Stochastic oscillator & its benefits:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stochastic oscillator & its benefits:
    Dear Forex forum members,,
    Forex trading se related Kuchh Aisi information hoti hain Jin ko acchi Tarah Se study karna Hamare liye bahut faydemand Hota Hai,
    aur ISI vajah se aaj Ham Ek Aise indicator ko discuss karne ja rahe hain Jo ke Hamen signals ke bare mein indication provide karta rahata hai.

    INTRODUCTION OF STOCHASTIC INDICATOR:

    yeh aesa oscillator hai jo keh momentum indicator kay tor par kaam karta hai aur es main kisi bhi cheez kay baaray main ak khas time frame kay andar andar eski apni price ka ham eski market main closing price se comparison kartay hain.

    Click image for larger version

Name:	images (11).png
Views:	1
Size:	32.6 کلوبائٹ
ID:	12469844

    eski setting main ham log es kay liye eski sensitivity ko kam ya ziyadah kar saktay hain aur ess main eski watch time ya moving average ko kam ya ziyadah kar daitay hain.

    Click image for larger version

Name:	images (10).png
Views:	20
Size:	37.2 کلوبائٹ
ID:	12469845

    Aisa karne se ham log is indicator ki sensitivity ko bahut change kar sakte hain aur yah changing Ham Iske watch time yah moving average ko change karke aasani kar sakte hain.

    BENEFITS OF STOCHASTIC INDICATOR:

    1-useful for any asset indication:

    Is indicator ki madad se ham log Kisi bhi set ke bare mein ek acche signal haasil kar sakte hain aur UN signal score follow karke Ham Ek acchi trading kar sakte hain.

    1-best for bearish/bullish trend reversal indication:

    Is indicator ko Ham istemal Karke Forex trading ki market mein Ek acche signals Hasil kar sakte hain aur isase ham Kisi bhi market ke trend ki direction ke change hone ka signal aasani se le sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (8).png
Views:	11
Size:	18.1 کلوبائٹ
ID:	12469846

    3-best for using with other trading indicators:

    Is indicator ko Ham Kisi bhi Forex trading ke indicator ke sath istemal kar sakte hain aur in donon ko combine istemal Karke Ek Achcha result Hasil kar sakte hain,

    isase Hamen Forex trading ki market se related bahut acche signals mil Jaenge Jo ke Hamen Forex trading Mein Ek acchi e options provide Karenge gay ke ham log apni trading ko Kitna Jyada beneficial banaa sakte hain aur usse Kitna Jyada addvantage Aasan kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stochastic oscillator &amp; its benefits:

    اصل پيغام ارسال کردہ از: waqarahmed72 پيغام ديکھيے
    Dear Forex forum members,,
    Forex trading se related Kuchh Aisi information hoti hain Jin ko acchi Tarah Se study karna Hamare liye bahut faydemand Hota Hai,
    aur ISI vajah se aaj Ham Ek Aise indicator ko discuss karne ja rahe hain Jo ke Hamen signals ke bare mein indication provide karta rahata hai.

    INTRODUCTION OF STOCHASTIC INDICATOR:

    yeh aesa oscillator hai jo keh momentum indicator kay tor par kaam karta hai aur es main kisi bhi cheez kay baaray main ak khas time frame kay andar andar eski apni price ka ham eski market main closing price se comparison kartay hain.

    [ATTACH=CONFIG]22155[/ATTACH]

    eski setting main ham log es kay liye eski sensitivity ko kam ya ziyadah kar saktay hain aur ess main eski watch time ya moving average ko kam ya ziyadah kar daitay hain.

    [ATTACH=CONFIG]22156[/ATTACH]

    Aisa karne se ham log is indicator ki sensitivity ko bahut change kar sakte hain aur yah changing Ham Iske watch time yah moving average ko change karke aasani kar sakte hain.

    BENEFITS OF STOCHASTIC INDICATOR:

    1-useful for any asset indication:

    Is indicator ki madad se ham log Kisi bhi set ke bare mein ek acche signal haasil kar sakte hain aur UN signal score follow karke Ham Ek acchi trading kar sakte hain.

