Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    g ha yahi sab batain hai.jin ki waja say trader is business main kamiyab nahi hoty hay.ager hum sab apnay inder say in sab bato ko nikal dain.to hum is business main 1 achay trader ban sakty hai.or is business main acha profit kama sakty hai..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      JE han ye teen basic factors hain jin ki waja sy traders maar kha jaty hain aur apna loss kr bethty hain, isliye traders ko chahye k wo emotions main bilkul na ayn aur apni trade ko enjoy krayn aur apny apko lalach sy bachaty huay, aur jald bazi sy doooor rakhty huay trade karayn tu phr unhayn achi trade milaygi aur wo minimum loss krayngy.
      • #138 Collapse

        jee han ap ni bilkul sahi kaha hi agar ap ani greed fear and emotion ko control ker loo to ap achi earning asani se hasil ker loo gye iss lye ap ko inn cheezon per tawajoo dena ho ge then hi ap kamyab ho gye
        • #139 Collapse

          Mein yeh samajhta hoon kee jaab app kee knowledge achi hoti jayee gee aur aap trading mein mature hotee jayee gee utna phir aap greed, lack of emotions jaisee problems koo achi tarhan handle kar sakein gee.
          • #140 Collapse

            yes dear ap ki baat theak ha kay forex main ap ye karna hota ha kay ap ko inall thng sy save rehana parta ha then ap is main aik sucesful trader bi ban jaty hajo kay ap kay liye best bi rahy ga in sy save
            • #141 Collapse

              yes i agree with you you do not survive if you do not control your emotions greed fear and lack of knowledge so control these things and earn good profit in forex trading learning is good way to earn big rpofit
              • #142 Collapse

                g ha mara bhai ya sab cheza boht hi zarori ha success ka lia ager ham acha sa trade kara ga matlb with the patient and with the emotionless tab hi success possible ha.
                   
                • #143 Collapse

                  yes bhai jaan ap ne bilkul theek farmaya absolutely esa hee hota hai esi feeling ki wajah se trader sucess nhi paate kabhi bhi success nhi karpate .
                   
                  • #144 Collapse

                    bikul sahi baat ha janab ya karobaar to ha hi sakoon mahol ka is mane ager ap jazbati ho jayan ga to ap loss kero ga is mane asal mane to malomaat hona bohat zrori ha baqi sa satting ho hi jati ha
                    • #145 Collapse

                      ap nay sahe kaha hay forex trading mai emotion aur greed walay kabhi bhi kamyab nahe ho patay hain jo log forex mai success chahtay hai aunko ain chezon se bachna chahye warna boht loose ho sakta hay
                      • #146 Collapse

                        Yes Friend! i am agree with you about the points you have mentioned here as thy are more dangerous for the businessman in trading.
                        • #147 Collapse

                          yehi waja hai k me hamesha apnay newbie juniors ko samjhata rahta hon k hamesha demagh say trade kare na k jazbay say aur dil say.khas tor pay dil say to hargiz na kare ku k dil lalchi hota hai.
                          • #148 Collapse

                            main iss bat pa ekdam shamat ho ki agar lok lalac emotion control nehi kar saktha hain thi wo kabi profit ki mo nehi daka ga. forex ma ap ko bohot jyeda patience rakna pare ga.. iss sa ap safe trade kar sakthe hain
                            • #149 Collapse

                              jee haan apnay bilkl theek kaha jin points ko ap any discuss kia ha trade may loss ki main waja yehi baatain hain kio ager ham in baton say nhi bachay gay to loss to uthana hi paray ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                ge sir apne bilkul thek kaha forex man trading akrte wat hamen apne emotions aur laluch ko control main rakhna parta hai kiun ke ini sab chezon se hum se mistake hojati hai aur hamen loss hojata hai phr hum apni mistake ko nazar andaz kar ke galat post karte hain aur apne uper control nai karpate jo bhi is main new hun woh tarding karne se pehle soch len ke zarori hi nai har chez main profit ho chaye ap ke pas kitna hi experince aur knowledge ho ache se acha mat kha jata hai boker ke agge isliye hamen soch samj ke aur in sab baton ko zehan se nikal ke trading karni chaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X