kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    ji han bilkul loss hamain hamari gahlti ki wajah se hi hota he ke kyun ke business to itna bara he is men kaharbi koi gunjaish hi baqi nahin rah jati he hamain jo samjhna chayye woh bat yeh he ke loss aik business ke liye key to success ki si shmyta rkhta he kyun ke loss jab hamain girata eh to phir hamain upar uthna ata he aur phir maza ata he ahmain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      ji haan forex trade main loss bhi bahot kuch sekhata hy misal ke tor par ye ke hum forex trade main jo galti karte hy wo dobara nhi karni or market ko wach kar ke hi trade kare .or ye dekh ke loss kam se kam ho.
      • #198 Collapse

        asslam o alikum dear forex ma loss or proit dono he bohat zayada aham ha is kam ma loss say be ham ko bohat sara faida hasal hota ha ham ko jin ghaltyion ke waja say loss hota ha ham ko cahhey ka wo mistake ham again na kary
        • #199 Collapse

          haan bilkul insaan ka agr kahin bhi loss ho toh usy us main bht kuch seekhny ko milta hai usi tra forex main loss honay pr ap ko sbq milta hai aur ap ainda k lye voi ghalti nae krty aur apnii ghalti dour krty hain aur is tra ap success haasil krty hain!!
          • #200 Collapse

            han ji bhai loss sy bohat kuch seekhny ko milta hy ap ko ap ki galti ka pata lag jata hy and ap ko trading main b experince milta hy and ap ko ye b pata lag jata hy k greed karo gy to loss hi ho ga.
            • #201 Collapse

              g bilkul jb hum loss krty hain tb he hum seekhty hain k hum ny kya ghlti ki hai to us ka hal sochty hain or next trading k liya better planing k sath or good strategy k sath kaam krty hain to hum successful ho jaty hain
               
              • #202 Collapse

                Ji loss se bhi aap bht seekh sakty hain. Kyunke jo strategy use kr k apko trade me loss hua. Aap next trade me koi aur strategy use kr sakty hain ya usay modify kr sakty hain. So it gives u alot of experience in loss too.
                • #203 Collapse

                  ji haan is main koi shak nahi hai k jo jo ajkal bare trader hain wo sab apni mistake se sekh k hi bare trader bane hain aur jo jo apni galti se sekh k trader karta hia wo successful hota hia.
                  • #204 Collapse

                    yes why not there are so many peoples who are facing loss in the forex trading and there are so many traders who learn from the forex business even by doing mistakes in the forex trading, so loss is also our teacher which teaches us good lesson.
                    • #205 Collapse

                      humain apny loss se buht kuch seekhne ko milta hy..... humain chahye k hum apni mistakes se sabaq hasil karain...n un ko sudharne k liye humain apni kn0wledge n experience ko or strong karna chahye takay woi mistakes hum again na ker sakay n success tak pohch sakay acha earn ker k....
                      • #206 Collapse

                        g haan hamin loss sy yeh seekhny ko milta hai k hum jub mistake krty hain koi bhi to hmain bad mai jub hum trading krny lagty haiin to wo mistake hmary mind mai hoti hai to hum us sy seekhny gy
                        • #207 Collapse

                          g han forex pr agr him o loss ho to b hmary ley acha hai q k jis waja sy hum ko los hoa ho ga wo hum ko yad rhy ga or hum next time trade lgaty hoy apni us ghalti ko zehn main rakhain g or pehly se behtr trade lga kr profit kma saky gy.
                          • #208 Collapse

                            g eik forex trader ko sab kuch meray khayal k mutabiq forex trading main loss se he seekhnay ko milta hai tamam traders ko chahiye hai k wo forex trading main zyada se zyada mehnat karain tak wo forex trading k business se ache earning kar saktay hai.
                            • #209 Collapse

                              han g bilkul jab hame loss hota hy tab hum us ke liye different techniques use krty howe us mistake ko find out krty hen jis ki waja se hame loss hota hy, phir hum us ka analysis krty hen jis se hame bhut kch hamry knowledge me ata hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                jii haan hum sab ko toh nahi jo lag sencible hoty hain woh apnii mistakes saay kuch na kuch lesson zarror seekhty hain kyuun kaay unahin apnaay kaam saay lagao hota haay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X