    1-best for bearish/bullish trend reversal indication:

    Is indicator ko Ham istemal Karke Forex trading ki market mein Ek acche signals Hasil kar sakte hain aur isase ham Kisi bhi market ke trend ki direction ke change hone ka signal aasani se le sakte hain.

    [ATTACH=CONFIG]22157[/ATTACH]

    3-best for using with other trading indicators:

    Is indicator ko Ham Kisi bhi Forex trading ke indicator ke sath istemal kar sakte hain aur in donon ko combine istemal Karke Ek Achcha result Hasil kar sakte hain,

    isase Hamen Forex trading ki market se related bahut acche signals mil Jaenge Jo ke Hamen Forex trading Mein Ek acchi e options provide Karenge gay ke ham log apni trading ko Kitna Jyada beneficial banaa sakte hain aur usse Kitna Jyada addvantage Aasan kar sakte hain.
    G dear baki indicator pay ap kam kartye hain tu ap ka kam kafi asan ho jata hai aur ap es mai acha kam kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap oscilator indicator mai ap kam kartye gaib tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap ka kam kafi asan ho jata hai tu ap es mai hamesha trade kay utar charao pay asani kay sath nazar rakh laitye hain tu ap es mai acha kam karna chatye hain tu ap es mai hamesha achye indicators pay kam kartye hain tu ap es mai kafi kamyab hai aur ap ka kam kafi easy ho jata hai jis kay bad ap es mai asani kay sath acha kam kar kay hamesha he kamyab ho jata hai tu ap es mai ager acha kam kartye hain tu ap ka kam always acha ho jata hai aur ap es mai kamyab bhi usi hisab say ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap nay acha kam karna hai tu ap es mai poorye focus kay sath acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap bad mai es mai kamyab ho jatye hain tu mahnet kay sath acha kam karna kafi zaroori hai es mai bina mahnet kay kuch nhi milta hai aur na he ap ka kam es mai asan ho pata hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap es mai jan laga dain ap ka kam hai kay ap es mai har aik indicators pay kam karain ap es mai jitbye indicator pay kam kartye hain ap ka kam atna he asan ho jata hai jis kay bad ap es mai acha kam kartye howye kamyab ho jatye hin tu mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye rhain kosesh karain kay ap achye anylsis pay kam karain ta kay bad mai ap kay kam mai asani ban jati hai tu acha kam kiya jata hai tu es mai asnaiya ban he jati hi aur ap ka kam kafi acha ho jata hai jis kay bad ap ez mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu kam acha karain bus sub acha ho ga
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Stochastic oscillator &amp; its benefits:

      ye aik aisa oscillator hai jo k momentum indicator k behalf par use hota hai aur is mein hum kisi bhi cheez k bary mein aik khaas time frame mein rehty hue iski apni price k sath is ki market ki price jo k closing price hoti hai us k sath compare ker sakty hain lekin is k liye humen time limit mein rehna ho ga hum is ki settings mein pohanch ker is ki sensitivity ko bhi adjust ker sakty hain aur aisy kerny se ye ho ga k humen allow ho jaye ga k hum is k watch time ko zeada ya kam ker sakty hain is mein hum buy us waqt ker sakty hain jab keh %K %D ko cross ker k us se above jata hai aur is mein sell us waqt ker sakty hain jab %K %D se below jata hai is indicator k bohat sary faidy hain is ko use ker k hum kisi bhi set ya phir pair k bary mein hum aik achy signals ko find ker sakty hain
      aur un signals ko follow ker k hum aik achi trade bhi laga sakty hain is indicator ko use ker k hum forex trading mein achy signals ko hasil ker sakty hain aur is ka aik aur bohat bara faida ye hai k is k through humen pata chal jata hai k market k trend k change hony ki direction kea hoti hai aur ye indicator bearish ya phir bullish trend k reversal mein bhi bohat zeada faida dety hai is ko hum kisi bhi forex k indicator k sath use ker sakty hain aur combine ker k aik acha result mil sakta hai ye humen forex trading k dermyan achy options bhi provide kerta hai aur hum apni trading ko zeada beneficial bhi bena sakty hain aur us se zeada advantage bhi hasil ker sakty hain humen is ko kabhi bhi deny nahi kerna chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Stochastic oscillator &amp; its benefits:

        Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201013-155914_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	52.5 کلوبائٹ
ID:	12334258

        Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201013-155900_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	61.2 کلوبائٹ
ID:	12334259


        Je dear forex trading ma bhot sary indicator hain jin ko use kar k ham trading ma help ley samkty hain. Agr indicators ko achy sy use kiya jae to na serf hamy market ma achi entery melti hai but es k sath sath hamy market ma stop loss or take profit ko set karny ma b help ho jati hai. Es topic ma ham stochastic indicator or esk uses ko discuss karyn gy.

        Stochastic indicator. Stochastic indicator market ki trend or momentum ki information deti hai. Ye indicator price movement ko show karta hai or help karta hai k market fast move karti hai ya slow.

        Over sold and over bought. Stochastic indicator ki help karta hai k wo kis time par trade par kon si trade open kar sakty hain ta k unko acha profit hasil ho jae. Jb stoch ki value 80 sy above ho to esko over bought consider kiya jata hai or es time par tradet ko sell ki trade open karni chahe. Jb stoch ki value 20 sy nechy ho to es ka matlab hai market over sold state ma hai or trader ko es time par buy ki trade ko open karna chahe.

        Drawback of stochastic indicator. Forex trading ma stoch indicator market ki over bought or over sold state ko show karta hai but ye indicator ye ni batata k market ketny time tak normal state ma aye gi. So trader ko es situation ko counter karny k lae small lot ko use karna chahe. Es ka matlab ye hota hai k market agr normal state ma any ma tori dair b laga dey to trader ko kio problem ni hoti kiu k small lot ki waja sy small profit hota hai jo easily recover kiya ja sakta hai. Forex trading ma big lot ko use karna bhot khatarnak hota hai or trader ko kahe bar etna loss hota hai k uska account he wash ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Stochastic oscillator &amp; its benefits:

          Chart per sab say ziada use hony wala oscillator stochastic oscillator hay jis say bahut traders trend ki top, low aur neuteral position ko judge karty hain aur iskay ilawah trend ki direction aur reversal ka bhi is say signal laity hain.

          Stochastic osscillator 0 to 100 ki range kay darmian movement karta hay aur ye hamain is range kay darmian he up trend aur down trend jab keh trend ki reversal aur mixed conditions ka bhi batata hay.

          Jab ye range above 80 ho to ye overbought ko show karta hay yahan per trader ko chahiye keh is say uper new buy ka order place na kary jab keh already buy main run hony wali trade ko hold kiye rakhy jab tak keh oscillator down ana shuru na ho aur iskay bad sell ka order place kary.

          Jab oscillator ki range below 20 a jaye to iska matlab hay keh ab ye asset bahut ziada sold ho chuka hay. Yahan per new sell ki trade nai karni chahiye kab keh already selling wali trade ko tab tak hold kiye rakahin jab tak oscillator turn back na lay. Jis waqat oscillator uper jana shuru ho jaye to hamain trade main say exit ho kar new trade yani buy main order place kar laina chahiye ta keh ham is reversal main bhi benefits lay sakain.

          Stochastic oscillator ko ham akely bhi use kar sakty hain jab keh iskay sath kisi momentum indicator ka istemal karty huye ham behter trading kar sakty hain. Yani stochastic oscillator jab reversal ka signal day to hamain chahiye keh momentum ko bhi find karain ta keh in reversals per jab ham order place karain to hamaim is main acha benefits ho saky.
          • #6 Collapse

            Re: Stochastic oscillator &amp; its benefits:

