Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    well brother ye reason koi itna solid nahi hay kyun kay bohat say trader real account ko kum investment say shuru kartay hain aur successfully profit earn kar laitay hain, ager koi trader demo main successful aur real main fail hay to wo demo main usko profit aur loss ki koi fikar nahe hoti aur real main ye tension hoti hay aur isleay wo aesay decision utha leta hay jis say wo loss main chala jata hay...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Iska main reason ye hai k demo accounts main traders virual capital sy trading krty hain to un k emotions involve nhi hotey ho aur wo tension free ho kr trade kr letey hain lakin real account main jub wo apna caputal invest krty hain to un k emotions bhi invole ho jatey hain jis ki wjja sy wo properly trade nhi kr patey.
      • #48 Collapse

        is ki sab sa barai waja emotion par control na hona ha ager ap apna emotions par control nai rakh sako ga to ap real trading ma loss kar jayo ga is waja sa he zayda tar trader loss karta ha,
        • #49 Collapse

          Bhai ap ne khuc mehsos kiya hoga k jub hum real account o chlaty hain to humen loss ka fear hota hai aur phir hum greed bhi karty hain maximum profit ki jab k ye sub kuch demo account mein nhi hota hai.
          • #50 Collapse

            g billkull trading karny wala demo account my kamayab is liay rehta hai k q k wo soch samah k jitni us ki investment honti hai us pay trading karta hai leken jab wo realy trading my ata hai to wo apni km say km investment pay loss ziada kr bethta hai jis k bahes wo real my fail hota hai
            • #51 Collapse

              je ha bhi jan ap nay theek kaha us ka ik jawab hay aur wo yi kay log demo account per kam kertay waqt fully confident hotay hain un ko pata hota hay kay ager loss ho be jay tokoi bat nahe jab kay real may wo real loss kertay hain mean wo confident nahe hotay is leyi loss ker laitya hay
              • #52 Collapse

                is ma jo be kamkarta ha ha is ko demo account ma train karna he partae ha sab ka liy ha forex ak ach business ha pisa vala kam ha sab is kam ko boht he pasnd karta ha ap ko iska bar ma jan ha to ap be demo account ma traing karo
                 
                • #53 Collapse

                  hahahah sahe baat hai apki , asal me i think demo me hamain koi faraq nahi perta ham bus aisy hi trad laga daity hain jb.k real trading me ham boht der der k trad lgaty hain cofidence b kam hota hai is liye loss ho jata hai
                  • #54 Collapse

                    aap k question bhut acha hai kyun k demo account mein bhut ziada balance hota hia aur demo account mein hum bhut free mind aur begair kase bhi dar k trading karta hain jis ki waja se hum demo account mein success full hota hain aur real mein aik tu humara pas balance bhut kam hota hai aur dosra hum dar dar k trading karta hain.
                     
                    • #55 Collapse

                      demo main hum itna focus nahi kartay humain kuch time kay liye loss bhi aye toh hum parwa nahi kartay hain lekin real mai humain thora sa loss aye toh hum bohat consider kartay hain islye aisa lagta hai ap ko kay ap real trading main fail ho rahy hain
                      • #56 Collapse

                        bhai demo me shayad kch aisa chakar hai jo real me nhi hota agar aap aik real account apne pas kholo or aik demo account apne pas kholo aap ye pao ge k dono taraf alag hi market chal rahi hoti hai
                        • #57 Collapse

                          Bhai jan app ka yeh point bhi apne jaga pr valid ha magar us ka ilawa bhi kafi cheezein hain jin ji waja sa app loss kr dete ho live account mein jese kah app jab live mein trading kr rhe hote ho to app fearful hote ho kah app apnio investment loss na krdo jis ki waja sa app proper time mn trade open and close nhi kr pate ho.
                          • #58 Collapse

                            bht acha sawal kiya mery dost apny is ke main wja ye hy kh log just luck pe depend kar ky demo ko use karty hy and then jald he real trade mai a jaty hy jo ky nuksan dyta hy or real mai market trend her waqt change hota rehta hy isi log market trend ko smjhy begair he trade krty hy or nuksan uthaty hy isi liye market ky trend ko pehly smjhy or demo pe apna plan ready kary then trade kary.
                            • #59 Collapse

                              han es ki ek hi waja samj main ati ha ka wo trade ko laga kar chor datay hain aur un ka capital bahot zyda hota ha es leay jab profit hota ha to wo trade close kartay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                dosto kon kheta hai k demo successeful trader real may nahi hota hai brother esay kuch nahi hota hai brother real may emotion ko contorl nahi kar saktay ho our demo may emotion contorl hotay hai brother is liyeh ap log los kar jatay hai brother so emotion contorl karnay k liyeh real account par trade karna lazmi hai,,,,,,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X