Robot meta trader may lagaya kaisay jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    thank you very much brother ap na kafi detail main bataya ha magar mere kuch sawal ab bhi hain aur woh yeh hain kah robot best konsa ha aur inki kitni accuracy hote ha kiyn kah mn na aik robot use kiya tha Expert mana default robot magar woh mujhe itna zada acha nhi laga waiting for ur reply.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      jub bhi aap ne koi epert advisor apny meta trader main lagna hai tu sub se pehly aap mt4 ko close kr dein then software se mql4 oe ex4 file ko copy kr lyn or in ko c programes files main jahan meta4 install hai iss ko open krein phir iss main mql4 ka folder bana hai iss k ander exper advisor ka folder hai ous k ander past kr dein then mt4 software ko open krein then expert advisors main ja kr dekhein udhr show ho jaye ga phir use kr lein
      :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
      • #33 Collapse

        Sir ap ny buhaat Achi Tarah Say robot ko meta trader main laganay ka Tarikaa bataayaa in My Views ye bhi indicator instal karnay walay Tarikay say mumaslaat rakhtaa hai... bas Sirf fark Folder kaa hai
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #34 Collapse

          wase tu main yahi kahon ga ke robot ka use nahi karna chiya is ka koi khas fida nahi hota aur na ap is se kuch learn kar sakte hain aur bht baar robot se ulta ap ko loss ho jata hai kyoun ke robot aik program hota hai jo ke set hota hai but ap ko pata hota hai ke market up ko jaye gi aur is waqat market down trend show kar rahi tu robot down trend main trade open kar deta hai jis se ap ko loss hota hai
          • #35 Collapse

            brother forex treading ma rebot ko hum easy way sa laga sakty ha no probelem bes kerna kiya ho ga hum ko c file ma jana ha waha mt4 ma jana ha or open ker ka waha rebot file ma jana ha or rebot file past kerny ha or mt4 ko rey open kerna ha rebot mt4 ma show ho ajiy ga
            • #36 Collapse

              many thanks broither aap ne itne achi facts di hy pork sab ko.. bohat achi tara ze fine detail mein aap ne robbot ze dealing ka process samjhaya hy.. many thanks aap ze ask hy ke aesi post kerte raha kren jin ze people ko faida hota rahe.. want an individual all the best regarding dealing.
              • #37 Collapse

                Abdullah bahi boht achi information daity hain ap robots ka mujy bilkul idea nahn tah aur aksar sati kehty hain manual trade behtar hay humain robot use karny chain ya nahn abi hum beginers hain
                • #38 Collapse

                  thank yar muj ko ais cheez ky baray mai bulkul pata nahe ta aur ap ny porey tafseel ky sath sb kuch samja deya thank u again
                  • #39 Collapse

                    ASSALAM O ALEIKUM hmmm robot meta trader,,, its a new thing for me,,,, mjhe ab tk isk abre mien kuch nahin pata lkn tension kis baat ki hai forex se to kisi bhi cheez ki knowledge gain krna bht asaan hai mein bt jald is robot meta trader ka bare mien bhi jan jaonga INSHALLAH
                    • #40 Collapse

                      ji is donu main ek relation hain mere khyal se wo hain instabroker kyun k ye donu forum ko instaforex hi avail kar raha hain .. baki man yahi kahunga sab se k is main sab ko imandari k sath kaam karna chayeh .. and khoob sara knowledge is se gain karna chayeh. Well usually i try my level best that maximum post our comments in a day, but i never cross the line and limited, and traders maximum 35 post in a day, its depend on the traders that how much they post in a day.
                      • #41 Collapse

                        sam sy pehly ap ky pass robot ke file hone yah ap usy download kryn or phr ap apna mt4 open kryn or us uper file ke option me jay waha apko open data folder ky name sy option nazar y ge us pay click kryn or ak folder open ho jayn ga us me mql4 likha hoga us ko open kryn us me ak or folder hoga jis me expert likha hoga ub ap ana robot us me past kr dayn or mt4 ko bnd kr day tmam files jo open ke wo b bnd kr dain or phr ap mt4 k open kery navigators me expert k folder me apke robot age ha usy ap click kr k drage kr ky jis chat me lgana hai us me lyn ayn is trha apka robot us currency m kam key ga jis k chat p apny usy drage kia tha
                        :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
                        • #42 Collapse

                          good brother is tara ki information bohat faida mand hoti ha carry on or ye bi bta de ke sab se acha robot konsa ha mera matlab ha ke auto robot me sab se acha robot konsa ha................................................ ..............................thanks in advance.
                          • #43 Collapse

                            thank you so much brotrhet ap ka yah thrread wakai helpfull tha lakin kya AP HAMAIN PUR GUIDELINES PROVIDE KAR SAKTY Hain k konsa robot use karna chahiye our un robots ki setting kasay karni hoti hy
                            • #44 Collapse

                              Really beneficial article sibling. Simply intellect key bhi kafi dair se yahi problem tha ke trading program ko work with kaise karna hai. lakin maine ye bhi suna hai ke trading program zayada faida nahi deta aur iss ke andar programming resolve hoti hai. zaroori nahi ke ye humein profit hello dey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Many thanks aap ne kafi acha samjhaya hia for each aap ne automatic robot deploy kar ke open up karnay ka tareqa bata deya for each jab business close karni ho ya automatic robot close karna ho in order to woh tareqa bhi bata dain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X