            Asalam o Alikum, Hame chahiye Kaise Lamba Kitna trading Kare Toh Hum commodity channel index ke upar trading Kiya Kare Kyunki yeh ek bahut accha indicator hai.aur stockist indicator ki Hame setting karni padti hai different time frame ke upar trading strategies certificate.stock is trolling indicator configure the best result Deta Hai Jab Hum support all registrants ko follow karke usne overbought oversold condition ke upar trading Karte Hain To.Hame chahiye ki chubhan market trading current Army opportunities available karne ke liye market Mein Hamesha limit Lagana chahiye Punjabi channel indicator.Agar Hum divergence ke upar trading Karte Hain Tum Hame forex market Mein kaafi accha income Khan Silk Hota Hai.stochastic indicator previous in different Kisan ki moving averages ko formulae Meerut to get rid banta hai.lekin Uske Alawa note 4x market Mein trending karte hain aur aap market Mein Apne motions control Karke Hamesha commodity channel index ki divergence Faizabad trading Karenge.commodity channel index ki divergence kayo Kajal of market Mein trending Karte Hain Tumko kaafi accha profit Hasil ho sakta hai.Hame chahiye kya Hum both indicators ko ek Sath apply Kare Jab Dono indicator Ek Jaisi situation Shor Kare tab Hame market trading leni chahiye.Uske Alawa Humne Kisi bhi Surat stock is falling indicator or commodity channel index indicator ke upar trading nahi leni chahiye Hame Sath Sath support resistance or trend channel gobi follow karna chahiye. Thanks
            • #7 Collapse

              Re: Stochastic oscillator &amp; its benefits:

              Stochastic Oscillator Indicator
              stochastic oscillator indicator best indicator hai jisko use Karke aap trading market mein acchi output de sakte ho ismein aap short term trading strategy use kar sakte ho jaisa kya kar sakte ho.
              Is trading market indicator ko use karne ke liye aapko to complete range use ki jaati hai.
              Agar tu ja indicator iske reading below 20 reading ho to hamen market mein selling opportunity nahin leni chahie use waqt market mein buying opportunity ban rahi hoti hai.
              Trading members agar aapane is indicator ke bare mein complete information leni hai to demo account bnao usmein aap yah indicator select karo aur uske trading start kar do are today's main aapko is indicator ke bare mein complete experience bhi mil jaega aur aap ko andar Ka bhi ho jaega is market mein indicator ki reliability kya hai kaun se stancy kya hai scalping office ke true kar sakte ho ya nahin kar sakte.

              trading members indicator ke through of Forex trading market mein confidence ke sath trading kar sakte ho aur scalping kar sakte ho bhaijan kar sakte ho aap ismein apne loss ko recover kar sakte ho agar aapane instant profit Hustle karna hai to aapke liye best indicator hai isme koi problematic Nahin hai visualisation ke through aap candlestick chart pattern per indicator reply kar lo to next separate window mein iski readings a rahi Hoti hai graphical lines Hoti hai jisko line chart bhi bola jata hai iske through hi ham understanding kar sakte hain market mein above 80 overbought condition hoti hai.
              below 20 oversold condition hoti hai aapko is se andaza lagana chahie ki humne trading market mein kaise trading karni hai aur karna hai dear Forex trading members aapko market mein important steps ko manage karte hue kam karna hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Stochastic oscillator &amp; its benefits:

                dear friend, stochastic oscillator aik leading momentum indicator ha, jisay George lane na develop kia, is ma 2 lines hotj hain aik %K aur dusri %D, ye dono lines 0 aur 100 k darmian fluctuate karti hain, in ma sa %K line specified period k high aur low ki close price ki changing ko represent karti ha aur %D line kisi dusray specified period %k ki fast average ha, stochastic oscillator ko calculate karnay k liay hmain %K line aur %D line ko calculate karna parta ha, %k ko calculate karnay k liay is period ki latest closing price ko lowest closing price sa subtract karna hota ha aur inko highest close price aur lower close price k difference sa divide kartay hain,

                %k=latest CP - lowest CP / highest CP - lowestCP

                isi tarah %D ko calculate karnay k liay perticular period ma %k ki values ki average laitay hain, in total averages ka sum la %D line k period sa divide kartay hain,

                stochastic oscillator ko use karnay k bht saray tarikay hain, hmain us waqt extreme reading hasil hoti hain jb taizi sa move honay wali %K lines 100 aur 0 k kareeb hoti hain, jb ye line 100 k kareeb ho gi to pair overbought state ma ho ga aur jb ye 0 k kareeb hoti ha to oversold condition ho gi, reliable entry aur exit k liay us waqt achay signals generate hotay hain jb %k line slow moving %d line ko overbought ya oversold areas ma crossover karti ha, jb oscillator 20 sa below move karta ha to exit signal generate hotay hain aur jb 80 sa above move karta ha to entry signal hasil hotay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Stochastic oscillator &amp; its benefits:

