Difference Between Confidence & over confidence in Forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    Very interesting question it is, a trader who is confident in his trading is really good because trader can get good profits. But overconfident trader with lose their accounts dramatically. And this is not good. So learn more and more.
    Don't spam the forum
    Just work Honestly! Earn $0.20 Per Post Earn 200$ Bonus!:o
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      If you earn good amount then you can become an overconfident.Please dont do like this because this makes you a bad trader.dont do like this in trading.
       
      • #228 Collapse

        Mery khyal main forex trading main over confidence bohat loss ka sabab banta hay banda yahe samjhta hay keh forex trading main jo bhi main trade place karun ga to wo sahi ho gi aur main profit uthaon ga.
        • #229 Collapse

          jo bhi traders trading kerty time apna confidence use kerty hain or better trading kerty hain un ko is men kamyabi milti hai or wo profit kama lety hain but jo overcobfidence ho jaty hain un ko is market men zyada loss hi ota hai.
           
          • #230 Collapse

            Confidence say trade karnay say humain aksar profit hota hay jab kay over confidence say loss kay chances zayada hotay hain. Over confidence say trader ko lagta hay osay loss nahi hoga or istrah wo trades pay trades karta rehta hay. Phir achanak market os kay opposite chalnay lag jati hay or wo apna bonus loss karwa laita hay.
            Proud To Be a Pakistani ..
            • #231 Collapse

              forex trading mai confidence aur over confidence dono chalte ahin lekin kamyab sirf confidence wale log hote hian kion ke un ko apne oper poora aitmaad hota lekin over confidence wale log bas jaldi karte hain lalich mai un ko loss ho jata hai
              • #232 Collapse

                forex mai ap ko confidence hona lazmi hai is se hamebn faida hota hai lekin agr forex mai ham overconfidence hojayenge to is se hamen looss bhi hosakta hai
                 
                • #233 Collapse

                  yes forex tarding main confidence tu achi cheez hai but oerconfidence main insan wrong desion lyta hai jes waja sy ap ko forex tarding main loss ho jata hai aur aik galat method hai
                  • #234 Collapse

                    Confidence forex trading main hmary bhot kama ata hai ham es main without fear work karty hain jab k ager ham over confident ho jain to nuqsan hota hai.
                    • #235 Collapse

                      Dear friend meray khayal se humein apney over confidence key chakar mein nahin rehna chahiye kiyunke agar hum over confidence hogaye tou apna confidence bhi kho bethenge issi liye humein chahiye ke hum apney confidence ko humesha barkarar rakhein.
                       
                      • #236 Collapse

                        confidence aik important thing he kisi bi business k liye but over confidence se kabi kisi ko faida nhi hua he or i think over confidence pko le dobta he or trading men to over confidence dikhana hi nhi chaey apko jitna knowledge he ap usi ko follow kro or utna hi kam kro
                        • #237 Collapse

                          aik to confidence aur doosra over confidence to mere mutabiq jo hai confidence good hai aur over confidence se loss hojaata hai overconfidence se jo hai greed peda hoti hai jo sara loss karwadeti hai isse liye confidence men aur overconfidence men yahi faraq hota hai .
                             
                          • #238 Collapse

                            iss business mein confidence wali baat tu theak hai lakin jo over confidence ho jata hain wo nahi theak hai kyun k jab main aik dafa iss business mein start mein aya tha tu main over confidence ho ga tha aur main ne iss over confidence ki waja se muj ko bhut ziada loss howa tha iss liya forex k business mein kabi bhi over confidence nahi hona chaya.
                             
                            • #239 Collapse

                              main samjhta hoon ke forex trading ke business ke liye confidence tu acha hai but is business main oveer confidence hona nuqsaan de hai aur over confidence hum tab hote hain jab humien thora bht profit milne lagta hai aur hum is baat ko bhol jate hain ke forex trading ka business kitna risky hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Confidence ya ha ka ap na jab oppertuinty dekhi to ap na forn order place kar dya aur overconfidence ya ha ka ap na jab dekh leay ka profit ho rha ha laken trade close ni keya aur ya kha ha aur profit milay ga to ya overconfidence ha jo loss ka baes banta ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X