trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    Dear ap ka is ly aloa grad krta waqt ye sochtay hai mujhy loss ho jata ga is o wja ha experience ka no hona experiences condife cepata hota ha.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      Dear, Forex trading aik business hay is main Loss aur Profit dono possible hay . Laken hum ko postive mind kay sath trade karna chaeye. Jab aap postive mind aur knowledge kay sath Trade karey gaye to aap ko profit zrror ho ga.
      • #243 Collapse

        Actually jo log aisa sochty hain wo ya tu new hota hain aur ya phr unko apny ap per confidence nhe hota isi liye unk zehn main aisa ata hai, meray khayal main tu forex main loss apni planning aur strategy k fail hony per hi hota hai, warna tu iss main forex ki taraf say loss nhe hota apnay hatho hi hota hai, isi liye pehly apko achi trade krny k liye usko sekhna chhaye.
        • #244 Collapse

          ye humare andr khoof jo hota hai wohi ye socta hai k lose ho ga agar tu hum full confidence k sath trading karein gay tu shyed lose ho bhi na pr humein confidence hona chahye apni trading pe
          • #245 Collapse

            This is not a good thinking that we we make a thing that we are going in loss. This cannot be in the mind of trader if he make a good planing a good postive thinking whiclehe trade a perfection timing a perfect match of pair
            • #246 Collapse

              han g ye baat thek hay ke trader ko ye lagta hay ke wos se loss ho jai ga lakin ye wo trader sochte hain jin ko apne oper confidence nahi hota ya jin ke pass experience nahi hota wohi darte hain
               
              • #247 Collapse

                loss b trdingh ka hsa ha lakina gr ap ko forex ka bry ma inta pta na ho aura p trde krn to loss to ho ga ya trding rules b follow krny bht zarure ha rules na follow krny ki wahja sa b loss ho sakta ha
                   
                • #248 Collapse

                  dear forex trading me jab hum unlimited profit ko daikhte hain to hum laalach me ah jate hain aur yeah soche beghair kay humain loss bhi ho sakta hay hum market kay trend ko judge kiye beghiar hi new order place karte hain jis se humain loss bhi hota hay.
                     
                  • #249 Collapse

                    uncertain situation to koi be trader kisi be waqt face kar skya ha laken me samjta ho ka hamesa wohi insan is dar me rehta ka muja shahd loss na ho jahe jo zeyada greed karta ha ha
                    • #250 Collapse

                      forex aik business hai aur her business me loss bhi hota hai mere khayal se loss k sochne se koi burai nahi hai, jb loss ki existence hai to q na socha jaye is k baary me , agr loss ko hum bilkul ignore kar k kaam start kare to mere khayal se iska risk bht ziada hoga aur hamy loss bhi bari amount ka hoskta hai.
                      • #251 Collapse

                        mara bhai muja lagta ha ka waja boht hi clear ha wo ya ha ka log trading to karta ha forex ma but un ka pas etna knowledge nhi hota ka wo success hasil kar saka es lia wo hamesha darta ha.
                           
                        • #252 Collapse

                          Actually forex main trading kartey waqt wohi log loss ka sochtey hain jo isko achi trha se learn nahin kartey hain aur loss to every business ka part hey agar aap forex ko achi trha se learn kar lete hain to phir apko is main bilkul loss nahin hota hey.
                           
                          • #253 Collapse

                            Jee han lack of knowledge iss ki aik bohat bari wajah hai. Jab hum iss ke baray main pori study nahi kartay aur trade start kar letay hain to humein definetly loss hi hona hota hai. jis cheez ke baray main humein pata na ho aur agar hum wo kaam karein to humein uss main loss hi ho ga. Same thing happen in forex trading.
                            • #254 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: okr703 پيغام ديکھيے
                              i think the reason is that knowledge is less while do trade..so people dont satisfied with theirself while trading..please get full knowledge and experience before doing trade byself...
                              this is why ,because of the lack of the experience the lack of the experience is the basic and the main reason behind this ,if we have the good experience then we can get the success easily and we will not thing like that
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                kiun ky un me confidance naam ki koi cheez hi nahi hoti agar hum me confidance ho to hum log kabhi nahi sochy gy ke hume loss ho ga
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X