Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    g sir me ap ki baat say full agree karta hun k forex mein sirf wohi log nakaam hotay hain jo lalach karty hain ya phir wo emotional ho jaty hain ya wo sabr nahi kar paty ye log bas apna paisi aur waqt dono zaya kar rahy hotay hain in ko chahye k ye forex chor k koi or kam karen q k forex mein esy logo k liye koi jaga nahi ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      bikul sai kaha apna k forex ma kam krna k lia sab sa zyada jis chez ki need hoti ha wo ha sbar mean patience kew k is market ma apni turn ka wait bht krna parta ho ya b k forex ma ap ko apna jazbat pa kabu rakhna hota ha kew k baz okat insan jaldbazzi ma b galat fasla kr jata ha jis ka impact hmari trading pa hota ha or hmain zyda loss b ho jata ha kabhe kabhe
      *** ThUnDer ***
      • #123 Collapse

        yes my dear ap ney teek kaha hai forex mein lalach say bee nuksan hota hai or ager emional ho jahy to bee forex mein nuksan hota hai is leay hum forex mein sabar sy kaam karna cheay or lalach or emional hony say bachna cheay
        • #124 Collapse

          Yes dear me agree with you forex me ager kamyab hona he tu lalch wagira ko mind se nekal do or apni knowlege or exprences ke sath trading kro tu ap succesful trader bn skte ho or as se apko sekhne ko b boht kuch mele ga
          • #125 Collapse

            Thread ki statement bilkul sahi hai, agar hum forex trading main lalach karein gay to hum kabhi bhi nahi successful nahi ho saktay, is kay ilawa hamain patience bhi acquire karna hoga trading karnay kay liye, ye do cheezain hamari trading ko bohat effect karti hain aur is liye in par hamain ghaur karna chahiye, apni greed ko control karna chahiye aur impatient nahi hona chahiye.
            • #126 Collapse

              g bilkul theek kha or 95% traders isi vja sy hi nakam hoty hian. lalach aik boht bari vja hy traders ko nakam krny ka. hota kuch youn hy k jab MT4 chl rha hota hy to humara dill krta hy k hum or trades open krin jo k nuksan ka baais bnta hy
              • #127 Collapse

                Aap nay bilkul thek point out kiya hai. Basically yahi main reasons hain jo aik trader ko unsuccessful banati hain. Agar hum in chezon ko thek kar lein to bohat achay trader ban saktay hain. best of luck for all new traders.
                • #128 Collapse

                  Yes you are absolutely right jo koi bhi forex main without patience and with emotion ke work krta hey woh kabhi bhi forex main successful hahin ho saktey hain aur always yahan par fail hi hotey hain.
                   
                  • #129 Collapse

                    aap ne 100% bilkul drust baat ki hay jo trader apne lalch per kabo nahi paa sakta aur apne emotion pe wo kabo na pa sake wo trader is forex trading main kamyab nahi ho sakta in sab chezon ko zehan main kabo rakh kar trade karni chahye
                     
                    • #130 Collapse

                      Well ek new trader main or ek professional trader main yehi sab batein farq peda krti hain. Forex main jald bazi, lalchi, emotional banda entry to leta hai lekin entry k sath hi woh exit hojata hai.
                      • #131 Collapse

                        yes, forex trading business is risk business. lack of knowledge and impatience trading, greed trading are making the loss of money. so, you will improve your skill and knowledge from the demo account and do this business.
                        • #132 Collapse

                          han g yeh bat apki bilkul sahi hey aur jis main patience nahin hota woh kabhi bhi kisi bhi business main kamiyab nahin ho sakta hey aur forex main bhi same isy trha hey aap jab achi knoweldge aur pateicne ke sath work kartey hain to phir aap is main successful ho saktey hain otherwise kabhi nahin.
                             
                          • #133 Collapse

                            agar app forex trading main lalach .karo gy or app forex trading main apni emotion ko control nahee karo gy tu app ko forex trading main loss si koye be nahee bacha saktha hain or agar app forex trading main lalach ko apni andar si nikalna hogha or app ko si main or app ko is main apni emotion ko be canrtol karna hogha tu app is main ek success full trader ban sakty ho
                               
                            • #134 Collapse

                              Forex trading ka kam sabar aur himmat kay baghair to ho he nahi sakta. Jab ap trading kartay hain to ye baat zaruri hai kay ap sabar say kam lain kyun kay time lagta hai required result anay may. Jab trade lagain to planning aur research kar kay lagain aur phir sabar say results ka wait karain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                ji han hum ko lalach se kam nahi lena chhaiye kiun ke is business me jab greed ajati hai tab is me kamyab hona na mumkin ho jata hai is lye me is business me greed se jitna ho sakta hai bachney ki koshish karta hun kiun ke greed se or emotional hone se hum kabhi is business me kamyab nahi ho sakty hain ...
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X