phli nakami pa dil ni harna cachea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    nahin kabhi bhi hamen aisy ghalti nahin karni chahiye hamen kabhi bhi phli nakami par dil chota nahin karna chahiye aur hamen is main always ziada se ziada practice karni chahiye tab hi hum is main achi trha sey successful ho saktey hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      loss humy any time hoskti hy oor loss ka yeh matlab nai k bas tum farigh hoky trade stop korgy. yahn par loss and profit dono chalty hy oor apko loss se seekh kar profit ka wish krna chahey every time..
       
      • #318 Collapse

        yes. agar forex trading main aagar app logo ko loss hota hain tu app ko loss ke waja si forex trading ko nahee chorna chayee kiyoo . k jhab app forex trading main loss nahee karogy tu app forex trading main ek khabe be ek success full trader nahe ban sakty ho tu agar ajj app ko is main loss hotha ian tu khal app ko is jaga app ko is main profit be hoagha
           
        • #319 Collapse

          ji han my dear ap jo bhi kamkarty hai es ma apko loss bhi hota hai or apko profit bhi hasil hota hai to apko loss hony per dil nhi harna chayer balky apko apni mehnat ko jai rakhan chaye
           
          • #320 Collapse

            bhai jan forex aik best business hai agr apko es ma pahli bar loss ho jaye to apko hemat nhi harni chaye apko apni mehant ko jari rakhan chaye or apko forex ka knowledge ahsil karna chaye
               
            • #321 Collapse

              pehli nakaami pe dil nhi haarna chahye g bilkul esaa hee hona chahye kew ke forex to aik risky business hai aur iss main patience rakhna chahye .
                 
              • #322 Collapse

                ap ko her kam ma phali bar to nakami hoti hai kyu k ap es ma new hai or apko es ka atna knowedge nhi hota hai es sy apko es ko chorna nhi chaye apko mehnat karni chaye ho sakta hai apko 2nd bar profit hasil ho
                   
                • #323 Collapse

                  forex ma agr ap knowlege hasil karty hai or ap demo ma trading karny ki practice akrty hai to apko es ma kam karny ma koi nakami nhi ho gi ap easy kamakr sakty hai or acha earn kar sakty hai
                     
                  • #324 Collapse

                    nakami apko apni kesi mistake ki waja sy sy hi hoti hai kuch logo ko forex ak knowledge ho hota wo es ma kamkarna shuru ho jaty hai or trading karty hai to inko knowledge na hony ki waja sy loss ho jata hai
                       
                    • #325 Collapse

                      pehli nakaami pe dill nhi haarna chahye g bilkul esa hee karna theek hai pehli nakaami pe dill bilul bhi nhi haarna chahye balke patience rakhna chahye .
                         
                      • #326 Collapse

                        koi bhi buisness kia jae to loss profit to hota hi rehta hai.to shuru me loss ho jane se har nhi mani chahiye.kyo k jab loss hota hai to bad me profit bhi milta hai or forex aesa buiseness hai jis me loss profit to hota hi rehta hai is liye umeed nhi harni chahiye. aik bar nhi to dosri bar hi sahi qamiyabi lazmi milti hai forex me.
                        • #327 Collapse

                          Gee han brother mai aapki baat se agree karta hoon ke hamain apni pehli naqami par dil nahi haarna chahiyai... wese bhi zindagi main haar or jeet hoti rehti hai or hamain apni naqami se kuch na kuch seekhna chahiyai ta ke hamain apni honai wali ghalti ko dubara na duhrayain ta ke hamain future main naqaami ka saamna na karna parai...
                          • #328 Collapse

                            ji han bilkul dil tu nahee harna cghahye but learnning ko pakar lana chahe k mistake kahan hpooi k loss hogaya tu hame chahe k har looss ya profit ki back me ja kar ye ghor karna chahye k ham kahan p mar kha gay ure kahan koi b acha point he jiss se profit howa he
                             
                            • #329 Collapse

                              ji bilkul forex me first time trading se kuch log god experience skill ki waja se loss nai kerte laki zada tar first time log trading me loss kar jate he.lakin zarori nai k har dafa apko traing me nakami ho agar app ache trad karte he to app ko profit hosakta he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                sahi baat hai profit aur loss to hissa hai business ka isi liye loss ki soorat main himmat nahin haarni chahiye kyun kay loss kay baad he profit hota hai ager app apni mistakes se seekh kay next trade start karo.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X