                  Stochastic oscillator aik bahut hi important indicator sakta hai Kata indicator trading reply karte hain to usmein aapke liye bahut jyada advantages mil sakte hain. Stochastic oscillator Ek bahut hi perfect analysis karne ke liye important to hai jo aapke liye coffee table ho sakta hai dear jab aap oscillator ko properly apni trading per reply karte hain to aap apne technical analysis ko perfect kar sakte hain jismein of maximum advantages Hasil kar sakte hain.

                  Stochastic oscillator agar aap proper learning hasil karte hain aur is se related important information Hasil karte hain aur uske bad Kis Ko Apne trading per reply karte hain to aapke liye hi bahut jyada ho sakta hai isliye aapko Bahut oscillator Se related important information has journey chahie aur unko apni trading per reply karna chahie Jab aap different important indicators istemal kr sakte hain to aap market mein support level aur resistance level se related information Hasil kar sakte hain.

                  Stochastic oscillator aapke liye bahut jyada help ho sakta hai dear agar aap different important oscillator se properly facilitate Hamen Chahte Hain To aapko Forex trading Mein different oscillator ki proper learning Hasil karne ke liye different videos aur different books to carefully study karna chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain aur aap apni trading ko profitable Nahin banaa Sakte isliye aapko different important oscillator se related apni learning ko strong karna chahie.
                  • #10 Collapse

                    Re: Stochastic oscillator &amp; its benefits:

                    Assalamu alaikum my dear all forex Stochastic oscillator Ek bahut hi perfect analysis karne ke liye important to hai jo aapke liye coffee table ho sakta hai dear jab aap oscillator ko properly apni trading per reply karte hain to aap apne technical analysis ko perfect kar sakte hain jismein of maximum advantages Hasil kar sakte hain.
                    Stochastic oscillator agar aap proper learning hasil karte hain aur is se related important information Hasil karte hain aur uske bad Kis Ko Apne trading per reply karte hain to aapke liye hi bahut jyada ho sakta hai isliye aapko Bahut oscillator Se related important information has journey chahie aur unko apni trading per reply karna chahie Jab aap different important indicators istemal kr sakte hain to aap market mein support level aur resistance level se related information Hasil kar sakte hain
                    Stochastic oscillator aapke liye bahut zyada help ho sakta hai dear agar aap different important oscillator se properly facilitate Hamen Chahte Hain To aapko Forex trading Mein different oscillator ki proper learning Hasil karne ke liye different videos aur different books to carefully study karna chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain aur aap apni trading ko profitable Nahin banaa Sakte isliye aapko different important oscillator se related apni learning ko strong karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Stochastic oscillator &amp; its benefits:

                      Exchanging mama bhot sary marker hain jin ko use kar k ham exchanging mama help ley samkty hain. Agr pointers ko pain-filled sy use kiya jae to na serf hamy market mama achi entery melti hai yet es k sath hamy market mama stop misfortune or take benefit ko set karny mama b help ho jati hai. hamein chaeye k murmur item channel record ke upar exchanging Kiya Kare in light of the fact that yeh ek bohat aucha marker hai.aur stockist pointer ki Hame setting karni padti hai diverse time span ke upar exchanging methodologies certificate.stock is savaging pointer design the best outcome Deta Hai Jab Hum uphold all registrants ko follow karke usne overbought oversold condition ke upar exchanging Karte Hain To.Hame chahiye ki chubhan market exchanging current Army openings accessible karne ke liye market Mein Hamesha limit Lagana haeye Punjabi channel indicator.Agar Hum difference ke upar exchanging Karte Hain Tum Hame forex market Mein kaafi accha salary Khan Silk Hota Hai.stochastic pointer past in various Kisan ki moving midpoints ko formulae Meerut to get freed banta hai.lekin other than that note market Mein moving karte hain aur aap market mein apne movements control Karke Hamesha product channel list ki dissimilarity exchanging krein gy ware channel file ki disparity kayo Kajal of market Mein moving Karte Hain Tumko kaafi accha benefit Hasil ho sakta hai.Hame ckyheye a murmur the two markers ko ek Sath apply Kare Jab Dono pointer ik jesi circumstance Shor Kare tab Hame market exchanging leni chahiye.Uske Alawa Humne Kisi bhi Surat stock is falling pointer or ware channel list marker ke upar exchanging nahi krni chaeye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Stochastic oscillator &amp; its benefits:

