Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    yeh sub bad emotions me count ke jaty hy jesy sabar na krna, greed se trade krna, ya bgher knowledge k overconfidence show krna. so enhe cheezon ke wja se trader apny best planning ko bhe zaya krta hy..
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      g ha forex me success hasil karne ke lea ye four cheze zarore hai hum in ke sath forex me easily work kar ke success hasil kar sakte hai is ke sath experience forex skills or knowledge b hona zarore ha take ham or b easily work kar ke jald success hasil kar le
      • #168 Collapse

        ye bat sai hai k lalach, emotion and bey sabri forex main loss ka sabab banti hai forex ek buniess hai our hamesha buniess main sabar our planing se kam liya jata hai har expect ko madey nazar rakhna pharta hai our forex main to kafi bataon ka kheyal rakhan pharta hai es main lalach , emotion ki jaga nai hai ye koi relation nai ye ek buniess hai our es main analysis lazmi hai
        • #169 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
          Members. main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
          ap es baray main zaror comments karain k hum achi tarha es bat ko samaj sakain or follow b kar sakain
          Happy Trading Members
          :):):cool:
          dear ap nay bilkul theek kaha hai k in , greed , uncontrol emotions , jesi bad qualities ko apnanay say ham kabi b kisi business mai succes gain nai kar saktay , aesi chizo ko apna kar banda koyi b kam theek tarikay say nai kar sakta
           
          • #170 Collapse

            g haan bohat acha kaha aap ne dear jo log sabar nahi rakhte aur jaldbazi se kaam lete hain aur proper learn nahi karte forex ko wo kabhi forex kein establish nahi ho sakte
             
            • #171 Collapse

              Boht say traders esi waja se win nai kar patay kiu k wo lalchi hoty hein, un mein sabar ka maada nai hoty or wo hamesha earning ko increase karny ki jaldi hoti he jis ki waja se loss ko recovery mein hi rehty hein in se bachain.
               
              • #172 Collapse

                yes bro me app ki bat se agree ho jo log trading ke wqat appne emotion ko control nai karte or zada lot profit ke lalach me akar loss karjate he .or na hi wo apne patience ko avoid kare he.jise wo her waqat loss karte he
                • #173 Collapse

                  me pehly jab trade karte tha to emotional b ho jata tha k ab profit ho raha hy to aur mily ga to is me loss k chances b ban jaty thy to me ny aisa karna chor dia hy ab me na greed karta hun na hi me emotions sy kam karta hun to ab me apni trading sy satisfy hun.
                  • #174 Collapse

                    forex main laalach low patioce aur emotion trade sucessfull nhi hone dete ye baat bilkul drust hain ke esa hota hai ke in sab ki waja se trader kamyab nhi hota .
                       
                    • #175 Collapse

                      g ap ko yah pata chta ha kah agra ahmy aysa lar ho sakta h am aha yah achi akr skata ha as ma ap ko barna parta ha hamy aysa kam ka bar ama muaj be as ko use.
                      • #176 Collapse

                        han bilkul sahi kaha he apne agar hum forex main in chezon key sath trading kartey hain to phir hum is main kabhi bhi achi trha sey successful nahin ho saktey hain aur phir hum is main kabhi bhi kamiyab nahin hotey hain.
                           
                        • #177 Collapse

                          haan janab mera mana hai or muje lagta hai ke agar koi new trader hai tu wo se kafi achse seakh sakta hai ta ke koi galti na karn or yar businiss koi bhi ho hume apne emotinol ko ache se kabu karna chye...
                          • #178 Collapse

                            han me is baat se apki full agree karta hoon yahan lalach emotion low patience wale people success haasil nahi kar patey haan agar jisko success haasil karni hai woh yahan yeh sab khatam control karne ki silayat ke saath aye jab hi successful honge
                            • #179 Collapse

                              dear friend ap sahi keh rhe hen bilkul jo trader emotion greed aur low patience ko cover ker jai wo aik kamyab trader ban jata hai ye sch hai men smajhta hon k aisa trader bane k leye boht achi forex education ke zroorat perti hai aur jo trader ache se laerning kerta hai aik acha tajerba forex men hasil kerleta hai os men ye khobiya khodi paida ho he jati hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Of course sir apnay sahi kaha hai. ye wo tammam sensations hai jo kam ko tabah e barbad kardeti hai. toh throughout sab declare bachna hoga kiun ke ye sab achi chezen nahi hai. toh remember to command your current negetive sensations.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X