi khaas time frame main market ki next price kya ho sakti hay to eskay liey previous chand candles ka mushahida kea jata hay har aik candle ki apni history hoti hay aur es candle say andaza lgaya ja sakta hay keh traders konsay havi rahy buyer ya seller ya koi bhi nahi ye sari cheezain candle ki sakhat say pata lagti hay aur en candles ki aisi surto ko price action kaha jata hay price action se hum market k pechli histroy hoti hai jsi main hum yah chek karty hain k tab market main kon havy main thy buyer thy k sellr thy es liye hmain en ko nalsye karny ko price action kahty hain jo k sath sath chek karni chahaye ta k hmain pta rahy price action trading strategy useful hony key sath technical strategy hay jes ko learn karna bahot zarori hay, price action breakout positions ko samjny key ley hamy pehly price action trading strategy ko samjna ho ga es se hamy breakout hony ka andaza ho sakta hay, jab tak ham candle sticks chart ko learn nahi karen gey ham price action strategy ka be knowledge nahi ho saky ga, price action strategy key ley hamy chart me support and resistance levels ko be mind me rakna hoga es se market me hamy price action strategy se kafi help mil sakti hay
                    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                    • #40 Collapse

                      Re: Price action Trading kiya hey? Wazahat karen..

                      AOA friends , forex main price action k bary main sawal kia gya hea aur ub is pr kuch behas ho jay,price action mein support and resistance hi hain jis ko samjh k ap ak kamyab trader ban saktay hain price action forex trading may aapbus price ko kehtha hay jis say aap trading karthay hay yane maray khyal may ye lot size ko kehtha hay jis say aap apnay profit our loss ke value rakthay hay aur Bhai jaan mujhe price action ka Nahin pata ki yah kya chij hai so Mein sign members se request Karta Hun Ki vah bataen ke price Action kya chij hai aur Iske kya fayde aur kya nuksan Hote Hai Kyunki Meri Tarah Aur Bhi bahut Sare members is form per new hai Jin Ko Forex ka knowledge Nahin Hai aur hamy price action ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga forex aik acha bhusiness hain is mai hamara koi be boss nahi hain price action ke forex main bohat ahmeyat hain hamy is ky bary main full information hasil kar ky par kam karna chahey agar hum market ky kelaf or tukky laga kar kam kary gy to hamy koi fida hasil nahe ho ga forex pore duna main famous ho cuka hain yai aik pahlta howa business hain yai kabe be band nahe ho sakta yai aik unique business hain market main kisi bi waqt trade kar k hi hum real main bi sucss hon gay aur hamain market main bi knowldge ho ga tab hi hum sucss hon gay aur demo main practice kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main bi up aur down ko dekh k hihum real main bi perform karny k abil ho sakty hain ta k earning karien gay
                       
                      • #41 Collapse

                        Re: Trading men price action ko kese samjha jae?

                        Price action.

                        Price action ka matlab hai market ma kisi pair ya commodity ki study. Trader price action ki help sy market ki history ko judge karty hain or esk future movement ko predict karty hain. Price action ki study k lae zayada famous price action indicator best hai jo k detail provide karta hai regarding open or closing of market price or eska high or low kisi khas period ka. Price action ko ham buyer or seller k un action sy describe karty hain jo wo market ma lety hain. Es case ma jo price bar use hoti hai unko ham candlestick kehty hain. Price action ko samajny k lae hamy candle stick ki types ko samajna hota hai jo ye show karti hai k kis phase ma buyer zayada thy or kis waqat sellers ny buyers ko overcome kiya. Ye sb price action ko samajny lae zaruri hai.

                        Price action indicator.

                        Candle stick he best price action indicator hai. Ik candle stick market k 4 points ko show karti hai. Jin ko ham open, close, high or low sy janty hain. High or low price market ki highest or lowest price ko show karti hai. Ese tarha open or closing point ka matlab hai k ye price kaha sy start hoe or kaha par end hoe. Candle stick ki body batati hai k es time frame ma buyer ni war jeti hai ya seller ny. Agr closing price opening price sy higher ho to buyer or agr closing point opening point sy down ho to seller market ma zayada hoty hain. Es hesab sy enko bull or bear candle kaha jata hai.

                        Price action trading strategy
                        .

