Kiya hamain auto robot use karna chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    Han gee auto robot ak useful cheez ha or is say bohat help hoti ha is ke madad say treading ko seekhana aasan hota ha or asini kay sath hum online earning kr saktay han...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      raboot trading ka bara ma ma na suna ha k achi nai hoti ha is lia ma na too kabi b raboot trading nai kia ha or no hi muja is ka bare ma koi information ha.
      • #198 Collapse

        yes you are right humain robot use karna chaiay wo hamari hi help karta hai ... profit or loss ko handle krna asan hai.. mujhe exact robot ka nahen pta k knsa best hai but jb ptsa chaly ga m apko bta dn ge !
        • #199 Collapse

          nhi bhai jan forex trading mn kbi b auto robot use na krain kiun k ye apko 99% loss mn hi le k jate hain kiun k aik bar auto robot lgane k baad ap k hath se trading ko handle krna bnd ho jata hai
          • #200 Collapse

            Robot is our so helpful thing in Forex trading business. A Robot is the programmatic system where a trader has no need to stay on Forex platform . so we can use auto robot for Forex trading business.
            • #201 Collapse

              Mera nahi khayal hum ko apni trading mein auto trading se kam lena chahye q k auto trading trusted nahi hai often traders ko auto trading mein losses mile hain or mil rahe hain to phir q risk liye jaye khud se trading ki jaye best hai experience khud se trading mein hi aye ga.
              • #202 Collapse

                Mera mufeed mashwara manain to kabhi bhi Robot ko apni trading main istemaal mat kijiye ga. Kyunkay robots sirf aur sirf andaaza kartay hain aur yeh pehlay say likhi gai commands per work kartay hain. In ki zero percent guarantee hoti hai. Yeh sirf aur sirf tukkay hi lagatay hain. Aap agar real main kutch kamana hi chahtay hain to apni hardworking karen aur kamyabi haasil karen.
                • #203 Collapse

                  ni mere bhi forex par ap ko chaye k pa forex par robot trading na karn is sy best ha k ap fore xpar khud he proper training kr k kam karn is k bad he ap forex par hard work karn is sy ap ko zayda proift hota ah or robot trading ka koi b fida ni ha
                  • #204 Collapse

                    Mery khyal main humy robot tarding nahi karni chaye kun ke ye confirm nahi hai ka rebot hamry liye profit hi earn karty hai ye loss bi kar sakty hai. tu humy khud trading karni chaye kun ke hum khud achi tarding kar sakty hain.
                    • #205 Collapse

                      foreign exchange aik globally buying and selling bsuienss hy, iss primary bht d methods aur program hain jin ko sound carry on kr nited kingdom foreign exchange primary succes ho skaty hain aur within sy industry ko sound apny liay simple kr laytay hain, iss ki aik qisam forex trading program w hain, jin ko bht sy investor make use of krtay hain, aur mery khayal primary ye greatest w sabit hotay hain/.
                      • #206 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: rajamoby پيغام ديکھيے
                        Dear All aap new users ko guide karain keh kiya trading ke leye auto robot use karna chahye aur agar han to kon se robot sab se acha hia. aaj kal kafi log robot sale kar rahay hian 100 se 500$ tak. kis ka robot best hia
                        mere khyaal se to hamein khud manually work krna chahye ta k hm a6e trader ban saken or is se loss k chances bht kam hn q k hm khud sari trading krte hn robot se loss k chances bht zada hote hn me personally manually work ko preffer krta hn or kronga...
                        • #207 Collapse

                          nhi bhai jan auto robot se apko trading nhi karni chahiye kiun k auto robot starting me apko profiy dety bad me loss start ho jata hy is se behter hy k ap manual trading kery to behter hy.
                          • #208 Collapse

                            Online forex trading bohat zabardast business hai is me log trade kar ny or profit wali trade karny sy bohat sary tariky istamal karty hain jis me robot system hai jis k zariy traders profit hasil karty hain yia kafi had tak profit hasil kar sakty hain
                            • #209 Collapse

                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                automated trading nizam yah ek world online business hai aur is me bohat se technique istimal hoti hai is ko hum apnay lay asani control kar k earning kartay hai forex me trading k lay ap robot ki istimal kartay hai to ap ko loss bahi ho sakta hai automated trading nizam ko chor kar ap self trading kary jis ki ap ko fada zada ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X