Stochastic oscillator & its benefits:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Stochastic oscillator & its benefits:

    ya ak accha indicator hai or ya momentum ka behalf pr istemal hota hai ya bi ak indicator hai hum is mai kisi khass time mai or kisi bi pair ka bara ya kisi bi price ka sath market ki jo price ka sath comparison kar sakta hain laken price wo jo close hoti hai hum is ko apni marzi sy adjustment kar sakta hain is ki sensitivity ko apni marzi sy adjust kar sakta hain is ka lia huma is ki setting mai jana parta hai tub hum is ka tamam options ko set kar sakta hain apni marzi sy or is ka watch time ka option ko bi zyada or kum kar sakta hain

    is ko use karna ka tareka ya hai ka jo point dia hota hain os percentage ko cross karta hai tu hum market mai tub buy ki trade open karta hain or isi tahra jub ya di gai percentage ko necha cross karta hain tu hum log market mai sell ki trade ko open karta hain is indicator ko use karna ka bohot sara fyda hain hum logon na agr signals lana hain tu hum log is ko use kar ka accha signals la sakta hain or accha point sy trade ko oepn kar ka fyda hasil kar sakta hain is business mai accha signals ko hasil karna mushkal hai is lia huma is indicator ko lazmi use karna chaya or is ka bara mai knowledge hasil kar ka hum log khud sy signals ko generate kar sakta hain or acchi kamai kar sakta hain

    Is indicator ko lazmi use karain jo indicator huma fyda dain huma un ko use karna sekhna cahay kiun ka indicator huma indicate karta hain ka ahna wala time mai market kis taraf move kara gi or huma kis taraf trade lagani hai or agr market ka trend change hona wala hai tu kis taraf ho ga ya sub hum log ak acchi indicator ko use kar ka dahk sakta hain or acchi trade sy kama sakta hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Stochastic oscillator &amp; its benefits:

      oscillator ka bahut se acha use hota hae hum agar sahe tarah se ache tarah se in ka use karte hain to he to hum is main ho jate he hain kamyab bas is liye hamen bhe chiye ke hum is main mehnat karte howe he kam kiya karen hum jitna zayada sahe trah se is main kar jate hain kam to hum is main success hasil karte he hain bas hamen himmat nhe harne cahiye is ke liye hamen cahiye ke hum is main ache tarah se mehnat kje sath kam karna ho ga tab he to hum yahan se faida hasil kar sakte hain bas hamen apne kam ko better karne ke liye oscillator ka hamare pas acha knowledge hona cahiye to bas is liye he to 9s ke bahut se use hain lakin yeh bhe itna asan nhe hae is ke liye bhe bahut he zayada mehnat lagte hae hum is main jitne mehnat ke sath kam karte jate hain to hum is main kamyab ho he jate hain bas apne kam ko acha kar lena cahiye take hum is main success hasil kar len to is waja se hamen cahiye ke hum ache tarah se acha kam kiya karen hum is main jitna zayada apne kam ko time dete hain to hum is main utna he success hasil kafrte he hain hamen bas kabhe bhe himmat nhe har lene cahiye q ke hum agar is min himmat har jate hain to hum kabhe bhe kamyab nhe ho pate ha9in to bas is liye hamen chiye ke hum is main dil se ache tarah se kam ko time dena ho ga to he to hum successful ho saken ge
      • #18 Collapse

        Re: Stochastic oscillator &amp; its benefits:

        Aapane bahut ki acche indicator ke bare mein Hamare Sath Pakistan Forex forum per Apna experience there ki hai aur bahut hi jyada informative post ki hai dear Ham Forex trading Mein kam karte hain to ismein different indicators Hote Hain Jo ki aap Inka different istemal karte hain to aapko ismein Jyada fayda hota hai dear stochastik oscillator Ek bahut hi Jabardast indicator hai jo k apko market k momentum k bary main indicat karta hy aur aur ye apko trend reversal ka b bata deta hy aur is sy apko analysis krny main asani ho jati hy. Iska istemaal ap kisi best timeframe main karty hain to apko faida hota hy.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Stochastic oscillator &amp; its benefits:

          اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
          Aapane bahut ki acche indicator ke bare mein Hamare Sath Pakistan Forex forum per Apna experience there ki hai aur bahut hi jyada informative post ki hai dear Ham Forex trading Mein kam karte hain to ismein different indicators Hote Hain Jo ki aap Inka different istemal karte hain to aapko ismein Jyada fayda hota hai dear stochastik oscillator Ek bahut hi Jabardast indicator hai jo k apko market k momentum k bary main indicat karta hy aur aur ye apko trend reversal ka b bata deta hy aur is sy apko analysis krny main asani ho jati hy. Iska istemaal ap kisi best timeframe main karty hain to apko faida hota hy.
          Janab different tareeqa in indicators ko yeh he hota hai kay ap time frame es mai kon sa chose kar rahy hain or ap time frame kay sath pair kon sa chose kar rahy hain. har trader ki apni alag alag values hoti hai jis ki base pay woh same indicator mai trend find kar kay earning ko kar sakty hain or yeh ap pay depend karta hai kay ap un trades sy values ko kis kadar achi tarha find kar kay earing ko mazeed behtar bana sakty hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X