                        Stochastic Oscillator Indicator :

                        Stochastic oscillator indicator ek Indicator hai jo ky aapko market mein momentum ky bary mein information deta hai aur is mein market ki actual price value ko ek average price value se compare kia jata hai. Is trha yeh indicator two price values ky darmian mein difference ki information de kar apko market mein trends ki information de skta hai. Market mein over sold aur over bought conditions ko janny ky lye aap is indicator ka use kar skty hain. Is trha market mein trend reversals ki information deny ky liye yeh best indicator ho skta hai.​

                        Working of Indicator :

                        Indicator 2 price values aur moving averages ko compare kar ky kam.​Karta hai.​Yeh rk range bound indicator hai jo ky market mein overbought aur oversold conditions ko numbers ki surat mein zahir karta hai. Is mein aa 0 to 100 ki range mein market ki condition dekh skty hain jis mrin 80 se above grades aapko Overbought condition show karty hain isi trha 20 ya is se low ki range oversold condition zahir karti hai.

                        Is mein market ki actual price value aur momentum ky change ko market mein recent 3 days ki moving average se compare kar ky market ky momentum ki information li jati hai. Is mein jab market kisi ek trend ko follow kar ky fast movement show kar rhi hoti hai to market ki movement ky doran bhi aapko overbought ya oversold condition show hoti hai. Us ko aap next trend ki information ky liye hi use kar skty hain.lekin us waqt entry aapko nuqsan de skti hai. Kyn ky us waqt market trend ko follow karty huey aapko market ki condition show kar rhi hoti hai.

                        Stochastic oscillator mein aap ko 2 lines market ki average moving aur real moving average show karti hai. Os trha in ka intersection aapko market mein good trading entry aur market ky reversal point ko show kar skta hai. Aur is trha ap is indicator ko use karty huey achy entry points find kar skty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Stochastic oscillator &amp; its benefits:

                          maximum types ke indicators members ko maximum tarah Se trading mein bahut acchi tarah Se help le rahe hote hain aur yah bhi ek bahut achcha indicator hai aur koi bhi member is ko apne trading mein agar acchi tarah Se istemal karega to main bus ko iski vajah se bahut achcha profit hasil Ho jaane ke chances Ho jaenge is indicator ki ek khaas baat yah hai ki koi bhi member is ko acchi tarah Se istemal Kar pata hai aur members ko is ko istemal karne mein koi problem nahin aati hai aur members ko apne trading mein bahut acchi tarah Se indicators Ka istemal karna hota hai aur har tarah ke indicators ke bare mein members ko apna experience acchi tarah Se improve karna chahie members ka experience job improve nahin hota to is tarah Se members ko trading mein maximum nuksan ho raha hota hai members ko bahut acchi tarah Se maloom hona chahie ki trading mein main bus ko acchi tarah Se practice karna hai aur members ko acchi tarah Se practice karne ke sath yah baat bhi maloom hona chahie keh technical trading kis tarah Se ki jaati hai aur agar members ke pass technical trading se related koi bhi acche information nahin hogi to is tarah Se members ko yah bhi maloom nahin hoga ki technical trading mein members ko kis tarah Se successful hona hai kisi bhi member ke pass agar achcha experience hoga aur trading ko acchi tarah Se continue kar payega members ko experience hasil kar lene ke liye bahut acchi tarah Se online hokar apne kam ko acchi tarah Se continue karna hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Stochastic oscillator &amp; its benefits:

