trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    buisness insaan hameshaa faiday k hasool k liyee he Kartaa hai Magar ye baat bilkul jaiz hai k aap ki us buisness main jo k aap kar rahay hain us main Study or Experiance kitnaa hai... Forex trading eek Typical buisness hai iss main success K liye aap ko buhaat achi knowledge About forex Trading ki Zaroorat hoti hai...Forex trading main loss ko bhi hameshaa Zehan main Rakhnaa chahiyee kion k forex Trading main loss or profit dono Equal hain
     
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      dear jin logo me himat aur hosla nahin hota aur jin logo ne demo account me practice nahin ki hoti wo humesha darte hain es liye forex trading me jo demo account ka option hay wo apne loss ka dar aur forex fear ko khatam karne ka liye bohat hi zayada best hay.
         
      • #213 Collapse

        nai log ye tu nai sochty trad tu uye is yaqeen pe lgaya jata hy k loss nai ho ga igr bina sochy samjy lgaya jay tui losss ho sakta hy ager sab pehlu ko daikh kr lagaya jay tu loss nai b hota
           
        • #214 Collapse

          trding krty waqt log is lye sochty hyn ka unhy lossho jaye ga klue ka woa chy trder nae hota trding experience nae hota ur trding krty ahyn phr loss ka khyal zhan ma to ayan ga
             
          • #215 Collapse

            loss sirf forex forum par nahi hota balkay zindagy mein har maqaam par loss ho jata hai insaan ko lekin iska matlab ye to nahi k hum wo kaam karne se daren jis mein loss hota hai, forex par agar apko loss hota hai to us mein apki galty hoti hai forum ki nahi forex trading ko ap achi tarhan se study kar k trading karengay to apko loss nahi hoga
            • #216 Collapse

              ge logo kay dilo m yah hota hay kay loss na hojai isi liyah to kahtay haan forex ko achi tarah study karay markit ko daikhy website ko paray forex kay baray m taqay yah noqsaan wali soch khatam hojai.
              • #217 Collapse

                I think, trading main apne ap ko mentally taor par bi prepare kerna chaye aur positive thinking hone chaye positive hogi tu result g positive aye ga.
                • #218 Collapse

                  un ko dar is bat ka huta ha kay unoo nay jo money invest keya huta ha trading ma kaee wo money loss na kar jaee ketna be acha trader kue na hu wo iss dar ke wja say apna investment ko loss kar jata ha.
                  • #219 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: okr703 پيغام ديکھيے
                    i think the reason is that knowledge is less while do trade..so people dont satisfied with theirself while trading..please get full knowledge and experience before doing trade byself...
                    no dear all the trader do not thing like that ,the most of the trader do not think because they enter in the forex with the knowledge and with the ability ,the trader who use the forex and use it with the little knowledge they only think like that
                       
                    • #220 Collapse

                      Jo traders proper market knowledge k sath trading nahi krtay unhen hamesha yehi khadsha laga rehta hay kahin humen loss na ho jeay, short cuts sy trading krnay walay b ko b yehi darr rehta hay k kahin us ko loss na ho jaey.
                       
                      • #221 Collapse

                        for the doing doing forex trade we have to need skill and by the skill we will be make good and this is the best one for make money and by the forex trade we will be make good and this is the best one for make money and by the long time we will be make good and this is the best one for make skill
                         
                        • #222 Collapse

                          dear mere kehyal me as ke waja ye ho skti he ke logo ke pas atni knowledge ya exsprences nhe hota as lye wo apni har trade me yahe sochte hain ke kahe an ka loss na ho jae mere kehyal me ager confnance se work kya jae tu loss nhe hota
                          • #223 Collapse

                            simple is that ye sab wo log sochty hain jo jinko knowledge kam ho iske bary main knowledge ki waja se ap forex main boht ziada taraki ker sakty ho mager if knowledge hi na ho to ap kuch b hasil nahi ker sakty ho its all happend due to less knowledge about forex and forex trading.
                            • #224 Collapse

                              nafa nuqsan to har kaam ke saath hota hai ye aadmi ke apne uper depend karta hai k wo kitna kaam seekha huwa hai kyun ke us ke lye aur us ke paas kitna experience hai to agar baghai knowledge aur training ke kaam kia jai to phir nuqsan ka hi socheain ge aur agar experience haasil kia huwa hai to phir profit ka socheain ge.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                jnab bhot sary log is mai kam karty waqt ye hi sochty hai is mai kam karny k liya un k pas confidance nhn hota hai jo k ham is mai kam karny mai is tarha ki sochy aati hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X