aik time pay kitni trades open karni chaiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    zaroori nahin hotra hain hum any aik hi trade open ki aur wo profit main chali jayin kabhi kabhi hum ko hedge kay liyea bhi trades open kerni perti hain kuch pending trades bhi hoti hain so hamain jo bhi suit keray hamain utni trades lagani chhaiyea
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      bai ap ka sawal bohat acha he or is se kafi logon ko help mily gi to bai ap ko ek time me sirf ek hi trade open kerni chaye or jab tak ye trade complete nahi ho jati tab tak ap ko dosri trade nahi lgani chahye
      • #693 Collapse

        yeh koee restrictions nahain hai k ap aik tiem main kitni trades open ker saktay hain yehap per dend kerta hai jitni merzi trades open ker layain.
        • #694 Collapse

          In my point of view, ek time men 1 ya 2 trades he open karni cahye kun k agr hum ziada trades open karen gay to humen loss ho skata hai kun k ziada trades ko control karna mushkil ho jata hai so humen bohat kam tadad men trades open karni chaye
          • #695 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
            mai pochna chahta hun kay aik time pay kitni trades open karni chaiye kiu kay aksar aisa huta hai kay aik pair profit nahi de raha huta laikin dosra pair profitable nazar ata hai tu kia humai wo bhi open kar laina chaiye ya aik hi trade par concentrate karna chaiye?
            forex ma hum sub sa pala to is ma hum point ko bana ta ha or is ma trade kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma hum ko ager is ma loss ho ta ha to hum is am phir sa point ko bana ta ha or is ma trade kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma hum hud sa be pasa ko laga kar is ma trade kar ta ha or is ma eran kar ta ha
            • #696 Collapse

              trades tu ap kay capital investmnt phy depend karta hai..keh apki investmnt kitni hai..agr investmnt low ho tu money managmnt kay lehaz say 2/3 trades at a time pick krna hota hai..ta keh ap ka marjin be bacha rhain...
              • #697 Collapse

                Jnaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaab ziadaaaaaaaaaa seeeee ziada 5 ya 6 trades karni chahye
                • #698 Collapse

                  jo new traders hn unhein ek wqt mein sirf ek hi trade open krna chahiye kyu k hm jitny zyada trade open krty hn jaty hn utna hi zyada margin-level km hota jata ha. or margin level km hony se stop-out ho skta ha.
                  • #699 Collapse

                    bhai itni ziada trades ko open krny ki hmen zrurat nhi hmen starting me jb koi know how nhi hot hmensirf ak hi trade open krni chye at a time agr hm ziada trades open kren gy tou hmen iska faida nhi ho ga
                    • #700 Collapse

                      mera b yehi kam hai k me yaha pay apni trades zyada nahi to bus kum he kam karo aur yaha pay is tarha say kuch na kuch kam kar pae yaha pay traders he sub kuch karnay k kabil hoty hain.
                      • #701 Collapse

                        ye to apni himt ki bat ha or i think 2 trades are enough........ bcz greed is curse agr jtna hum time or work manage kr sken woe best ha
                        • #702 Collapse

                          Dekhain aap aik time par jitni chahain trades open kar saktay hain lekan yeh buhat risky hota hy. Is main agar aap expert nahi hain to aap ka buhat ziada loss ho sakta hy. Jo log new hain unhain chaheye keh woh balance ko dekhtey hoi lots lagayen aur ziada trades open na karain. Jo log expert ya professional hotey hain, woh market ko dekhtey hoi trades lagatey hain aur kamyab rehtay hain.
                             
                          • #703 Collapse

                            bhai agar aap aek pair pe hi trading kar raha hoon toh aap lo us pa ae hi big size ka order open karna chahaye aur us say aap ko profit ziada ho gie aur agar aap thori thori profit lay kay ziada earn karna chahtay hain toh aap chotay size kay 2 5 order laga saktay hain .aur agar aek say ziada pair pr trade karna chahtay hain toh sub pe small size kay order laga kar earn karein.
                            • #704 Collapse

                              Ansar bhaei eisa he k ye to depend karta he ap par aur apke account balance pe ke wo keise ap trading ki planning kar rahe hote hin ap ko soch samjh kar business min ana chahye aur phir ap apne account balance ko bhi samne rakhin to ap kafi bari eanring bhi kar sakte hin.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                yar aik time main aik hi trade oopen karna chahye, agar zayada open karain gay to aap ko time manage karna mushkil ho jaye ga, agar aik hi trade karain gay to aap ki puri concentration is par ho gi aur aap behtar kam kar sakain gay, agar zayada open karain gay to aap confuse ho saktay hain,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X