                        Achi price action strategy k lae zaruri hai k hamy candle stick ki sb types ka pata hu. Es k sath hamy support or resistance ka b pata hona chahe. Price action strategy ma es k elawa news b bhot matter karti hai. En sb factors ko zehan ma rakh ka trader ko market ki movement ko predict karna hota hai. Agr wo sb chezyn sahe sy use kary ga to achi prediction kary ga to uski strategy kamyab ho jae gi or usko profit ho jae ga but bhot sary cases ma asa possible ni hota
                         
                        Last edited by ; 06-09-2020, 08:54 PM.
                        • #42 Collapse

                          Re: Trading men price action ko kese samjha jae?

                          Price action ko samjh kar coming trade ki ja sakti hay, ye bhi aik bahut trustful trading method hay. Is main ham kisi bhi security ki current and past price ko analyse kar kay ham price ki further movement ka andaza laga sakty hain. Indicator kay muqably main price action say ham behter aur jaldi market kay trend ka anadaza laga laity hain. Indicator ko use kar kay ham pas data say kai values talash karty hain phir inko formula main apply kar kay kuch reslts laity hain. Jab keh price action startaegy main ham past candles ko analyse karty hain. Candles ki tamam history hamary pas mojod hoti hay jis say ham inko tamam time frames main check kar sakty hain. Candlestick patterns hamain price action kay bary main bahut clear data daity hain. Har candle price open, close, low and high kay bary main batati hay. Jab ksi bhi candle ka close low aor open say uper ho to isko ham bull ya buy ya up trend candle kehty hain, isi tarah ager kisi candle ka close iskay open aur high say down side pe ho to isko ham bear ya sell ya down trend candle kehty hain. Closing point and opening kay ilawa low and high say bhi ham next candle ki prediction kar sakty hain. Yani keh ager aik candle jis point say open ho usky bad up jaye aur again wapas a ker down side ja kar nichy he close ho to ham next candle bhi bear he consider karain gay. Price action say hamain support and resistance kay bary main help milti hay. Q keh candlestick kay through hamary pas price ka complete data mojud hota hay jis say ham support aur resistance points talash karny main help lay sakty hain.
                          • #43 Collapse

                            Re: Price action Trading kiya hey? Wazahat karen..

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                            Price Action:

                            Forex business mein Price action ka name to apne suna hoga aur yeh bohot hi ziada popular hey aur Most of Seniors traders bhi Price action par hi work kartey hein
                            yeh kiya hey aur isko kis trha se hum use kar saktey hein aur is se kis trha se hum benefits hasil kar saktey hein?
                            Jab market main bari movement hoti hai tou aesy time per kuch pips reverse direction main bhi movement kerti hai tou jab bhi price action ki waja sy kisi direction main bahot bari movement ho jati hai tou wahan sy market ki reverse movement ki expectation hoti hai aur aksar aesa hota bhi hai ky market reverse direction main movement kerti bhi hai tou ham wahan per reverse order main trade open ker ky kuch profit bhi hasil ker lety hain lekin aesy time per yeh ehtiat kerni chahiay ky price action per market ki movement jab tak stop na ho jaey hamain is waqat tak reverse direction main kisi Surat trade open nehi kerni chahiay lekin jab price action per market ki movement complete ho chuki ho tou aesy time per market ki movement ka reverse trend bhi start hota hai jo fix us jaga tak market zarur movement kerti hai jis point sy price action start hua hota hai tou hamary pas phir profit hasil kerny ky liay pips ki wide range hoti hai ky ham maximum pips main profit hasil ker sakty hain

                            Normaly tou market movement kerty huey small movement kabhi aik direction main tou kabhi dusri direction main continue rakhti hai lekin jab price action per market ki movement hoti hai tou aesy time per market main bahot bari movement bhi bahot kam time main ho sakti hai jo kuch time period ky liay hoti hai isky bahd phir market reverse direction main movement kerna shoru ker deti hai tou hamain aesy time per trade enter kerna hoti hai jab ham bahot achi earning ker lety hain lekin aksar trader price action per market ki movement ko misread ker jaty hain aur before time hi reverse direction main trade open ker lety hain jabky price action per market ki movement abhi tak mukamal nehi hui hoti tou loss hona shoru ho jata hai jabky acha loss hony ky bahd trade close ker dety hain agar ham price action ko achi terha read ker ky trade open kerain tou ham price action per bahot achi trade ker sakty hain
                             