                            Forex trading ki market Mein different types ke indicator hote hain ya indicators technical indicators kahlate Hain market Ne ine indicators Kejariya se traders bahut hi acche benefits Hasil kar sakte hain ya indicators market Mein traders ki help ke liye maujud hote hain unko market Mein free mein use Karke market Kochi Tarah Se understand kar sakte hain aur usmein apne work equality ko best Karke market Se Achcha bonus Hasil kar sakte hain high trader ke liye ine indicators course Jyada Se Jyada learn karna bahut jyada Jaruri Hota Hai

                            Forex trading ki market Mein stochastic oscillator Ek bahut hi Achcha oscillator hota hai yah Kaisa oscillator hota hai jo ki market mein bahut helpful sabit hota hai market Mein menu traders iska istemal karte hain aur Iske jariye se market ko acchi Tarah Se learn kar paate Hain stochastic indicator Ek bahut hi simple Sa oscillator hota hai is ki reading zero se start hoti hai aur hundred per jakar khatm Ho Jaati Hai in reeding Ke jariye Sahi traders market ki price ki movement ko acchi Tarah se samajh sakte hain ke market ki price se kab buy ki taraf move Karegi aur kab sell ki taraf move karegi ine ka andaza market Mein stochastic oscillator indicator ki reading Se Hi Lagaya Ja sakta hai stochastic oscillator buy or sell ki position ko samajhne ke liye bahut helpful sabit Hota Hai Jab Ham is oscillator ka istemal karte hain to use Waqt Hamen Ek timeframe ke hisab se move kar raha Hota Hai Jab Ham market Mein Apna work start karte hain to use Waqt Hamen market Mein Ek timeframe ke hisab se Chalna hoga is oscillator ko Ham market ki closing price comparison kar sakte hain is Ke jariya se log market ki price ko acchi Tarah Se understand kar lete hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stochastic oscillator &amp; its benefits:

                              AOA dear friends, stochastic indicator ki madad say ap apni strategy build kar saktay ho stochastic oscillator

                              stochastic oscillator aik momentum indicator ha aur yea mt4 ka default indicator ha stochasticoscillator ka use

                              stochastic oscillator ka use market ki over sold or over bought condition ko identify karne kay liey bhi maloom kia jata ha

                              stochastic oscillator ka use chart par divergence maloom karne kay liey bhi use kia jata ha between the price our indicator kay aur yeh divergence wala indicator hain aur is ki divergence ki base par hi ap achi trade entry kar saktay ho, us k lye ap ko ziada kuch nahi chahiyay, sirf ap M15 ka time frame use karo gay aur jaisay hi dono indicators may divergence dekho to usi waqt ap entry laga do, yeh strategy may nay bohat dafa use ki hay aur almost 90% kamyab rehti hay Stochastic aik acha indicater hota hai , ager indicater ko sahi time per use kia jayen tu profit dyta hai ager shi time per use nhi kia jayen tu loss krta hai , hummay chahen jab hum trade kryen tu hum small lot use kryen or zyada sy zayda profit earn krne ka socheyn ya sab sy acha rahyen ga hummarye lye . small profit is better then big loss ya tu apna suna ho ga aur dear members aap MACD aur Stochastic indicators ko aik jaga per use kia jaey to behter results milte hain agar H4 ya daily chart ho to aur bhi behter trade open ki ja sakti hai. Aur market main positive decision easily ho sakta hai ta keh behter profit ho sakey kyn ky Indicaters hamre liye bht ziada fiady ka sabab hain, aur bhai appreciate it apne yeh information humse b share ki, aur bhai january is primary apne jo eliptical laga kr wazeh kiya hai usse b kaafi kuch samjh agya hai.. aur deal ok bary primary mazeed kaafi kuch pta chala hai ap assi cheze humse share krty rha kary sab ok liye fiadamand hain aur is forum main indicator ko sue kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main kam kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main kam karien gay ta hi hum achy say tradekar k hi hum perform karein gay tab hi hum achy say trade kar k hi hum loss km h o saky ga aur hamain is forum main bi trade karien gay aur Stochastic oscillator eik best indicator hai jo hamay markete ki over sold r over bought k bary main hamy batata hai is k use k loss k chance kam ho jaty hain r ham acha profit bhi bana sakty hain markete main successfull trade kerni hai to lazmi hai k pehly in ki basics ko samjh jay phir yahan success gain ker sakey gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X