Difference Between Confidence & over confidence in Forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    G dear bilkul forex me trading k lye confident hona buhat zrori hai lekin over confident hona ap ko nuqsan ki traf bhi ly ja skta hai. forex me wohe log kamyab hein jo aik process k through traading krty hien. aur un logon ko nakami ka samna krna parta hai, jo over confidence ka shikar hony ki waja se proper training lye bina trading kryt hein, end hony loss se dochar hona parta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      forex trading aik bohat acha business hai is mai hamy over confidence ni hona chahiya agar ham is mai over confidence hon gy to ham is mai earning ni kar sakty hain is mai ham jitni leaning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain or hamy is mai confidence sy kaam karna chahiya agar ham is mai confidence sy kaam kary gy to ham is mai easilly earning kar sakty hain ya aik bohat acha business hai is jaisa koi or business ni ho sakta hai
      • #273 Collapse

        Confidence apko hona chahiye apni trades pe aur apni trading skills pe,lekin over confidence nahi hona chahiye,kiunke jb apko over confidence hoga to ap ya to ziyada risk lenge,ya phir ziyada trading karenge,to ye dono sabab apko loss ki taraf le ke jasakte hain.
        • #274 Collapse

          Yes i agree with all of you members .Forex main kamyabi kay liey confidence ki zarorat hoti hai .Forex main mostly traders yeh sochtay hain kay confidence hona chahiey laikan yeh ni sochtay kay confidence kitna hona chahiey aksar is main overconfidence ho kay nakam ho jatay hain .is liey forex main confidence itna hi hona chahiey kay ap isay achi tarah samajh sakain aur is kay rules ko follow kartay hoey is pay kam karain .
          • #275 Collapse

            yes brother muj ko app ki bat achi laghe han eik trader ko cahyea k us ma confidenc hona chyea k m aearn kar sakta hun tab he wo achi trding kar saky ga lakin ager wo dar k kam kery ga to us ko loss he hoo ga
            • #276 Collapse

              g han absolotely hum ma kabhi be over confiendence nh hona chiye is se ap k loss hota hain ya bat a[ni jaga blkul sahi k confidence hona bht bht achi bat hain lakin over confience insan ka loss ki tarf la jati hain.......
               
              • #277 Collapse

                kisi bhi kam main confidence rkhna acha hota ha aor us ko sahih traiqy sy krna bhtr result data ha aor over confidence kisi bhi work main na rkhna chahe to acha ha.
                • #278 Collapse

                  Without confidence can not make huge profit from forex trade business, because forex is truly so rigorous line. but over confidence is statesman and author noxious for our trade. because over authority destruct our learn and knowledge.
                  • #279 Collapse

                    main y samjta ho k forex k business mein confidence tu achy bat hai lakin over confidence achy baat nahi hai. kyun j jab bhi koi trader over confidence hota hai tu us ko loss ho jata hai. forex mein over confidence k maltb hai k loss ko dekhna hai aur confidence k matlb hai k profit ko take karna hai.
                       
                    • #280 Collapse

                      Forex trading me confidence se aik trader kamyab ho sakta ha or wohi trader agar over confidence kare to wo nakam bi ho jata ha confidence se is tarha k us k pas acha knowledge ha practice ha experience ha is lye use confidence ha k wo kamyab ho jae ga or over confidence se nakami is tarha hoti ha k kuch dafa agar hum profit gain kar lan to hum samajhte han k ab agar hum hard working na bi karen to hamen loss nhi ho ga.
                      • #281 Collapse

                        confidence means prosper and overconfidence means loss. in forex market confidence means income and overconfidence means loss lots of investment
                        • #282 Collapse

                          dear brather mere khayal men jobande confidence wale hote hain woh kamyaab bhiu hote hain our jo over confidens hote hain woh over confidens ki waja se loss bhi uthete hain q k woh over confidens men aakar koi mistake bhi kar dete hain our loss bhi unhi ko hi hota hai
                          • #283 Collapse

                            aap ne theek kaha Sir, ke hamen foerx me confidence ki zaroorat hoti he q k jab tak hum me confidence ni hoga tab tak hum Forex me kamyabi hasil ni kar saktay
                            • #284 Collapse

                              confidence ye k main itni hi order lagata hun itni jaldi ni krta and overconfidence is k bri lot lagaunga to maire profit main izafa hoga or lazmi hi hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                Confidence is a power and over confidence is a enemy for a trader in forex. so we need to void over confidence and need to hold confident.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X