                            • #44 Collapse

                              Re: Trading men price action ko kese samjha jae?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahdani902 پيغام ديکھيے
                              Sir men ye poochna chahta hun k trading men price action ko kese samajh sakte hen.
                              Price action ko samjhna koi mushkil kam nehi hai ky agar market uptrend main movement ker rehi hai tou it's mean ky price increase ho rehi hai aur agar market downward movement ker rehi hai tou price decrease ho rehi hai is main price action ko samjhna konsa mushkil kam hai ham just aik base bana lety hain ky market current day main kis point sy open hui hai tou same point ky reference sy market currently upward hai ya downward tou price action ko smajhna bahot asan Ho jata hai agar market main ham jo price action per trade kerni hai tou ham market ko tetechnically read kerty hain ky jab market main price down ho rehi hoti hai tou woh kisi support per ja ker ya tou stay ker jati hai ya phir wahan sy trend reversal start ho jata hai aur market uptrend main Dobara sy movement start ker deti hai ya phir agar market uptrend main movement ker rehi hoti hai tou kisi aik point per stay kerti hai ya reverse direction main movement start ker deti hai tou aesy point ko resistance kehty hain ham in support aur resistance ki madad sy hi market main price action per trade kerty hain ky price action per hi market hamesha vary kerti hai agar price action positive hits hai tou market main uptrend start ho jata hai isi terha agar price action negative hota hainbtou market main downtrend start ho jata hai aur ham market main price action ky positive ya negative effect per trade open kerty hain tou hamain profit ya loss hota hai

                              Tou hamain price action ko smajh ker secure trade open kerny ki koshish kerni chahiay ky ham forex market main trade open kerain aur loss sy bhi bach sakain aur hamain her open ki jany wali trade main kuch profit bhi hasil hota rehy hamain isky liay ky ham price action ko read ker sakain hamain differnet indicators ko bhi use kerna perta hai jabky market main price action per trade kerny ky liay differnet trading stretigies aur techniques ko ham use kerty hain tou hamari trade secure hony per ham bary loss sy bhi bach jaty hain
                               
                              Last edited by ; 08-09-2020, 04:22 AM.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Trading men price action ko kese samjha jae?

                                Very good topic my brother aapane price action ki related bahut hi good post hi hai aur aap kaise question bahut importance rakhta hai kyon prashikshan hamare liye bahut important hai kisi bhi forex trader ke liye price action ko samajhna bahut jaruri hota hai kyunki market mein working karne ke liye price action 1 basic knowledge hai aur jab tak Ham market mein price action ko nahin samajh lete hain tab tak profitable trade karna hamare liye possible nahin rahata hai isiliye price action ko jarur samajhna chahie tha ke ham market mein good entries Le saken.

                                Definition of price action:

                                Jab ek channel continue movement kar raha hota hai hai to Ham uske hire hai aur lower log ko dekhte hain jis channel ki candle ke hire hai previous candles se jyada hote hain to tab Ham price action mein main usko bullish kahate Hain.
                                Aur ISI tarah se jab ek downtrend start hota hai hai aur kisi breakdown se jab start hota hai to Ham uski candles ke logon ko mention karte hain joke previous candles ke lower lo se aur jyada log hota hai to Ham price action mein main ise downtrend account karte Hain aur agar Ham yah simple trading karte Hain to isase Hamen kafi benefits mil jaate Hain.

                                Benefits of price action:

                                market mein price action strategy ke bahut se benefits hai aur bahut expert log is mein working karte Hain market mein yah basic nale samajhna hamare liye bahut important hota hai kyunki is basic nali ki through Ham market mein working karte hain aur market se good profit ki earning hasil kar sakte hain isliye market mein jarur is chij ko samajhna chahie tab hi Hamen kamyabi milegi.
                                price action strategy ko samajhne ke liye jaruri hai ki Hamen demo account practice karni chahie kyunki demo account ki practis hamare liye bahut hi faydemand ho sakti hai aur ham price action strategy ki practis karke market mein bahut acchi trading kar sakte hain.
                                Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	4
Size:	53.6 کلوبائٹ
ID:	12330793
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X