kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    jee bilkull hum apna earning target kam kar ky loss ko bhi kam kar sakty hain because kisi bhi business ka rule hai more risk more profit low risk low profit. jitna risk kam ho ga utna hi loss bhi kam ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Forex me target chota he ya bada ye mayane nahi rakhata balki aapko forex ki kitani knowledge he jisa se aap forex me behtar kam kar sakte he or achhi trading kar ke asani money earn kar sakte hai.
      • #168 Collapse

        jee ha ap tp use kar sakty ho jo trading tools ha ap aik traget set kar lo agar market aik dam down our up hogy to tp hy ap ko bachta ha
        • #169 Collapse

          bhai aap apne target ko usi hisab se set karen jitni aap ke pas knowledge or experience hai agar aap us se zyada target rakhenge to is ka mtlb ye hi k aap greed kar rhe hen or wo aapko sedha loss ki janib le jaega...
             
          • #170 Collapse

            je haan yea to such hay kay hum apna target kam kar kay loss say bach saktat haan kafi had tak par mukamil nahe buch saktay haan.target kam karnay say banda laluch nahe karta aur kam bahtar hota hay janab
               
            • #171 Collapse

              g han ye baat true hy k humy apny target ko kam rakh kr boht sa prfit kama skty
              hain because jb insan lalach nai krta to wo boht kuch hasil kr skta hy..
              • #172 Collapse

                bilkul yahee tarika hai g loss say bachnay ka kion k jo log target bara rakhty hyn mind may wo log bara risk laty hyn target achieve karnay k liy or bara risk layna forex may acaha nahi hai risk kam he layna chahay
                • #173 Collapse

                  mere khyal se to target jitna low ho ga utna risk bhi kam hoga yani profit asani se hoga aur loss nahi hoga is liye behtar hai ke ham greed se trading na karein aur chota target set kar ke us ko hasil karein.
                   
                  FOREX PAK FORUM FOREVER
                  • #174 Collapse

                    my dear friend aisa koi business nahe jis main loss na hota ho.main ap ki bat se agree karta hoon k daily kam target rakh kar hum loss se kafi bach saktay hain.and i think loss se bachne k liye humain apne knoledge ko proper karna chaye.
                    • #175 Collapse

                      g bilkul dear friend hum ko apna targat kam se kam he rakh ker kam kerna chaye hai forex market men aur trade bhi jitni kam utni behter hai kabhi bhi over trade na ho over trade hmisha loss ka sbab banti hai ap bilkul sahi keh rhe ho k hum aisa ker k boht loss per control ker skte hen
                       
                      • #176 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                        kia hmm kam target set kr k kud ko loss sa bacha sakta han
                        yes my friend ,i think it is the right that if we reduce the target then it is sure that we will reduce the risk of the loss ,if we will set our target high then it is sure that finally we will do the loss in the forex so i am agree that the low target the low risk
                           
                        • #177 Collapse

                          As we all knows that forex is very risky and tough business and there is always risk involve in this business, so we should trade with a proper plan and target, our target should be minimum in order to minimize the chance of risk.
                          I am a part time trader and I am trading according to the daily target and whenever I achieved my target i stopped my trading on that specific day.
                          • #178 Collapse

                            Bhot ache baat kahi apne main es baat ko like akrat hun k low profit hamen bary lose bachata hai es liye hamen target jko kam rakhna chaiye.
                             
                            • #179 Collapse

                              g bilkul hum agar risk nhe lan gay to hum apnay loss ko lazmi bat ha kam rakhan gay.zayada earning ki lalach main log apna target high rakhtay han aur loss kr bathtay han es liyay agar target low ho ga to loss bhe kam he ho ga.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                jo log zyada expericne rakhty hain or un ko zyada market ka knowledge hai wo is men apna margin zyada rakh ker trading kerty hain or un ko zyada loss bhi nahi hota hai is ley jinko zyada expericne nahi hai wo apni margin kam rakh hi trading kerty hain jis se un ko koi problem nahi hota hai .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X