aik time pay kitni trades open karni chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    risk factors kay mutabiq trade open karna chaye aur agr ap ka acha experience ho and ap ko 100% profit ka yaqeen ho and true trend ki information ho to ap aik time main5 trades bhe open kar sakty hain aur agr risk zyada ho to aik time main aik hi trade open karna chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      wesain to ap ko bth dhu yeh akh real way eanring system hain or ap ko bth dhu best hain or ap ko bth dhu yeh akh real way earning system hain or buht sy logh best hain or ap ko bth dhu ap daiy jitna chahain kama sktain hain or ap ko bth is ke koi limit ni hain ap daily earned ker sktain hain .
      • #663 Collapse

        Wese to app trading mai jitni marxi trade ko open kar sakte hain but asoolan dekha jae to app k liye easy yahi rehta ae kay ap thora parhaiz karen or kam se kam trade karen kunk id trhan apka mind ik jagha nai reh skta kay konsa karu knsa nai...so mashwara yahi hai kay ziada trade ko open na kiya jae..!!
        • #664 Collapse

          meray bhai joo trad app ko samajh aa rahi hoo aur app ki assesment k mutabiq hoo rahi hoo to usi ko handle karoo aur waisay to jitni chahay trad karoo per jo apko profitable lagay woo karoo
           
          • #665 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
            mai pochna chahta hun kay aik time pay kitni trades open karni chaiye kiu kay aksar aisa huta hai kay aik pair profit nahi de raha huta laikin dosra pair profitable nazar ata hai tu kia humai wo bhi open kar laina chaiye ya aik hi trade par concentrate karna chaiye?
            it is depend on your account because if you have small account then you can limited trades depend on your equity. and also depend on your leverage. if you have high leverage then you can open more trade and if you decrease the leverage then you can less trade open at a time.
            • #666 Collapse

              Asslamu allikum wa rehmatullhi wa barakatihi janntt haalalahu wa dozkh harama hu dear all ap ko ak waqt main kitni bid lagani chahian is ka faisal to ap kay voulume aur ap kay account pr depend hain magar agar ap earning krna chahtay hian to ap koshish krain kay ap 1 hi bid lgain agar zarort ho to dosri bid lgain.
              • #667 Collapse

                well dear according to my experience one time me one trade open karni chahiye, because agar ham multi pair open kar ke zeyda trade open kare ge to hamara mind stuck ho jae ga aur sabhi pair ki market me dheyan hoga ke shayad loss na ho jae, is leye better he aik time aik pair ki trade karna.
                • #668 Collapse

                  aik time main aik ya do hi trade open karna chaye aor aik hi pair ya metal pe kaam karna chaye ye behter hota hai kiu k ziada trades ko control karna bohat mushkil ho jaata hai
                  • #669 Collapse

                    forex trading aik business hay or aik time main kitnee trdes open kerni chahyea itt depend on your experience orr your capital agar aapka capital high hay to aap zaida trade open ker sktay hoo..
                    • #670 Collapse

                      Dear waisa to ap eik waqt mai gitni chahy marze trade open kar sakta hain lakin behtar ye hai ka eik waqt main zyada trade ko open na karn ap confuse ho sakte hain.
                      • #671 Collapse

                        asalam o alaikum dear friend dekho bhai mein to is pakistan forex forum pr naya member hu and mein ne abhi threading start nahi ki hai is liye muje threading k bare mein kuch nahi pata.
                        • #672 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                          mai pochna chahta hun kay aik time pay kitni trades open karni chaiye kiu kay aksar aisa huta hai kay aik pair profit nahi de raha huta laikin dosra pair profitable nazar ata hai tu kia humai wo bhi open kar laina chaiye ya aik hi trade par concentrate karna chaiye?
                          mere kheyal me to aik wkt me aik he trade ko open krna chaiay, jaisa k may be ap ne pehle suna ho k forex pe kam krte huwe ziyada jazbati nhi hona chahiay.
                          • #673 Collapse

                            agar aap forex trading kar rkay hain toh aap at a time aik he trade open karen.. aur zyada na open karen doosra money amanagmet ka rules ko follow akren
                            • #674 Collapse

                              dear forex trading ak best online business hay ap is main apne account balance k mutabiq jitni marzi trades open ker sekte hain but mare khyal main humain ak waqat main only ak hi trade open kerni chahie kuin k ziada trades open ker k hum market ko semjh ni patay ya phir market ka analysis kerne main mushkil pash ati hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                jitni trades ki app ko samajh aa rahihoo wo trade app open kar saktay hain mager behter yehi hay k aik ya do aisi trad kareen jis se app ko faida hoo nuqsaan na hoo
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X